To kya yeh tai hai tujhe umra bhar nahin milna,
To fir ye umra hi kyon tujhse gar nahin milna.
Chalo jamane ki khatir ye jabra (jabr) bhi seh le,
Kabhi mile bhi agar to tut kar nahin milna.
For Sid
Rahe wafa ke musafir ko kaun samjhaye,
Ke is safar main koi humsafar nahin milna.
Juda to jab bhi huye to dil ko yun laga jese,
Ke ab gaye to kabhi laut kar nahin milna.
This is a from famous Gazal.
Like my post of you like.