Is Dubey se koi hotel Ramada ko bachaoji.🥱
Ek baat yeh samaj mein nahin aati ki hotel Ramada jaisi international fivestar hotel chain mein yeh dehaati zubaan ke qualification ki kab se zaroorat padne lagi hai?😕
Jitna Dubey pareshaan nahin karta us se bhi zyada uski yeh dehati zubaan pareshan karti hai.🤢
Itna achcha hai ki uska joker saathi Sharde ab nahin dikhaee padta.😉
bhagwaan ke liye koi usne Angrezi sikhaoji.🤢