Tu na ja mere badshah
Ek vaade ke liye, ek vaada tod ke
O na ja mere badshah
Ek vaade ke liye, ek vaada tod ke
Main vapas aaonga
Main vapas aaonga
Ja raha hoon main yahan jaan apni chhod ke
Tu na ja mere badshah
Ek vaade ke liye, ek vaada tod ke
Khuda ka tujhe vaasta
Lautkar aana tera dekhoongi main raasta
Khuda ka tujhe vaasta
Lautkar aana tera dekhoongi main raasta
Yeh vaada hai mera
Yeh vaada hai mera
Main agar mar bhi gaya toh bhi vapas aaonga
O na ja mere badshah
Ek vaade ke liye, ek vaada tod ke
851