toot ta kyon nahi dard ka silsila
iss pyar mein ho kaise kaise imtehaan
yeh pyaar likhe kaisi kaisi daastan
ya rabba
dede koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
ya rabba
dede koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
pyaar hai ya saza ai mere dil bataa
toot ta kyon nahi dard ka silsila
kaisa hai safar wafa ki manzil ka
na hai koi hal dilon ki mushkil ka
dhadkan dhadkan bikhri ranjishen
saanse saanse tooti bandishen
kahi to har lamha honton par faryaad hai
kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai
ya rabba
dede koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
ya rabba
dede koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
koi na sune sisakti aahon ko
koi na thaame tarapti baahon ko
aadhi aadhi poori khwaahishein
tooti footi sab farmaahishein
kahi shak hai kahi nafrat ke deewar hain
kahi jeet mein bhi shaamil pal pal haar hai
ya rabba
dede koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
ya rabba
dede koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar
pyaar hai ya saza ai mere dil bataa
toot ta kyon nahi dard ka silsila
na poochon dard bando se
hasee kaisi khushi kaisi
museebat sar pe rehti hai
kabhi kaisi kabhi kaisi
o rabba, rabba
57