abhi na jao chodkar ke dil abhi bhara nahi abhi abhi to aayi ho bahar ban ke chaye ho hawa zara mahak to le nazar zara bahak to le ye sham dal to le zara ye dil sambhal to le zara mein thodi der ji to loo nashe ke ghoont pee to loo abhi to kuch kaha nahi abhi to kuch suna nahi sithare jilmila ute charag jagmaga ute bus ab na mujh ko tokkna na badd ke raah rokna agar mein ruk gayee abhi to ja na paaungee kabhi yehee kahoge tum sada ke dil abhi nahi bhara jo khatma ho kisi jagah ye aisa silsila nahi adhoori aas chod de adhoori pyas chod ke jo roz yu he jaaoge to kis tharah nibhaogee ke zindagi ki rah mei jawa dilom ki chahe mei kayee makaam aayegee jo hum ko aajmaayenge bura na maano bath ka ye pyar hei gilaa nahi yehee kahoge tum sada ke dil abhi bhara nahi |
851