Guys weekend, dont have any work so giving you a spoiler contradicting Mishti spoiler...Shyam is Gaabar here...
Shyam: Kitne aadmi the?
Poojali: Sarkar
do aadmi (Arnav Khushi here😉) the
Shyam: woh do the, aur tum teen (Poojali, Dadi and Mami)...Phir bhi wapas aa gaye bina une paresan kiye...Khali haath, bina koi credit card liye...Kya samajkar aaye the?? ke sardar bahut khush hoga?? sabashi dega kyun??
Dhikkhar hai tum par...
Aare wo
laxmi (Sambha in Sholay) kitna inam rakkhe hai sarkar hum par??
Laxmi: pure 50,000...
Shyam: suna, pure 50,000. Aur yeh Inam iss liye hai ki tum sab ka brain osmosis ho ke mere aandar aa gaye...aur dur dur yani USA europe mein bhi jab raat ko bachcha rota hai to maa kehti hai ke beta so ja nehi to Shyamu aa jayega...
Aur tum teen nikamme, brainless Shyamu ka naam pura mitti mein milai diye...
Isski saja milegi...barabar milegi...
Aab tera kya hoga
Poojali (Kaliya)...
Poojali: Sarkar aapne mera namak khaya hai...
Shyam: aab Goli le badle mein...Dhissom...
then another two dhissom, dhissom, 3 goli ladki 3...bahut insaaf hai yeh...
End...
👏 👏
We will distribute mitahi in IF...
Edited by newyork2012 - 13 years ago
65