Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo
Toh pehele koyi hasaaye na rabba
Dil ke jo armaan the, dil mein hi reh
gaye Aashiqui jo kee toh ham, ashqon mein beh gaye
Gham ka fasaana hai, dard ye puraana hai
Itna bhi koyi yaad aaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo
Toh pehele koyi hasaaye na rabba
Ashq aankhon mein bhare hain,jigar jalta hai Kya qayaamat hai,
Bhari barsaat mein ghar jalta hai Yahi sochti hoon kaise usko bhoolungi
Na woh kabhi aayega na, usse bhool paungi
Jeene ka thheekaana hai na, marne ka bahaana hai
Itna bhi koyi bhi sataaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jokoyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo
Toh pehele koyi hasaaye na rabba ðŸ˜