Originally posted by: butterfingers99
Rev main gussa Isliye ho rahi hoon kyunki woh log Obros ko disgusting cheezo se compare kar rahe hai, and they are finding it funny
Kal tak Om Smart boy tha, Aaj bhai ka moral boost karne par idiot ban gaya hai👏
Om sae tho humsae bhi zyaada pyaar hain iss liye har roj ek reason lekhar bashing hothi hain. Agar aaj Om bhabhi jii ko support Kare tho woh bahuth acha ban jayega. Yeh roj roj ka drama hain chod na Shai. Bas sab bhabhijii ka bhakt banna hain tab achae hain warna sab bure aur selfish hain 😆