Good morning! 🤗Originally posted by: Gurikaur_ginni
Good morning Ankita🤗
I think
Shaq se jyada concern hai riddhu k liye
Iss baar riddhu ko pakde jaane se jyada Vansh ko khone ka dar hai
Aadat jo gayi uski
Pehle Aangre ka excuse dia par jab pin laga toh concern phut phut ke bahar aa gayi....tabhi toh uska khoon choosne laga.
Woh sochta hai "main woh hu jisne apne saaye pe bhi shaq kia hai...par tumpe bharosa karne ka dil karta hai."
Agar man mein yeh sab hai toh mujhe nahin lagta woh Ridhhu ko trap karne ka plan kia tha......nope! Vansh Babu is in Lou Lou. Yeh gayo kaam se.





