Sun zara soniye sun zara sun zara soniye sun zara ------
Aaj khamoshiyon se aa rahi hai sada
Dhadkane hai deewani dil bhi kuch keh raha hai
Sun zara soniye sun sun sun zara -----
Bite lamhon k saye to bas yunhi tham gaye hai
Yaad muze aaye teri baaten
Palkon ki surkh chaadar pe ashk bhi jam gaye hai
Teri aankhon se na hat ti aankhen
Bebasi ka hai aalam kya karun main bata
Dhadkane hai deewani dil bhi kuch keh raha hai -----
Sun zara soniye sun zara -----------