Imlie Written Updates and Episode Discussions 18 Jan 2022 - Page 12

Created

Last reply

Replies

112

Views

9.6k

Users

23

Likes

297

Frequent Posters

LeoNa_97 thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Summer_bunny


@bold: Yahi toh mene explain kiya tha usmain.


Wait lemme explain again,

Jabtak, koi vyakti India Forums ke shishthachaar (decorum) ke anusaar, sambhandhit vishay par apna math rakhta hain, usse India forums saara haq deta hain, apni iccha se kisiki vyaktitwa ko thes pohchaye bina apna math rakhne ki.


@underlined

Ab kya karein, aadmi hi itna ghooma hua aur bewakoof hain ki humare Aru aur Imlie ko jaake unhe bachana padh raha hain. Yaha bhi directly or indirectly apne zidh aur false-ego ke karan phas gaya..

Pehle bhi vese Imlie ko jaake hi bachana para tha na unhe? 😅 Bada hi kamzor hero tha....

Ab bina ego ki ekdum majoob hero mila hai👏 apni jeeju ki maut ki sadma se bahar nahi nikal paaya🤪 ek accident hote huye bhi dusro pe blame daalke nikla hai revenge lene. Aur revenge le bhi raha hai par peet peeche👏

Summer_bunny thumbnail
4th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Vedika97

Ab bina ego ki ekdum majoob hero mila hai👏 apni jeeju ki maut ki sadma se bahar nahi nikal paaya🤪 ek accident hote huye bhi dusro pe blame daalke nikla hai revenge lene. Aur revenge le bhi raha hai par peet peeche👏



Aap logo ke sath na dhokha hua hain, bcoz egoism ek negative trait hain, jo antagonistic trait hain....MATLAB IMLIE KA HERO AB AAYA HAIN!😳 Itne Dino se aap log without hero show dekh rahe they?? 🤣🤣


egoism

‍ˈईगोइज़म्‌

noun

thinking about yourself too much; thinking that you are better or more important than anyone else

अहंकार भाव; अहम्‍मन्‍यता, अन्‍यों की अपेक्षा अपने को बड़ा समझना

🤪



Aap kisike pain ko quantify karne ki koshish kar rahi hain, which is definitely very personal. Ab jeeju uska, dard uska, guilt uska...so why to quantity that, we can't decide how much pain should someone feel about an incident! Usko dard hain, toh hain! Ab vo ubhar nahi paaya isiliye toh usse apni heroin mili hain😉 . So jo hota hain acche ke liye hota hain.

LeoNa_97 thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Summer_bunny



Aap logo ke sath na dhokha hua hain, bcoz egoism ek negative trait hain, jo antagonistic trait hain....MATLAB IMLIE KA HERO AB AAYA HAIN!😳 Itne Dino se aap log without hero show dekh rahe they?? 🤣🤣


egoism

‍ˈईगोइज़म्‌

noun

thinking about yourself too much; thinking that you are better or more important than anyone else

अहंकार भाव; अहम्‍मन्‍यता, अन्‍यों की अपेक्षा अपने को बड़ा समझना

🤪



Aap kisike pain ko quantify karne ki koshish kar rahi hain, which is definitely very personal. Ab jeeju uska, dard uska, guilt uska...so why to quantity that, we can't decide how much pain should someone feel about an incident! Usko dard hain, toh hain! Ab vo ubhar nahi paaya isiliye toh usse apni heroin mili hain😉 . So jo hota hain acche ke liye hota hain.

imlu aur adi ka dard bhi personal hi dha jab aruji baar basr andhar guss rahi dhi. Khair🤪

Imlie world meim imlu andh meim jiske saath dikhengi hum tab maanenge kausa hero kaunsa heroin ka hai🤣🤣 kyunki yaha pe aksar hero aur heroin change hota hai. Yeh humri pov hai ji. Humra uddesh kisi ka bhi dil ki armanom ko ttes pahuchana nahi dha.😊

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".