Dena pageda...... Being a good Samaritan Aryan hi dega.
Waise, Happy, in the spoilers thread you said ASR ransom dega. Aryan kyun ransom dega? Bande ne clearly bola ke ASR bina profit ke kuch nahi karta. Aur ye patrakar mahoday to assignment pe bhi apne CEO ko taunts marta hain yoh is rotu, rude, arrogant brat ko bachane mein uska kya profit? 😆
Jubaan ka kadwa hai Dil ka nahi😳. My Aru baby is naram dil ka Insaan.. Janiyaa Janiyaa🤣