Shreya: Lekin agar award game khola hai toh dena toh parega naa?
Gautam: Yaar tere pechle awards kitne ache the. Kitne log aaye the?
Shreya: Haan. Dekho pehle Salman Khan aaya tha. Usne mere saath kuch hosting ki phir Shah Rukh Khan aaya. Mere award show pe dono ki dosti ho gayi. Uske baad Saif Ali Khan aur Sanjay Dutt aaye aur charon ne khub masti ki Om Shanti Om pe. Aur aaj…kher choro.
Gautam: Shreya aayo tumhe main ek hug deta hoon.
Gautam and Shreya share a hug. Shikha runs in and turns green with envy.
Shikha: Shreya yeh tum kya kar rahi ho? Awards do aur isse end karo.
Shreya: Nahi karongi. Pehle toh Gautam aur Abhi ki jaan ko khatre main daal deti ho aur upar se mere saath ladai karti ho?
Shikha: Maine kaise dali inki jaan khatre main? Meri jaan thi khatre main. Kidnap ho gayi thi main.
Shreya: Gautam ki job khatre main paar gayi hai teri wajah se. Aur Abhi ne tumhare baap se kabhi itni daant nahi kahi hogi jitni teri kidnapping ki wajah se khaani pari.
Gautam: Arre ladna band karo tum dono. Shreya awards do.
Shreya: Thik hai Gautam. Pehla award hai for Most Laziest Player. Yeh award usse diya jayega jisne sab se kum khela game main. Aur woh hai…Soniya aur Sehr.

Abhi: Bad player.
Gautam: Abhigyan aur kuch nahi hai kya kehne ko?
Abhi: Nahi.
Gautam: Lekin mere paas hai. Soniya aur Sehr main tum main bahut disappointed hoon. Khel bhi nahi sakhe?
Shreya: Thank you Gautam. Ab agla award.