ins. romal thane main bethi huyi hai sr.ins. kamal unko pagal bana ker chhutti par chali gayi or ins. romal duty baza rahi hai unko bohat tez gussa aa raha hai or wo jail main bhikari or akele ki thukayi kar rahi haai rukne ka naam nahi le rahi hai akhir ins. romal itne gusse main kyon hai bhikhari or akela soch rahe hai .
akela- yaar ye humko kyon maar rahi hai kuch poonchh bhi nahi rahi hai akhir kyon maar rahi hai .
bhikari - no idea mujhe to pitne ki adat ho gayi hai dono mujhe bajati hi rehti hain
ins. romal apne aapse baat kar rahi hai chali gayi sara din bas kursi par padi rehti hai or aaj mujhe yahan duty par laga kar nikal gayi bhool gayi ki aaj mera bday hai mara koun kaam karna pasand kare hai apne bday par or uper se kanjoosni kuch diya bhi nahi wish bhi na kiya.
phir chilla kar boli aaj na chhadna maine tum dono ko kachumbar bana dungi tumhara.
akela bhikari darke karan chipak gayi or khidki par latak gaye or bolne lage bacha lo mahadev bacha lo.
romal- chakkar lagane lagi tabhi police station ki light chali gayi or ins .komal bada sa cake lekar or amar prem ke hanth main hanth kadi laga ker le aayi or sath main amar ke pichhe pichhe agents bhi aa gaye.
agent 1 how dere she isne mere amar ko ab kyon pakda iski to main.
agent ,2,3 madam tea stop karo tumhara amar koun or haan ye koun hoti hai humare amar ko pakadne wali.
ins komal heppy biday to you
amar - madam ji happy birthday hota hai aap kya bol rahi hai.
komal - tu chip kar manne na sikha jaanu hoon hippy bday hota hai.
amar - god kya bewakoof hai kisne police bana diya inko.
prem jaane de amar jaane de khatarnaak lagti hai chhod de.
amar- chhod to dun yaar par pakda kyon hai sala 1st time galat kaam nahi kiya or pakda gaya what is this.
ins. romal - komal ji ye aapne mere liye kiya
komal - nahi uss bhikari ke liye kiya tera biday hai to tere liye hi hoga na.
romal - komal ji aap iss kanji ankhwale goru or iss extra darpok ko mere biday main laayi ho.
komal haan re bahar dikh gaye to socha guest bhi hone chahiye to dharr liya goru ko or sath main dusra muft mile hai iske pichhe teen tidwa behne bhi hai.
agents- sakooj me madams hum teeno tidwa nahi hai.
komal- nahi ho par kapdon se to lagti ho.
agent 2- agents mujhe pakdo nahi to main iss ins. per kood jaungi.
amar- madam ab bata do kyon layi ho yahan.
romal- kyon bataye teri biwi lagti hai kya komal jo tujhe sab batayengi.
komal- laal ho gayi biwi sun kar .
agent 1 madam police bday wali khabar daar jo kisi ko uski biwi bola to masal dalungi.
amar - madam main to poonch raha tha bas lagta hai iss city main duniya ke sare pagal hai or aadhe se jyada yahan iss police staion main hain.
tabhi police staion main parinita bhi aa gayi rakhi ko lekar uski sikayat karne.
or amar ko dekh kar sab bhool gayi.
agents ne ghera bana liya amar ke aas paas inko dekh kar.
tabhi komal ne cake khola or usmain likha tha hippy biday romal.
amar - ohh shit cake par bhi galat likh waya hai prem dekh .
prem - haila hippy bday.
romal ne bday ka cake kata or apne cake ka pehla bite goru ko hi khilaya or sab dekhte hi reh gaye ki ye kya hai sabse jyada jhatka to agents ko laga.
end main komal romal ne amar prem ko chhod diya or isi tarha ins romal ka bday manaya gaya agents ne bhi wish kiya or amar ke pichhe chale gaye.