Posted:
aaj dono ka dard dekh nahi payi 😭
rk kahi na kahi sahi hai woh indu ki bat ko man par nahi leta tha par aaj sari had par ho gayi dono ke bich MU😭
sad for indu apne pyar ko dur jata dekh use kitna dard ho raha hoga par woh apna dard kise bataye😭
plzzz don't bash my request