Contest to aapne banaya hai........midway partners change karna allowed hai?Vaise, hum zara traditional type ke log hain......yun majdhar mein ditch karna kuch theek nahin lagta, unless Mony and Nandini want it.
hum bhi aise hi hain
bt ab senior citizen hone ka fayda dikha denge duniyo ko waqt aane par
hehe
no not changing at all but yeh mony aur nandu ko ab samaj aa jaana chaiye why they need senior citizens😉😆