kesar who is uptil now not even looking at mb..looks mb...mb says sach bhatha...tu ne yeh talli ke saath shaadi ka rishtha iss liye thoda ki tujhe lagaa gulaal teri patni hai...sach bhatha beta...ke tu gulaal se pati patni waala rishtha rakhna chaahtha hai...kesar beta...jeevan mein katin paristhithiyon ka hal nikhaalna...tumhein seekhna padega...tera baap hoon beta...iss liye tujhe dhekke batha sakhtha hoon ke tu ne yeh jo fesla liya hai na...yeh bhina soche samje liya hai...haan...ek bhaath yaad rakhna...jeevan mein koi bhi khadam bhina soche samjhe nahi utaana...anth mein pachthaana padega...issliye aage chalkar tumhein jo koi bhi fesla lena hai...woh yeh sochkar lena...ke uss fesle ki tum par aur auro pe kya asar padega...mb leaves...