This is a continuation from the point where Omkar picks up a rock and aims it on Rajeev, but it goes elsewhere. Never mind where. But the IPS Virat Chavan suddenly wakes up to his police duty and arrests Omi kaka and puts him in lockup (for one night only) What happens next (not in CN, but in the police station) is penned down below.
Scene is from a police station lockup, Omkar is sharing the jail with three other people and looking extremely uncomfortable. The other three (A, B & C) try to include him in some light hearted banter.
A: Abe tu to achhe ghar ka dikhata hain. Yahan kaise aaya?
Omkar ignores him, brushing off a mosquito who was droning around his ear.
B: Tere kaan pe yeh kya hain?
C: Arre wahich, aurat log jo naak main pehente hain. Mard log kaan main..
A: Accha, to tere suhagraat main teri biwi ne isiko utara tha kya?
Omkar loses his patience. “Yeh hamare Chavan Khandaan ki nishani hain. Khabardar jo isko nath se compare kiya to..Haddi pasli ek kar doonga!”
B: “Are aisa bol na… Kahin ka malish wala hain kya tu? Chal mujhse shuru ho ja. Aaj raat ko neend achhi aayegi…”
Omkar glares at him but decides to keep quiet at this. Malishwala…What would Sonali say?
A hushes B into silence. Abhi naya hain yahan. Dheere Dheereaadat ho jayega.
“Achha, yeh to bata tu yahan aaya kyoun? Tune kisiko tapakaya kya? Ya rape kiya?”
Omkar thinks it over. Ab poori raat yahan bitani hain to..might as well do some time pass.
“Who maine patthar mara tha…”
A, B and C all give him a knowing look. “Achha..tu bhi apunki tarah pathhar baaz nikla be..tune kahan pathhar mara? Kisi ke ghar pe ya gaadi pe?”
“Nahi yaar…maine to uss Dhokebaaz ko mara, magar pathhar kahin aur ki gaya…aag lag gayi..”
C goes tut-tut. “Tereko na stone throwing ka training chahiye. Jahan pe aim kiya, patthar wahin jana chahiye. Apun ko bachpan sea adat hain. Kachha aam ko ped se pathhar maar ke girane ka…”
A and B nod wisely. “Aur apun log…chalti train main se pathhar maar ke logon ka mobile udata tha. Wahin se humko aage ka bhi training aur job mila. Magar first assignment main idhar transfer aagaya!”
“Abe aisa bol na ki tu bench pe hain!”
“Haan..yehich iss job ka risk hain. Kamai achha hain magar unpredictable!”
All are quiet for a while. Omkar is thinking. Yeh kahan aagaye hum! B looks at him.
“Theek hain, tereko training deta hain. Haath main aisa pathhar leneka. Bada nahi, Chhota. Jitna Chhota, utna achha. Garden main bahut mil jaat hain. Aur agar police wale ne pakda, to ekdum khisa khali karne ka. Aur khud Kalti maarne ka. Kya?”
B pretends of holding a stone in his hand.
A says, “Achha, ab poora haath ghuma ke, jor se aise maarne ka…”Omkar tries to mimic the action but fails miserably. C shakes his head in exasperation. “Bachpan main kabhi cricket nahi khela kya? Bowling nahi kiya? Waise maarega to ghar ki khidki paar ho jayega. Paas main maarna hain to underarm bowling karne ka. Samajha?”
“Haan, samajh gaya…”
“Abhi ghar jaake theek se practice karne ka, OK? Pathhar maarna ek kala hain. Har kisiko nahi aata hain. Jahan pe nishana hain, wahich jaana chahiye. Dekhana, next year Olympic main bhi yeh include hoga…?”
“Magar uske pehle, thoda body bana. Yeh kya thul thul…muscles hain ha mahim ka halwa?”
Omkar looks at his biceps and decides. Pehle gym jaana hain. Next day BK has arranged for his bail. All three A, B and C look at her and wink at each other. To yeh hain iska master, ha?
Next day, Omkar decides to put his new learnt art into practice.
To be contd..
******
Should I continue?
I am not tagging anybody.
A, B and C are common convicts in jail. I am not naming them.