Awesome part..
Dadima geet ko samjhti hai unha maan ka strength bana hai weakness nahi har step pa saath dena hai pillar banka..
Geet adi,pinky ko lekar tense hai maan usa assure karta hai ki wo adi sa baat karega samjhane ki..
Angel apne dhuna ma hai new new baatein sikhna ma excited hai..
Adi na apne jealousy ma pinky ko majboor kia uska ghar chodna ma maaneet tense hai unka liya aur dadi ka help lia..
Waiting for next part..
155