Maan narrowed his eyes seeing Geet stand in front of him with her jhooti in her hands.
Kya hain. He asked sipping his beer. Dekh kyu rahi ho mujhe aur yeh jhooti haath mein leke kya kar rahi ho.
Maarne ki soch rahi hoon. His eyes wide and his hand in air. Kya hua.. aisa kya kaha maine ki aap ke hosh udd gaye.
Kise maarne ki soch hain? He almost shivered seeing her eyes blaze in anger. Kise.
Kisi apne ko. He gulped down. His all beer nasha gone. Aaj khatam hi kar deti hoon.
Kise. He asked again. His hand trembling and even though he wanted a shot of his beer for strength he could not bring the can to his mouth. Kise..
Beer peene wale ko.
Tho maar do. He smiled and shaking his head he brought his closer to his mouth only to stop midway. Kise..
Beer peene wale ko.
Jaan... tum..
Oh yes Jaan. And she started to beat him left and right with her jhooti's while he tried to cover him with her hands. Aaj ish kiseko hi khatam kar dungi main.. na yeh beer peene wala rahega na ye beer.
Jaan jaan... aisa na karo Jaan.. Jaan...please maaf kar do.. please maaf kar do please.please..
Maafi. She hit his head with one jhooti. Maafi maang rahe ho aaj... itne din kya main barki ki tarah mein mein kar rahi thi. She asked hitting him again. Warn kiya tha.. kiya tha ki nahi.
Haan kiya tha par..
Par kya haan.. beer aapko aapki biwi se pyari hai na ab karo pyar beer se. And poor Maan was badly beaten up with her jhooti's tat he had loving gifted her for some occasion just 10 days back but now his very own gift was his enemy. Beer hain tho zindagi hain par biwi hain tho maut.
Jaan he held her hand but she glared and with fear he released her hands and said. Maaf bhi kar do.. aaj ke baad na beer na beer peena wala hoga humare ghar mein.
Pagal nahi hoon main. She hissed at him. Aapko sirf beer chahiye biwi nahi chahiye par aaj main ish beer aur beer peenewale ki kahani hi khatam kar dungi.
Jaan I promise.. sachi mein promise. He pinches his neck. Dekho yeh phek diya. And he threw the beer bottle can away spilling the contents from it. Aaj ke baad no beer no beer peenewala.
Kyu beer peenewale ko bhi aisa hi phek donge.
Haan phek dunga.
Phek dijiye. And she walked away with a victorious smile as finally she threw the beer and beer peenewala out.
Next : Part 2
770