agar aag pani se mile to booj jati kai agar aag aag se mile to double bhadakti hai, aur sab kutch khatam kar deti hai.
aur idhar aag dono taraf barabar lagi hai ek aur prem ki aag aur ek aur tan ki aag agar wo milgaye to ...?
aur agar na mile tobhi to...?
kahete hai ki ek aur khai hai aur doosri aur unchi diwaar jay to kanha jaye?
maan is bound to his promise lekin agar prey samne chal ke predator ki banho min aa jaye to kya hota hai?jo nahi hona chahiye...leki kya maloom wo honi hi hni ko anhoni banade,,,,ho sakta haina?
kahete hai bhawnao ke toofan ko rokna bahot muskil hota hai jab ki agni roj apne samne raheke dil ko jala jaata ho?
aisa bhi ho ki ek aag ek pani milke dono ki pyas booja de aur ek khamoshi si cha jaye?ho sakta hai koi tisra insan dono ke biitch mein ripple paida karne me safal ho jaye aur aag ko younhi jalte rakh kar pani door ho jaye?bahot kuch ho sakta hai, in short aap jo chahoge wohi hoga,humare chanese kuch bhi nahi hoga samje?
ek song aarj karte hai-
Aag pani me lagi hoye hoye kaise?
aag pani mein lagi hoye hoye kaise
ki husn ki sham dhali hoye hoye aise ki husn ki sham dhali
chaya laheron pe dhuan hoye hoye kaise -2
ke dil jale honge wanha hoye hoye aise ki dill jale honge wanhan...