Originally posted by: Kalpana_Writer
Par iska matlab toh yahi hua na ki aap isliye nahi padhti kyunki aapko story ya writer ka kaam achcha laga!
Mujhe toh laga tha ki aap mere stories isliye padhti ho kyunki main ek achchi writer hoon!
sab writers ka stories acha hona zaroori nahi haina BB agar mujhe acha nahi lagega tho main ek do updates ke baad follow nahi karthi hoon
ek writers 2,3 ff's likhthi hai sab tho ache nahi hothe hai na kuch ff's pasand nahi aayegi aur main wo follow nahi karthi hoon chahe wo kitna bhi acha writer ho
for eg. muskaan ka masoom main follow nahi karthi hoon bas 2,3 updates pada mujhe acha nahi laga issliye main follow karna band kiya
762