Originally posted by: sona_jyotika
in dono ka kuchh nehi ho sakta😡
geet ko besharmi k alawa kuchh ata nehi hain
aur iye ek maan jo nasha karke apne apko control nehi kar pata hain aur bad me sara dosh geet pe daal deta hain
pakka maan ne kuchh sunaya hoga
lol😆
1.2k