Posted:
Hey Frndz , Hum sab Bful girls ke bare main baaten karte hain lekin pyari Nano ki Khoobsurti ki koi tareef nahi karta not fair đ wo kitni talented hai, Dev uske liya kya-kya na bana đ¤Ł. Chalo Yaaro uski taareef main kuch pyare-pyare sabd kaho ...đ Mujhe to uske lips bahut pasand hain , jab unhe kholti hai to kya lagti hai 𤣠, 0/10 marks . Ab aap sabki baari...