Originally posted by: -karishma-
oye tu shilpa pe itna bharosa kyun karti hai🤣🤣🤣 ayushmaan ki deewani ka koi bharosa nahi🤣🤣🤣 abhi hai aur dusri min mein hi gayab🤣🤣
Haha sahi kaha tune lolz
Kuch der pehle Ayushmaan ke saath cake bana rahi thi
Mujhe yaha akele chod kar😡🤣
57