Originally posted by: LVraaz
kehati hai dil ki lagi ho ja tu aaj meri,
ha ha ha main toh hoon deewaana tera,
koyi bhi bahaana tera abb na chalega meri jaan,
na na na chhuna na, pyaar mein yuun khona na,
aa.... hogi ruswaayi meri achchhi nahi jid yeh teri,
kaise samjhaau jaaneja,
na na na chhuna na, pyaar mein yuun khona na,
husn jawaan hai ishq jawaan hai, hum don ko hosh kahaan hai,
ik nayi duniya mein kho jaaye, aao hum tum ek ho jaaye,
hogi ruswaayi meri achchhi nahi jid yeh teri,
kaise samjhaau jaaneja,
na na na chhuna na, pyaar mein yuun khona na,
jo tere dil mein wahin mere dil mein, pad gayi main toh haay mushkil mein,
thodi si meri majburiya hai, is liye sajana yeh duriya hai,
main toh hoon deewaana tera, koyi bhi bahaana tera,
abb na chalega meri jaan,
na na na chhuna na, pyaar mein yuun khona na,
aa.... hogi ruswaayi meri achchhi nahi jid yeh teri,
kaise samjhaau jaaneja,
na na na chhuna na, pyaar mein yuun khona na,
main toh hoon deewaana tera, koyi bhi bahaana tera,
abb na chalega meri jaan,
na na na chhuna na, ha ha ha na jaana...
@Revv&Ricks:>my introduction song already posted nd i dont feel like singing it again nd again!!🤣😎
@dolzz:> awww yuu missing me already hai naa?? my comeback will be like MSK isstyle..yu'll never know, only time will tell..it will be as unexpected entry isstyle ...!! after all i am the LV full of raaz aur surprises hai naa!! 🤣😛😎
@hitler:> 🤗🤣
475