Pyaar ki Kahani
Part 27:-
He started to search her every corner but he didn't find her.
"Kahan chali gayi aakhir ye?" he thought again.
Vardaan ne socha chalo washroom k aas paas check karte hain aur jaise hi vo muda vaise hi kisi ne us k kandhe par haath rakha.
He turned n found a gal stood right in front of him. He tried to recall but he failed.
"Bus bus ab sochne ki jaroorat nahi hai. Mai vahi hoon jis ka naam yaad karne ki koshish kar rahe ho." The gal said.
Vardaan smiled n said, "Sorry par mujhe abhi bhi aap ka naam yaad nahi aa raha hai."
The gal took a deep breath n said, "Nisha Sahini now Mrs. Nisha Malhotra." She said.
"Oh, Nisha ", he hugged her tightly.
She hugged him back n smiled. "Ab to yaad aa gaya ki aur bhi kuch yaad dilana padega ab?" she asked.
"Nahi yaar ab itna bhi embarrass mat karo." He added.
Tabhi Vardaan k back par kisi ne apna haath rakha. He turned n found Kajal there.
"Kajal kahan thi tum? Pata hai maine kahan kahan nahi dhoondha tum ko." He said.
She replied sternly, "Mai bus washroom tak gayi thi."
Vardaan realized something different n he smiled at it. He introduced her to Nisha, "Nisha meet her she is Kajal my????." But before he could complete someone finished it.
"His wife". Vardaan saw she was Sanya.
"U duffer mujhe bina bataye hue teri shaadi karne ki himmat kaise hue bol?" Nisha asked hitting him on his hand.
"Are meri maa meri baat to sun na." Vardaan pleaded her but she continued hitting him on his back either or his arms.
Kajal was watching all this n she did not like it all but she couldn't say a single word.
Finally kuch der tak Vardaan ne jab Nisha ko manaya tab jaa kar vo maani aur dono apne old days yaad kar k smile karne lage.
"Par tum ne achanak shaadi kaise kar li?" she asked him.
"Bus kabhi kabhi life me kuch kuch aise hi ho jaata hai ki pata hi nahi chalta kab hua." Vardaan said dreamily.
"I must say that tum ne jaroor love marriage ki hai na?" Nisha asked him.
"Offcourse sweety, Kajal jaise ladki kisi ko mil jaaye to koi chodta hai kya bhala?" he said looking her affectionately.
Kajal blushed, jo Kajal abhi kuch der pehle tak naraj thi itna Vardaan se vo us k is statement par. 'Mujhe bhi na pata nahi kya hua hai kabhi mai naraj hoti hoon is par aur kabhi sharmaa jaati hoon.' She thought in her mind.
"To kaise hue thi aap dono ki mulakaat?" Nisha asked.
"Bus yu samajh lo ki maine kitne ladkiyon ka naa jaane dil toda hoga in se shaadi karne k liye," and he narrated all story ki kaise mila tha vo Kajal se.
"Kaise pata chala tum dono ko ki both of u r in love with each other?" it was now Sanya's question.
Ye question Vardaan k liye ajeeb hi nahi tha balki aisa tha ki vo samajh nahi paa raha tha ki ab kaun se kahani sunaye.
Kajal said, "Hum dono jab roj milne lage to ek din Vardaan se milne jab mai pahuchi tab dekha ki vo kisi aur ladki ko hug kar raha hai aur fir us ne us ladki ko kiss bhi kiya bus kya tha maine gusse me na aav dekha na taav aur mai vahan pahuche aur Vardaan par maine chillana start kar diya ?????." Kajal poora nahi bol paayi.
Vardaan continued, "Aur tab kahin jaa kar mujhe ye ehsaas hua ki kahin na kahin kuch aisa hai jo ye mujh se chipa rahi hai aur is ko mujh se pyaar ho gaya hai."
Kajal smiled at him and Nisha was really happy to listen the love story of Vardaan where as Sanya didn't like love stories but she found it really interesting.
"Mujhe bhi ehsaas hone laga tha ki mai Kajal ko pasand karne laga hoon phir bhi mai thoda confuse tha,"Vardaan said dreamily and moved closer to Kajal. Her heart beats started racing faster when he was so close to her. He took her hands in his n kissed them. She felt a strange desire in her heart to let him proceed for more.
"Vaise vo ladki kaun thi?" Sanya asked.Sanya's this question brought her back into reality n she blushed at her own thought.
Vardaan ko kuch samajh to aaya nahi to us ne kaha, "Vo meri di thi."
"Akki?" Nisha asked.
"Yeah." Vardaan smiled.
"Fir?" Sanya asked.
Aaao sunao pyaar ki ek kahani,
Ek tha ladka, ek hi ladki diwani..........
Vardaan was singing.
Aaao sunao pyaar ki ek kahani,
Ek tha ladka, ek hi ladki diwani...........
Vo bhi hasne lagi thi, ye bhi hasne laga tha
Dono samjhe nahi ye jo hone laga tha aaaaa
Aaao sunao pyaar ki ek kahani,
Ek tha ladka, ek hi ladki diwani...........
Kajal was blushing without knowing it's reason at Vardaan's cute behavior.
Vardaan:-joh bhi kehna na tha,
woh bhi kehne lage,joh bhi sun-na na tha,
woh bhi sun-ne lage -2
Kajal:- aa rahi hai hassi mujhko is baat par,
kis tarha pyaar mein dono khone lage,
dono khone lage...hmmmm...ahaha
Vardaan:-jaanne wali baat thi anjani
hoooo hoooo, hoooo hoooo, hoooo hoooo
ek tha ladka ek thi ladki deewani,
woh bhi hasne lagi thi,
yeh bhi hasne laga tha,
dono samjhe nahi the woh joh hone laga tha,
aao sunao pyar ki ek kahani,
hoooo hoooo, hoooo hoooo, hoooo hoooo
ek tha ladka ek thi ladki deewani,
All were enjoying the song aur v can say Vardaan n Kajal's pyaar ki kahani.
Vardaan:-koi tarsa na tha,
koi tadpa na tha
woh mile is tarha dil bhi dhadka na tha-2
Vardaan smiled at Kajal humming these lines cheerily.
Kajal:- hone wali mager,
baat ho hi gayi;
pyaar ki rah mein, zindagi kho gayi,
zindagi kho gayi...hmmm...hmmm
Nisha and Sanya smiled at them including all ppl in the disc.
Vardaan:- dil ne dilse aise ki mann mani
hoooo hoooo, hoooo hoooo, hoooo hoooo
ek tha ladka ek thi ladki deewani,
woh bhi hasne lagi thi,
yeh bhi hasne laga tha,
dono samjhe nahi the woh joh hone laga tha,
aao sunao pyar ki ek kahani,
ek tha ladka ek thi ladki deewani,
Jaise hi song khatam hua poora disc k logon ne khade ho kar standing ovation diya Kajal aur Vardaan ko.
Poore song me Vardaan ne isharo isharon me bata diya ki dono ki mulakaat kaise hue aur pyaar kaise hua dono me.
Nisha was just smiling at Vardaan n Sanya too. Kajal ko lag raha tha ki kahin sach me to Vardaan us se????..par aisa kaise ho sakta hai vo to bus abhi vahan kaam karne aayi hai.
Vardaan noticed her face expressions but he wanted to play more so he turned towards Nisha and said, "I think chal dance karte hain."
Kajal ka dhyan disturb hua Vardaan k mood me aaye sudden change se.
"Par apni wife ko chod kar mere saath dance karega tu?" Nisha asked with surprise.
"To kya hua tu roj thode hi milte hai, Vaise bhi vo mind nahi karegi; kyoun Kajal?" He asked her smiling.
"Off course not." She replied.
They both proceeded towards the dance floor and Kajal was watching Vardaan confusingly.
"Lag gaya na apne purane kaam me. Is ki aadat hi aise thi shuruvaat se, kabhi koi ladki kabhi koi." Sanya said with a normal face.
Kajal tried to ignore her talks whereas she was also not happy when Vardaan was dancing with Nisha so closely.
Edited by Mahak Sinha - 16 years ago
294