Episode-05:-

Gupta residence
Drawing room
Nani and Padma r there, Nani is busy with some embroidery work, Padma is reading magazine but mostly glancing at the front door. Nani observes
Nani: Padma kya baat hai , koi aane wala hai kya itni besabar kyun lag rahi ho.
Padma: Haan ma Sujal aane wala hai aayinda, wo aapka pata hai na usne pichle mahine usne hamare samne wala ghar kharida tha to wo aaj Shift kar raha hai.
Nani: Accha , lo kar lo bat na tune baataya aur nahi usne.
Ye koi bath hui.
Padma: Deko maaaa, wo Shashank aur bacchon ko surprise dena chahta hai, aap ghar mein badi aur mujse puccha meine baatadiya ab kisi ko nahi batana math plssss.
Nani: Accha jaise tu kahe beta. Lekin iss Shashank ko kya hua aaj itni jaldi ghar aa gaya aur ye Anjali 6PM baje se pehle apne room , kya baat hai.Aaj to Daisy ko bhi walk par nahi le gai
Padma: Arre ma aaj sunah hi to kaha than a unhone bacchaoan se kal saajivini ke bare mei baat karni hai, isliye.Aur Daisy ko kal se subah le jayegi walk par at that momment Daisy enters the room barking and stands near
Padma they hear a car sound.
Padma: Dekho na ma Sujal aaya hai aur is Daisy ko pata chal gaya hai ki koi aapna hai, isliye andar daudi aayi hai hume bulane, with that she patted the Dog's head and called Smart Daisy. Patta nahi kabse par tum bhi humare parivar ki sadasya(Family member)
ban gayi
Daisy
Meanwhile in Angi & Ridz Study room.
Its 6PM in Study room. Angi and Ridz waiting or their dad
Dad: To meri bachiyan taiyaar ho.
Angi and Ridz, luk at each other
Angi: For what dad.
Ridz: Pappa aap humari Internship ke bare mein baat kar rehein hain.
SG: haan baachchon. Deko tum don one aaj tak idhar pahunchi ho , lekin sirf degree hassil kar lena kaafi nahi baat atti hai jab tum practically uss kaam mein utarte ho.Mera matlab hai kal se aap dono par is profession ke saath zimmedari bhi aajayegi.So, time par sona utna in precise be punctual and plus never let ur personal life disturb ur Professional Life and is vice versa.
Angi and Ridz: Ji
SG: And one thing aap dono mujhe vaahan Dr.Shashank ya sir aur Padama Sister Padma kehkar hi address karoge,GOT it.
Angi and Ridz: Got it.
SG: Ab bachon I want a nice hug.
Three r hugging , while Padma seeing them from door
Padma: arey , aap logo ne hum dono ko chod diya, bhai hume chahiye
And they all luk towards door There Sujal and Padma r standing.
Angi & Ridz : hello baiyaa
Sujal: hello girls
SG: areey Sujal beta tum kabh aaye, opening his hands.
Sujal: Namaste chachaji, bas abhi kuch der pehle.
Padma: lo, phir se hug ke bre mein bhool gaye.
Sujal: Aur nahi to kya ye koi bath hui.
Angi tells Mom aap aur bhaiya bhi naa and they all hug, Ridhima has tears in her eye of happiness.
Angi: Aur ye kya Ridhima, hug itna bura to nahi tha.
They all laugh,
Padma: Tum done par mujhe bharosa aur naaz hai, bas ise banaye rakhna.
and Sujal speaks
Sujal: Abh chachaji aap ki izzat ho to mein
in dono ke personality ke mutabik
In ko nuske dunga
SG: kyun nahi beta zarror, aakhir tumhari behne hai proceed aur tum jaise
Expericed plus new doctor ki hi to zarrorat hai. Padma hum niche chalete hain.
Sujal: So, girls excited about 2morow.
Angi: yes bro! , Ridz: haan Bhaiyaa
Sujal: kya baat hai jawabh bhi -allag
allag , acch ise chodo aur suno, Pehle Anjali tum
Sujal: Anjali dekho tum hare nature ke mutabik mein bas ye kahungi,
Rough and tough hone saat kabhi kabhi apne emotions ko bhi maauka dena mera matlab ki when u dealing with ur patients first make them comfortable to u,Don't consider just as a case u r handling .Specially address them with their name.Kyunki bahut maauko partumhai talent aur medicines ke saat pyshcalogy bhi treatment mein main role play kati.
Angi: Definitely bro.
Sujal: Ridhu beta tumhara case completely different hai, tumhe to sweet hone ke saat Rough and tuff hone zarrorat hai. Matlab tum sabse emotionally jaldi attach ho jati ho isliye, ek had tak apne emotion ko control karo kyunki kayi baar emotionally attach hone ke vajah se hum treatment nahi kar paate hii jaise perate karte waqt haaton ka kaapna etc.u hav to be strong.
Ridz: zarror bhaiya mei iska dhyan rakhungi.
While this they here a knock on the door, and voice.
Stranger: ahemmm ahemm. Ponting towards ridhima's guilty face kya hua Ridhima kuch bhool gayi kya.
Angi: Areey yaar Sapna tum andar aao na, vaahan khadi ho kar peheliyan kya bhuja rahi ho. Aur ridz tum kya bhool gayi.
Ridz to Sapna: I am really really sorry yaar maaf kar de kal ke excitement mein subah tere ghar aana hi bhool plsssssssss
Sa: Its ok yaar, hota hai hota hai bade bade shehroan mein aakhir chotti chotti batein hoti rehthein hain. Aur yaar angi aisi koyi baath nahi hai aaj isse aa kar mujhe us naye JIGNRSH se bachana tha par meine hi sambhal liya kyunki madam bhool gayi.
Sa: kya mein bhi shamill ho jau is mehifill aur mujhe bhi nuske dijiye na aakhir mein bhi to behen huin aapki.
Sujal: Kyun nahi, hmmmmm tum samajdhar to ho hi thodi practical bhi hojao,Aur jitna ho sake koshih karna ki tumhari personal life professional ko na effect karein, aur haan ye jo tum khoyi khoyi rehti ho na use band karo be attentive stop any type of day dreaming, jiss se tum har kisi se takrati rehti ho,as attention and observation is must to becum a gud doctor.
Sa: Thanx bahiyaa
Sujal: Chalo ab relax, kal continue karenge is boring lectur ko Sanjeevani ke meeting hall mein.
Angi: kahan bhaiyaa kal I tayari karni hai, meine Dr. Keerti ke Strictness ke bare mein kaafi kuch suna hai aap jaeye, hum yahi rekar tayari karenge.
Sujal: ok. Gals byeee & best of luck.
Angi, Ridz & Sapna: thanx Dr. sujal.
They all laugh and Sujal goes down.

Malik House
Kashish has just reached home, its 07:30 in the evening she saw Shabd talking in cell to his mom in the lawn while playing with there pet dog blazer with ball. And as she came kakka came towards her from kitchen smiling with tea tray in his hands.
Kakka: Aagayi bhitiya, bahut thak gayi hogi fresh ho jao aur chai peelo.
Kashish: Ye koi nayi baat thodi na hai, meine kitne baar kah hai , mere liya itni baagha dudi kiya mat kijiye aapki umar hgai hai. Chai to hai mein baan leti na.
Apne umar ka to lihas kijiye na plsss.
Kakka:Arrey beta kya kehti ho, ek to pitaji manti ho phir,
Then observing her concerned face, accha teekh hai aayinda dhyan rakhunga aaj to peelo.
Kashish: Kakka ye Shabd to yaahan hai baki dono kahan hai ab tak ghar nahi laute.Aur blazer ko kaun laya wapas isse to vetenary doctor ke care mein chood ke aaye the na do din pehle.
Kakka: Nayi beta Armaan to apni aur shabd ki driving license lene gaya hai aur Atul ab tak apne bhai ke yaahan se lauta nahi hai, bas athe hi honge.Aur Blazer ko aaj hi laaya hai Shabd doctor vkke yaahan se kyunki unka phone aaya tha ki ab humara blazer teekh hai, le jaane ko kaha.
Kashish: Accha hai kaka Atul kush hoga isse dekh kar usse se tobahut banti hai aur jab tak atul ya armaan hai iski dekh baal acchi hogi, pata nahi aise lagta hai ye bhi haumre ghar ka hissa bagaya.
As he finishes they his peep peep voice from two small pumping shoes and a little angel entering the house with Atul and Shubhankar.
Kashish: Ale ale ye kaun aaya hai humse milne.
And they show Ayushi( Shubhankar's daughter)
Entering with Shubhankar and Atul
And holds her in her arms,
Kashish:Aaye na shubh bhaiya aap aaj hi time mila
Hum sab keliya. Baitheeye
They all sit on the sofa while Kashish gives snacks and tea to them.
Atul : di mein chalta huin upper ab aap kijiye inki
Khattirdari kariye mein apni baanji ki karta huin
Us shabd ke saath.
Kashish: Arre Atul tera Blazer ghar waapas aa gaya hai
use dekhle aur kal se subah subah walk par le jayiyo.
BLAZER
Atul: achcha di tab tho double mazza ayega. challo Ayushi
he goes to blazer who is busy with its dinner so he and Shabd leave to upstairs with Ayushi.
Shubh: Kya Kashish tum bhi na, arey cardiologist huin bhai, aur Sanjeevini ke 40% patients mere hain,Mein kya kar sakta huin is vajah se to
is gadhe Atul ko tum logon ke paas chood rakha hai aur Ayushi pure din Padma bhabi sambalthi hain ya Phir ye pure din mere saath hospital mein. Phir baatao mein kaise aa sakta huin mere liye time hi nahi hai.
Kashish: in more concerned voice iss liye to kehti huin shaadi kar lijiye kam se kam Ayushi ke liye, aur ye mat kehna ladki kahan hai, kyunki mujhe patta hai aap ke dil mein koyi hai
jo mera karibi hai.
Shubhankar whose drinking tea spits out it by embarssment
Shubhankar: Arrey Kashish kya bol rahi ho tum, mujhe kuch samaj nahi aa raha.
Kashish: Arrey bhaiya kam se kam mujse to math
chupaiye ye , kyunki ye to mujhe bhi pata hai aur Dr. Shashank ko bhi pata hai aapke aur Keerti ke beech kya hai.
Shubhankar: Kya tum to tikh ho ,par Shashank ji ko bhi ye baat jaan gaye.
Kashish: Areey Keerti ke samne aapki halath ko dekhne par koi baccha baccha bhi keh dega, dekhiye bhaiyaa aap se khul kar hi bolti huin.
Isme koi chupane waali baath nahi Ayushi badi ho rahi aaj tak to tikh hai par aagey kya hoga, bachpan se Atul hamare saath raha aur use akelapan mehsoose nahi hua.Lekin aayushi ek ladki hai use ek maa ki zarrrorath hai,Aur wo sirf Keerti jaisi practical aur samajdar ladki hi hai, jo apko aur aayushi dono ko sambhal sakti hai.Upaar se meine uski aankhon meine aapke liye wo pyar , izzath dekha ha aur Ayushi ke liye mamta dekha hia jo dill se hai nakli ya dikhawa nahi.
Shubh: Par Kashish mein usse kaise kahun mujhe kya pata uske dil mein kya hai .Aur agar kuch hai to usne aaj tak kaha kyun nahi, array mein jaanta huin wohi hai jo mere aur Ayushi ke liye best hai. Par phir darr lagta hai, Ayushi , society ke barre mein sochte hue, Aakhir tum uski best friend ho aur meri behen kuch karo na.
Kashish: dekho bhaiyaa, Keerti ke dill mein jobi hai meine aapko kah diya kyunki usne mujse kaha tha, chahe jintni bhi practical ya strong ho wo ladki hai aur pehal aapko karni hogi, Rahi baat society se darrne ki to koi bhi kabhi zindagi ji
nahi paayenge, bhaiya aap pyar kar rahein hai koi gunaah nahi. Aur rahi baat Ayushi ki hai to mujhe pata hai waqt ke saath Keerti ka mamta usse samjha dega. Aur haan mein aapki madad sirf mauka aur dastoor (circumstances) banane mein karungi kehna to aapko hi padega, kyunki ye aapki zindagi hai.
Shubh:Thanx kashish, jitni jaldi ho sake mein use puchunga.
When they r talking they hear a taxi sound and turn to see the new comer,
Armaan enters the house.
Armaan: Arre wa kya surprise hai kahin aaj suraj pashchim se to nahi nikla .
Kashish: Laughing at his remark. Armaan chod de unhe meine kaafi ched diya hai aur thak gaye bicharre. Abh Tu bata mill gaya license ,nahi to kal phir taxi ya lift lena padega tujhe ,kyunki mein tujhe ya phir us Shabd ko bina license ke gaddi nahi chalene doongi.
Armaan: Areey taxi ya lift le mere dushman , hum dono ko license mill gaya hai.And where's our little angel 'Ayushi'.
Shubh: Acchi baat hai jo tujhe license mill gayi aur apni gaadi bhi kyunki agar nai milti na to tum is Mumbai ke traffic mein late hone se bach nahi paate aur Dr. Keerti jo tumhari incharge hai wo tumhe pehle hi din kachummar kar deti.
Kashish: Isliye koi laparwahi ya badmaashi nahi jao fresh hoke kal ke liye tayari karo jaate hi tum sab ka introductory interview hoga aur assembly speech.Aur haan Ayushi uppar hai Shabd aur Atul ke saath usse niche bej do aur tumhara blazer aa gaya hai doc ke yaahan se .hum sab saat mein hi dinner karenge.
Armaan : mujhe paata hai ki blazer aaya hai, Shabd ne phone kiya tha merin ussese milkar aatha huin.
Kashish: Nahi armaan Atul keh raha tha wo abhi abhi soya hai, aur phir wo raat bhar jagega isliye tu upar ja aur kal usse tum aur atul le jana walk par.
Armaan: arrey nahi di, walk par to usse Atul le jayega mein aur Shabd kal pass ke BB cort jayenge jiski discovery humne subah hi ki thi aapke jaane ke baad. Aur BB khelne se mein phir jaldi uthunga byeee.
with that he goes upstairs
In the room, Shabd still talking on phone to his mom and Atul playing with Ayushi and telling her about his plants.
Atul: Ayu deko ye hai minni meri tumhari aur is earth ki best friend , chalo isse hello kaho.
At this Ayushi makes a face lik she is going to cry.
Armaan watching this takes her in his arms and tells Atul
Armaan:
array champ dekh tune is pyari si bacchi ko bhi aapne pagal pan se pareshaan kardiya. Aur kya sikh raha Phir ye teri tarah dumbu banjayegi.
Atul: abhe tujse to accha hui aur iska chacha huin , mere sangath mein rahegi na isse awarness ayaega pollution ke khilaaf aur plants ki importace ke bare mein.
Lekin ye tere paas rahegi na teri tarah flirty, makkar aur irresponsible hojayegi. Armaan: Abbey oye tera matlab kya hai mein aur Shabd bhi iske chachu han, jitna haq tera hai is par uthna hi humara.
Atul: haan to meine kab mana kiya lekin abh isse mujhe dede.
Ayushi starts crying now Hearing this commotion Shabd tells hi momma tht he will call her tomorrow.
Shabd: Oye yaar champ aur hero dubara shuru ho gaye.abh is phool si bacchi ko baksho mein isse kashish di ke paas chod atha huin wahin iske keliy safe hai .
With that he takes her in his arms and tries to pacify her with the keys in his hands.and she stops crying
Atul: lagta hai Shabd tune hum sab se chup kar bachoon ko sabhalne ka course kiya, dekh to kaise chup ho gayi tere godh mein aakar,teekh hai bacchu, waise bhi iske dinner ka time hai ja is niche leja.
Armaan: Lekin tu jaldi vapas aayiyo, meine suna hai kal kuch introductory interview bhi hoga hamara aur wo bhi us Dr. Keerti legi.
Atul: kyaa vo Gabbar Singh legi , margaye tune pehle kyun nahi batya
Armaan and Shabd: Tujhe kaise patta wo Gabbar Singh hai.
Atul: Arrey yaar Subah di di ne bataaya tha aur duphar ko Shubh bhaiyaa bata rahe the.
Shabd : Accha mein abhi aata huin phir saath mein baitkar taayari karenge.
Armaan: Humara khana uppar hi lade.
Shabd goes down and gives Ayushi to Kashish.And takes thre dinner and starts moving when kashish asks him
Kashish: Tumne baat ki apne mom dad se Shabd.
Shabd: running upstairs haan di.
And after having dinner the three sit with books to do sum general preparation.
Its 11:00 Pm in clock
Angi Ridz study room. here also these three had dinner together and were studying.
Angi: Accha hai itni tayari to karli humne, Dekthe hain kal Dr. keerti kya kehti hai.
Ridz: Wo to hai di, Par ye dekhna hai kal aur kaun kaun honge
humare alawa,
Sapna: Areey yar Sanjeevani sare thew best hi athe hain hum logon ki tarah, and suddenly she luks at wathch and shrieks, kyaaaaaaaa time to deko mujhe ghar jaan chahiye, Ridz mujhe chood dena plsssss ma mujhe kha jayegi.
Ridhima: mujhe koi problem nahi hai par phir mujhe kaun chodega tum phir hum sar raat yahi karte rehenge.
Angi: ohoo ridz ye lo chaabi aur usse chood kar aa .tu to ek no. ki drama queen hai.mein change karke soone jaa rahi huiun goodnight.
Ridz: Thax di aap kitni aachi hai.
While Sapna and Ridz leave in there Zen esteelo
In Malik house boy's r preparing seriously,
Kashish and Shubh comes in the room and starts checking there temperature by touching their forehead and cheeks.
Armaan: Di ye kya kar rahi ho.
Kashish:tum logon ko kya hua hai bukhjar to nahi hai,itne shaant shareefo ki tarah baartav kar raheho.Dal mein kuch kaala to nahi.
Shabd: Kya die k to itna bashan de kar samjati ho hume aur jab hum serious ho jaye to manane ko tayar hi nahi hoti, that's not fair.
Kashish and Shubh r laughing lik anything
Shubh: Par Kashish mein usse kaise kahun mujhe kya pata uske dil mein kya hai .Aur agar kuch hai to usne aaj tak kaha kyun nahi, array mein jaanta huin wohi hai jo mere aur Ayushi ke liye best hai. Par phir darr lagta hai, Ayushi , society ke barre mein sochte hue, Aakhir tum uski best friend ho aur meri behen kuch karo na.
At, Ar, and Sh: thanx
Shubhankar: Atul, Armaan, shabd cum here and he hugs them sab ke sab kabil ho lekin isse abh duniyan ko dikha do.
They all go down to send off him and Ayushi, when Shubh starts the car its not starting so he cum out and opens the bonnet.which is smoking.
Shubh: patta nahi kya prob hai ab tho teekh thi lagta hai servicing ke liya bhejna padega.
Armaan: Aisa karte hain mein aapko chood dete huin apne baby ki maadat se.
Shubh: Kashish, ye kya bakwaas kar raha hai, iske bacche bhi hain.
Ar, At, Sh, and Kashish laugh at Shubh's bewilderment
.
Atul: Bhaiyaa ye apni BMW (car) ko baby kehta hai.
Shubhankar: O aisi baath hai mei tho darr gaya tha. Challo challein.
And they leave.
Guys our Ar and Ri r going to meet.
Ridz has left Sapna at home and is returning same here Armaan has left Shubhankar and Ayushi home and returning.
Armaan seeing the lonely road enjoying the cool breeze with loud song of all rise waving his heads as he is unaware of Mumbai traffic and a near turn from where any vehicle can cum as his eyes r closed.
While Ridz comes to an blind turn as she does a right turn she see's a car and applies break to stop the collision and her car due this sudden break revolves around the axis and stops abruptly.
Shouting 'oh my god I am sooo gone'.
And cursing might be sum badde baap ka bigda hua aauladh.
While Armaan was shocked what bloody hell where did this car come out of no where, at heart he knew it was his fault but he should be little reluctant and afraid to check if there had been any damage he came out
He came out with to see, wht was waiting for him.
Ridz saw the driver coming out
so opened her car doors and shouted moving towards him
Rid: array dimag kharab hai kya, ghar se bolke nahin aaya ghadi peekar chalani hai to jha kisi highway pe apni herogiri dikha ye kya tarika hai, aur marne ka shauk hai to kisi truck se takra.
While saying this she was moving towards him fuming like anything and now he was leaning against his own car with a shock on his face as she was standing nose to nose before him.
Armaan had cum out that he will face whatever as it but as he saw her she was like an angel flaring in anger fer silky plaits moving here and there by the kiss of gentle breeze these hazel eyes were mesmerizing him with that and as she came near him, the seductive aroma of her was driving him mad.
The baby pink top she was wearing was giving a nice little touch to her womanly form,
He had seen beauties but none were as hers devine to call but yet wild with confidence , though there was anger in her eyes the innocence was just peeping at him like a lost child.
Ridhima had got out of the car so she could give few nice thrashing to this spoilt brat, but was taken aback in the trance of his blue eyes, which wer piercing her like she felt being scanned. She was thing how could such a cute face could do such a blunder, after shrieking at the high level she was now bit scared as he was giving reaction irrelevant to the situation of lost
She thought may be he was drugged this brought a fear in her and wanting to end this she spoke again.
Ridz; Hey Mister mein tumse baat kar rahi huin kaha kho gaye, drugs liya hai kya
kuch to bolo?
Armi:_ _ - --------
goonge ho kya ?
_Armi - --------
mentally retarded ho kya?
Armaan was just nodding his head in disapproval, he wanted to speak but his voice was also as baffeled as he was
Ridz: Mein kya pagal nazar aathi huin mein bole ja rahi hun aur tum aise ghoor rahe ho behre ho kya ?Lagtha hai kisi bade baap ke bigde hue aaulad ho.
Then aback by this sudden remark he came out of the wonder world and replied.
Armaan: oyee kuch bol nahi rah iska matlab ye nahi kuch bologi , aur mere pappa ko bheech mein matlao, manta huin galti hogayi, maaf kar do
Ridz: Accha maafi magne se teekh hogayega, agar mujhe kuch hojata to?
Armaan thought god damit Armaan mallik is apologizing and that to a girl and she's giving attitude, no wonder how beautifull she may be he was also heart throb among young girls , he had been dude from his higher secondary to college days unable to fight his ego he spoke

Armaan: Kuch hua to nahi waise galti mujse zyada tumhari hai,
Mein chup huin iska matlab ye nahin saari galti meri hai.Tumhe horn baajana chahiye tha, rules patta nahi, gaadi chalani aati nahin chaldi mujh par chhekne
Ridz was taken aback by his sudden reaction, She knew she had gone far by taking
remarking his father but yet how arrogant is he by getting a little chance put the whole blame on her.
Ridz: oye chup tujhe to police mein pakadwana chahiye tha ooto mera kal din kharab ho jaye mein jaa rahi huin tujse kaun mooh lagega, Lgta hai Mumbai mein naye ho sambhal lo warna koi meri tarah aise hi nahi chood dega aisi harkat ke liye.
Baada chal diya mooh utha kar mujhe samjane gaadi kaise chalet hain.with that she turned abruptly with the waist length hair wiping his face with her red scarf and giving him again a wisp of her aroma.
Mesmerised by her aroma he luked like this
Although annoyed by his own reactions deep in his heart unknown to himself.
Armaan was never moved by any women like this unknown to him a desire was brimming in him like this moment could have longed and he could have known Anything her if he had not let his stupid ego to shut and talked to her politely,He saw her going there was something in her making him to get attracted to her,His intuition was telling him not to worry as he would meet her again.He thought if its true then she must turn back before getting into the car, in his Heart he was shouting turn turn
And then thinking and talking to himself
Armaan: abhey Armaan lagta tu satak gaya hai oo nakchari chood usse
She move towards the car and pulled open the door though he was arrogant he was a handsome lad unable to resist her feelings she turned looked at himand saw a naughty smile playing on his lips like he had triumphed due to her turning.Annoyed by the arrogance and in order to cover herembrassment she gave him a dirty luk and got into the drivers seat pulled the belt and drove past him .
As she had turned a feeling of triumph took over him ,
And he spoke to himself, true true how could his charm be lost.
Or in other words how could be not charmed by him.
He drove to home seeing other to asleep and to get tomorrow early he changed and got into the blankets yet unable to keep that beautiful face out of his mind.
What these three gals and boys r going to do when they confront each other already one example has neen evidenced by us lets see how destiny plays with them''''''''''''''
Guys plsssssssssss comment i am seeing that there nt enuf comments.
late in update was due sum internet prob. sorry guys
----------------------------------------------------------
Edited by yamnovbloom - 17 years ago
204