Part:3
Kripa stretched her body and got down of the bed. She checked her surroundings and smiled by remembering the last night' party. She walked into the kitchen and greeted both Avantika and Gayatri. Kripa saw them arguing for something.
"Tum donon ne subah subah kaunsi topic lekey lad rahey hai?" Kripa lazily yarned and took a cup for having milk. Gayatri angrily looked at her "subah subah? Pata hai time kya huva tha? Dus bhajey. Deir raat tak goomkar aaney ki yeh adat kahan se mili thi tumhey? Yeh koyi tareeka hai ek ladki ke liye? Anjaan sheher mein akeli ghoomna safety nahin hai, Kripa!"
Kripa apologetically looked at Gayatri and knelt down at her chair "mama! Tanya ki cousin Subhangi yaad hai na? Unki sagai huvi thi, kal raat. Wahan bus party mein late hogayi."
Avantika took turn to scold her now "wo sub theek hai, Kripa! You can go to parties but you should inform us before hand right? Aur itni raat ko ghar aaney ki kya jaroorat thi? Wahin subah honey tak ruk jaati."
She faintly smiled at Avantika and turned to Gayatri, "It's pretty safe neighbourhood, mom! I can take care of myself. I'm fine. Unless I'm comfortable I won't drive, you know it. Aur Tanya ki ghar mein itna bheed hai ki main wahan ruk janey se jhijhak rahi thi."
Gayatri caressed kripa's hands "wo safety ki baat nahin, Kripa! Kahin kuch accident huvi toh? Itni raat neend mein drive karna theek baat nahin hai. Tujhey kuch hogayi toh humara kya hoga?"
Kripa sighed and made milk for herself and walked back into her room. Avantika followed her on Kripa's gestures "kya huva?"
Kripa rolled her eyes at her and walked to bed. Avantika was surprised "why are you so excited? Kya huva?"
Kripa smiled naughtily and sat on the bed with pride "aapke bte sey mulakhat huvi thi."
Avantika surprised "again? Kaisey? Kahan? Tum baar baar uss sey kaisey takhra rahi ho?"
Kripa rolled her eyes "taqdeer, aunty! Taqdeer!! Humey dubara milna likha tha toh jaroor miltey rehtey. Anyways he came to the function. Pata nahin wo log ussey kaisey jaantey hai magar kaafi achisi pehchan hai uska wahan."
Avantika nodded her head as understood "hmmm." She continued after a moment "kya baat huvi thi? Tujhey kaisa laga wo?"
Kripa cross folded her legs and sipped her milk as increased her curiosity. Avantika boxed her ear "batao, naughty!"
Kripa giggled, "kaafi handsome hai, aunty! His voice is marvaleous. Kitna acha gata hai. I never heard him so closely, in person. Aamney saamney kabhi nahin dekha. I was so amazed. We both had nice singing moments. I think he loved my singing too." She explained how the programme went as adorably remembered it.
Avantika pressed kripa's head to hers "pagli! Sapna dekhna chod do. Don't fall for him. Naina kabhi yeh shadi nahin honey degi. Ek baat uski dimaak mein aye toh wo honey deti hai."
Kripa whined "phir kyon aap Angad ko ussey dediya tha? Aap hi rakh leti toh aaj yeh museebat nahin aati."
Avantika pinched affectionately her cheeks "museebat? Kyon pehele se hi dil dekar baithi kya? Mein Angad se baat karoon?"
Kripa smiled mischievously "nahin, main khud sambhaloongi. Aap baat karke aur bhi bigaad detey hai. Waisey bhi wo aapka baat kahan manta hai? Humesha apne adopted maa aur baap ke baat hi manta hai. Yahan aaya hai magar ek baar bhi aap ko dekhney ko nahin aaya tha."
Avantika faintly smiled "kya karoon? Mujhey tumhari jaisi himmat nahin tha. Bin biyaah maa ban gayi thi. Akeli bte ko sambhal nahin payi. Shukre hai Naina ussey bahut pyar se pala tha. I really admire her determination. Wo apni vada kabhi nahin bhooli thi. Kabhi Angad ko takleef nahin pahoonchaya. Humesha apna bta jaisa hi pala tha."
Kripa sarcastically sighed "aap itna masoom hai issi liye wo log aapke saat aisa badtaav karta hai. Yeh koyi tareeka raha yahan tak aaye aur aap se ek baar bhi nahin miley?"
Avantika smiled "abb bhi naraz ho ki wo tumhey dekhney nahin aaya?" Kripa moved her lips sideways. Avantika pressed her shoulder as convincing her "main toh humesha Dilip ki jindagi mein paraya aurat ki tarah rahi. Naina toh Dilip ki mata pita ka pasand thi. Dilip ne pyar toh mujh se kiya magar kabhi apne maa baap ke baat ko nahin taal saka. Uss pyar ki wajah se hi wo Angad ko duniya ki saamney apna liya tha. Naina do ladkiyon ke baad phir maa nahin ban saki. Bete ke pyar mein meri madat maangi thi. Mein bhi uss chotisi Nainital mein akele bte ko sambhal nahin saki thi. Mein akeli rehgayi toh kya hua Angad ki jindagi toh ban gayi."
Kripa sulked "aapki yeh baat hi mujhey gussa dilate hai. Aap humesha un logon ke barein mein hi sochte hai. Dilip uncle ne apne maa baap ko samjha liya hota. Ussey aapki parwa hi nahin kiya tha. Bus apni selfish ke liye bte ko apna liya aur parwarish ki. Sochta tha Uske saat uske jimmedari khatam hova. Kabhi yeh nahin poocha ki aap kaise hai, jeerahi hai ya mar…" she couldn't finish the sentence and wiped her tears.
Avantika adoringly knocked on her head "aaj ki meri yeh stithi unki wajah se hi hai. He helped me doing further studies and helped me to settle in US."
Kripa sarcastically moved her head "haan, sab kuch diya tha sirf sindoor ke siva."
Avantika smiled and left when Gayatri called her "yeh sab batein hum donon ke beech hur ek roz hoti rehti hai. Abb yeh baaton ko chodo aur taiyyar hojao. Mama ko doctor ke paas le jaana hai."
Kripa sadly looked at her way "main aap jaisa haar nahin manoongi, Aunty! Dilip uncle ne apne maa baap ke liye apna pyar ko kurbani de diya tha. Magar main apni pyar ko kabhi nahin chodoongi. I will get my love at any cost."
Her thoughts went on last night's party and suddenly remembered to ask Tanya about Angad. She peaked out to check if Avantika or Gayatri were around her. She then went near the window and called Tanya. "oh, Kripa! He already left for India. Uska flight dus bhajey ko they. Tujhey pata hai na Manek toh Bhaiyya ki bachpan ki dost hai? Angad jab bhi yahan aata hai humesha humey visit karta hai. Iss baar unke paas time nahin tha phir bhi milney aaya hai."
Kripa was not interested to know all about the reasons behind his visiting Tanya as disappointed to know about his departure. "Aayega kyon nahin? Apni maa se jada auron ke barein mein jada sochta hai. Gadha!" she abused him and bit her tongue immediately as apologizing.
After lunch Kripa, Avantika and Gayatri visited their homeopathic doctor for their routine check-up. "Avantika! Kaisey ho? Bahut mahina hogaye tum se milkey," the middle aged lady doctor greeted Avantika as checked Gayatri's eyes.
Avantika smiled "Tum kaisey ho, Kalyani? Haan such much bahut mahina hogayi hai humme milkey. Mein kaam per busy thi. Kripa hi Gayatri ko lekar aati thi."
Kalyani explained Gayatri's condition "medicines ka asar slowly ho raha hai. She is improving."
Avantika anxiously asked "dristhi wapas ayengey na?"
Kalyani reassured, "Pehle toh dus barah images dikhayi dengey magar slowly it improves. Gayatri! Aap slowly andaja rakhna seekhiye. Phir baad mein apne aap samajh jaayengey."
Gayatri insisted after reached home, "Avantika abb hamey ghar bhej do. Mein apni ghar mein rehna chaahti hoon. Kab tak tum hamare jimmedari logi? Yeh ladki bhi pata nahin yahan reh kar bahut bigad jaa rahi hai. Aadhi raat ko aati hai, party karti hai. Tum toh uski support karti ho. Mujhey toh iski behavior se darr lagta hai. Ghar jaakar apne mulke mein kissi achasa ladka ko dekh kar uski shadi karvadoongi. Aur meri jimmedari nibhaoongi."
Avantika tried to convince her a lot but Gayatri kept whining about her return to India. Avantika atlast agreed "ek sharat par mein wapas bhej doongi. Agar tum vada karogi ki ilaaz chalu rakhogi. Mein Kalyani se wahan ki references ke liye poochoongi. Kripa abhi bees saal ki hi hai. Aur uski shadi ke jimmedari mujh par chod do. Mein sambhaloongi. Tum sirf tumhari aankhon ki roshni per dhyan dena padega. Theek se dawayiyan lena hai aur mujhey improvement ki khabar deti rehna hai."
35