Recap: Armaan and Ridz survive the gunshot... a woman is coming to India to harm Riddhima... Armaan, Ridz, Kavya and Anjali are planning to get married.
Everyone is in the bus heading for home. They're all having a wonderful time. Riddhima is sitting by the window looking at the mangalsutar.
Flashback
A: Riddhima. Mere paas tumare liye kuch hai.
R: Kya.
A: Yeh.
He shows her a mangalsutar.
A: Maloom ni kyu, lekin mera maan kara tha tumhe yeh dene ke liye.
R: Armaan.
He goes to her and puts it on her.
End of flashback.
A: Kya dekh ri ho?
R: Humari pyaar ki nishani ko.
A: Yeh tumari pyaar ki nishani ni, bal kar tumari suhaag ki nishani hai. Humari pyaar ki nishani tho yaha par hogi.
He puts his hands on her stomach.
A: Aur phir humari god mein hoga.
Ridz smiles and gets shy. She puts her back on the window and faces him.
R: Tum pehle kya chate ho? Ladka ja ladki.
A: Mujhe tho ladki chahiye, bil kul tumari taara.
R: Aacha? Armaan ko choti si Riddhima chahiye? But too bad, kyunki choti si Riddhima ni, balkir chota sa Armaan aiye ga.
A: Riddhima.
R: Armaan.
A: Riddhima.
R: Armaan.
A: Riddihma.
R: Armaan.
A: Armaan.
R: Riddhima.
He puts his hands on her shoulders.
A: Tho Riddhima ko Armaan ki baatao mein aana paara.
R: Mein tumari baatao mein bil kul ni aiye. Aur vaise bhi kaun jaane ladka ho ja ladki.
A: Hmmm. Mujhe lagta hain ki iss problem ka solution hai mere paas.
R: Kya?
A: Kyu na hum... you know...
Riddhima looks at him with a worried and confused look.
R: Kyu na hum.. kya?
A: You know.. hum.. phir se...
R: ARMAAN!!
She hits him on the shoulder.
R: Tum?.. Tum.. Argh! Jao mein tumse baat ni karti.
She looks the other way.
A: Lekin meine kya kiya?
He tries to pacify her. Meanwhile Kavya and Anjali are also talking about each other.
Anj: Meine tho kabhi ni socha tha, ki mein di ke saath ek hi ghar mein shaadi kar ke aao gi.
K: Tum apni di se bohot pyaar karti ho hai na.
Anj: Ha. Mein di ko bohot bohot pyaar kaarti hoon. Unke liye tho mein apni jaan bhi de sakti hoon. Kavya tum ni jaante ke di ne mere liye kya kya ni kiye. Di ne hamesha meri mushkil gadhi mein saath diya. Ek din aise din aiya tha, jo mein kabhi ni bhool sakti.
K: Kya hua tha uss din?
Anj: Uss din, ek aadmi aiya tha, aur who ke ra tha, ki mein.. mein Dr. Shashank Gupta ki beti nahi hoon. Mein ek.. ek.. (She starts crying.)
K: Tum kya?
Anj: Mujhe yaad nahi. Lekin mujhe baas yahi yaad hai, ki jab di ko yeh baat maloom hui, tho who bohot gussa hogi tha. Bohot raat ho chuki thi, aur di kahin bahar chale ge thi. Aur jab baafaas aiye tho, unke haatho par.. k.. koon laga hua tha. Jab papa ne poocha tho, di ne kaha ki, kissi ko chot aa gi thi, aur who unki madat kari thi. Aur phir agle din, t.v. par yeh kabar aai thi ki kiski mot hogi thi. Aur who insaan wohi tha, jisne humse yeh kabar di thi. Di, ne mujhe tho samja diye tha, ki chahiye dooniye idhar ki udhar ho jaiye, lekin yeh saach kabhi ni badle ga ki mein unki Dr. Shashank Gupta ki beti, aur Riddhima Gupta ki behan hoon. Aur uss din se, mera di par vishwaas aur hi bad gaye.
K: Saach mein Anjali. Riddhima tho hain hi aisi. Kissi ko, dooki ni dekh sakti. Aur agar tumari di ne inn asoon ko dekhliye, tho meri tho ker nahi.
Anjali wipes away the tears.
They all reach home. Anjali and Ridz run inside and hug their mom.
P: Arre. Aagi tum dono. Kaise raha safar.
Anj: Bohot acha raha ma.
R: Ha ma. Papa kahan hai?
P: Hospital.
Anj: Kab tak baafaas aiye ge?
P: Maloom ni. Ek emergency case aiye hai, tho time tho lage ga. Koi kaas baat kehni hai kya.
R: Ha ma.
P: Tho phir mujhe baata do.
R: Who.. (She looks at Anjali.) Who..
Anj: Zaara sal.. baat yeh hai.. ki ma.. hum.. hum dono ne..
R: Hum dono ne..
R, Anj: Shaadi karne ka fasla kar liye.
Padma is just staring at them.
P: Kya? Kiss se? Kandhan kaise hai? Ladke kaise hai? Sharabi tho nahi? Hai bhagwan. Yeh ladkion ne kaise fasla kar liye.
In Armaan and Kavya's home the same scenario is going on.
D (Armaan's dad): Tum bina pooche kaise fasla le sakte ho Armaan.
V(Kavya's dad): Beta, I'm so proud of you. Of both of you.
D: Vijay. Yeh tum kaisi baataa kare ho? In dono ne shaadi karne ka fasla kiya hai, koi gold medal ni jeeta.
V: Ufho Dhanraj. Humare beto ne shaadi karne ka fasla kiya hai, tho soch samaj kar kiya hoga. Aur vaise bhi aaj ke zamane mein tho baache kudh apna fasla karte hain. Aur bhagwan ka lakh lakh shukar hai, ki in dono ne apna fasla shaadi karne se pehle humhe baataa diya. Varna yaha par in dono ke saath inki dulhan bhi hote.
D: Who sab tho teek hai, magar bina kuch baataye itna bada fasla.
A: Dad. Aap fikar kyu kare hai. Humne Riddhima aur Anjali ko ke diya hai, ki aaj raat hum aa re hai, unne dekhne ke liye.
K: Ha uncle. Agar aap ko who dono pasand aiyi tab hum shaadi kar le ge.
D: Teek hai. Magar..
V: Ufho! Tum bohot soch the rehte ho Dhanraj. Itna shak damag mein rakna aachi baat ni hoti.
D: Mein shak ni kara.
V: Tho phir. Aaj raat hum ja re hai na. Tab koi sawal pooch lena.
At Ridz house
Anj: Ma..
P: Kya hoga jab tumare papa ko maloom para tho?
R: Ufho ma. Aap itni parashan kyu ho ri ha? Aaj raat ko who aa re hai. Agar koi sawal poochna hoga tab pooch lena.
P: Teek hai. Aaj raat ko mein... KYA?!! Who aaj raat aa re hai.
Anj: Ha.
P: Pehle kyun ni baataiye? Itni tiari karni baki hai. Aur tumare papa ko bhi baataane baki hai.
R: Ma. Hum dono hai na. Sab kuch samba le ge. Aap baas papa ko yeh kabar de di jiye ke ladke wale aa re hai.
Anjali and Riddhima get everything ready for Armaan and Kavya and his family. They decorate the house a bit here and there. Padma calls Shashank and tells him the news. He says he'll try to come, but he's not so sure if he'll make it in time. Upstairs in Ridz and Anjali's room, Ridz and Anjali are getting ready.
Anj: Di.. aap ko kya lagta hain? Kya who humhe pasand karega?
R: Maloom ni Anjali. Jo takdeer mein leka hai, wohi hoga.
The door bell rings. Ridz runs downstairs to get the door. She opens it and sees Armaan and his family there. She welcomes them and brings them inside. Anjali motions Riddhima to come upstairs and help her. Padma comes and sits down with guests. She whispers to Padma that she's going to go get Anjali. She goes upstairs and helps her with zipper. She gets Anjali ready. They both come downstairs and serve the guests. After the "meeting" is done,
D: Beta, aap ke papa kaha hai?
R: Ji who.. who baas aate hi hoge. Zaara sal unka aaj emergency case aa giye tha.. tho uss liye unko der lag ri hogi.
D: Acha. Tum Armaan ko kitne dino se janti ho?
R: Ji.. ji who mein..
V: Ufho Dhanraj. Tum bhi na. Kaisi ulti sidi sawal pooch ra hai. Ladki ko kabrahat ho ri hai. Pehli bar humse mil ri hai.
D: Tho. Saach bol ne mein kaisi kabrahat. Ha, beta tho baatao kitne din ho chuka?
R: Ji..
V: Nahi. Tum iske koi sawalo ka jawab ni do gi.
D: Do gi.
V: Nahi.
D: Ha.
V: Nahi.
D: Ha.
V: Ha.
D: Nahi.
V: Okay. As you wish.
D: Ha. Huh?
Riddhima whispers to Armaan: Ab jaan gi ki tumhe logo ko fasana kaise aata hai.
They both laugh.
V: Acha, tho phir hum chalte hain.
P: Itni jaldi. Mere matlab aap ab tak inke papa se bhi ni mile.
V: Koi baat ni. Humhe aap ki betiyaan pasand aa gi, tho phir isse aur baadi baat kya ho sakti hain.
P: Aap teek tho ke ri hai, lekin phir bhi...
D: Aap fikar maat ki jiye. Jab hum saagi ki tarik lekar aiyenga, tab hum unse mil le ge.
P: Teek hai. Jaisi aap ki marzi.
They were all about to leave when Shashank comes home. Dhanraj and Vijay are shocked to see him. So is Shashank.
D, V,Sh: Tum?!
End.
Kyu hai yeh teeno ek dooje ko dekh kar heran...
Kya ho pai gi inn charo ki shaadi?
Jaane ke liye paarna maat bhooliye ga
Edited by Durga A. - 17 years ago
4