episode 21.....................
sujal jaldi sa bhagta howa room main jata hai bed par pari wo cheez uthata hai wo mirror hota hai us ka andar sujal ko apna chahra nazar aata hai wo halki se smile karta hai
sujal:is ka matlab ya kashish bhi na us na to mujhay dara hi diya maina kiya kiya soch liya kashish nahi choron ga main tumain
us ka bad sujal kashish ka pas jata hai kashish nahi choron ga main tumain idhar aao zara kashish agay bhagte hai sujal peecha peecha bhagte bhagta donon thak jatay haan sujal kashish ko waist sa pakr lata hai wo bed per gir jate hai or sujal kashish ka uper sujal ka face kashish ka face ka bilkul kareeb hota hai wo aik dosre main kho jatay haan ahista ahista sujal kashish ka kareeb ana shoro kar deta hai wo apna lips kashish ka lips ka kareeb lata hai kashish apni ankhan band kar lati hai phir aik dam sa isha aa jate hai
isha:di
kashish:ghabra ka sujal ko peecha karte hai donon uth jate haan
isha:di dakho na rohan na mare doll tor di
kashish:koi baat nahi main new la doon gi
phir sujal room sa chala jata hai jate jate pyar sa kashish ko ankh mar kar jata hai ๐
kashish:nahi main sar hilate hai or sharmate howe wahan sa chali jati hai
next scene sujal kashish ki sangeet ki party start ho jati hai kashish na pink colour ka lahanga pahna hota hai she is looking so beautifull sab log dance kar raha hota haan phir isha or rohan dance karte haan salam_e_ishq walay song par isha na white colour ka lahanga pahna hota hai or rohan na sharwani sujal or kashish aik sath bathay hota haan
kashish:sujal isha or rohan kitnay pyare lag raha haan
sujal:haan bohat pyaray lag raha haan aik kam kartay haan kashish apni shadi ka bad hum isha,rohan ki bhi shadi kar date haan khun theak hai na
kashish:sujal tum bhi na pagal ho bilkul
sujal:haan tum per jo gaya hoon
kashish:nahi main to bohat intelligent smart or beautifull hoon
sujal:acha tumain ya galat fahmi kab sa ho gaye mare sa zayada smart intelligent handsome koi ho hi nahi sakhta
kashish:haan khunki tum dunya ka pahla ajooba jo ho ๐
sujal:acha ya baat hai aik bar shadi ho jana do phir dakhna main kon hoon
phir veena aate hai tum donoon yahan bathay ho chalo dance karo sujal uth jata hai lakin kashish sharmati rahte hai wo nahi uthte sujal uth ka khara ho jata
sujal khud kashish ka liye song gata hai ek din....ek din tare rahoon main bahoon main panahoon main aaon ga kho jaon ga aik din tara ho jaon ga ..........ya dil to na ka sakha ya bataan dil to na ka sakha ................... phir apna hath agay karta hai kashish kiya mare sath dance karo gi kashish apna hath sujal ka hath main date hai phir donoon dance kartay han dance ka bad sujal kashish ko apni god main utha lata hai or gool ghomata hai sab log ya dakh kar kharay ho jata haan or talian bajanay lag jata haan kashish sharmate howe neecha utar jati hai or bhag kar veena ka pas ja kar bath jati hai apni nazraan jhuka ka
next scene larkiaan kashish ko mahandi lagate haan sare rasmain poori kartay haan or phir party khatam ho jati hai
(sorry friends mera irada tha aaj ka part main shadi karwa doon gi lakin sangeet hi itna lamba ho gaya next part main paka shadi karwaon gi)
Edited by kashish_80 - 17 years ago
324