KASHISH:20 years old beautifull girl college main parte hai she belong to middle class family 7 years pahla us kay parents ki death ho chuki hai
SUJAL:aik rich busniss man ka iklota beta
ISHA:kashish ki little sis us ki age 8 years hai and she is so cute
AREEJ:kashish ki best friend kashish ka sath college main parte hai
VEENA:sujal ki mom
GAREWAL:sujal kay dad
( STORY )   ;   ;   ; kashish : kashish akali ghar main rahte hai us ka parents ki 7 years pahla death ho chuki hai us ki aunti na us ko pala lakin ab us ki aunti abroad ja chuki haan or wo past time job bhi karte hai aik boutique main sales girl ki job &nb sp; kashish is sleeping or phir wo achanak sa uthti hai oh my God aaj main itni late ho gaye collage ka liya wo jaldi sa uth kar collage jati hai areej: hi kashish aaj itni late khun ho gaye kashish; bas yaar raat ko dar tak kam karte rahi is liya subha utha nahi gaya areej; to bhi na kashish bas kam karte rahte hai apna bhi to thora khayal kar kashish; to janti hai areej mujhay apni paraye poore karna ka liya or apni choti bahen isha ka liya job bhi karni parte hai aunti to abroad ja kar mujhay bhool hi gaye haan areej; acha baba chor ab chal class main chalta haan donon class mai chala jata haan next day veena ; sujal beta aa kar break fast kar lo sujal; aaya mama bas 2 mint veena ; aa gaya tum acha sujal tumhara papa bata raha tha aaj raat ko aik party hai office ki taraf sa wo slash botik hai na unhoon na humare company ka add ka liya aik deal ki hai wahan sa hi add ka liya dresses aayen ga to tum party main chala jana tumhara papa ko kam hai sujal ; ok mama main chala jaon ga next scene areej kashish ka ghar aati hai kashish ; shukar hai areej to aa gaye main a koi zaroori bat karni hai areej ; han bol kashish kiya howa kashish; wo main jis bootik main job karte hoon na unhoon na aik party rakhi hai sab workers ko bhi bolaya hai main wahan nahi ja sakhti areej ; to kiya howa khun nahi ja sakhti kashish; jis company ka sath unhoon na deal ki hai wo bohat bara log haan main wahan un comfortable feel karon gi arrej; to bhi na kashish aase batan khun karte hai to wahan zaroor jaye please yaar zindgi ko thora enjoy bhi kiya kar tum to bar study or kam karte rahti ho tum jao gi ok kashish ; theak han main jaon gi lakin to bhi mara sath chala gi ok areej ; theak hai kashish main bhi chalon gi ab khush kashish smile and replay han ab main khush hoon areej ; chal kashish bazar chalta haan party ka liya koi dress la aata haan kashish ; ok chalo chalta haan phir donon bazar chala jata han donon dress la kar wapis aa raha hota han to areej ko aik phone aata hai are ej ; kashish mujhay khuch zaroori kam hai mujhay jana ho ga tum abhi ghar jao main raat ko tumain party ka liya tumhare ghar sa la lon gi ok kashish ; ok areej tum jao phir kashish ja rahi hoti hai achanak sa aik car samna sa aa jati hai wahan sujal bhi aa jata hai wo car aata howa dakh lata hai or jaldi sa kashish ka hath pakr kar us ko peecha karta hai sujal ki nazran kashish par hi lag jate haan wo sochta hai koi itna pyara kaisa ho sakhta hai sujal; aap ko nazar nahi aata agar wo car sa aap ka accident ho jata to aap ko dakh kar chalna chahiya ya road hai aap ka ghar nahi jo aap maza sa chal rahi thin kshish; kashish rona lag jati hai sujal ; oh i am sorry aap to rona hi lag gayen main to bas aap ko bata raha tha aap ko dehan sa chalna chahiya tha na kashish ; rota rota jawab dati hai no its ok aap ki galti nahi hai mare galti hai aap na to mare jan bachaie thanks acha main chalti hoon sujal ; aap bura na manaiyen to main aap ko ghar drop kar data hoon kashish; its ok main chali jaon gi sujal ;please agar maina aap ko drop na kiya to main hamshan yahi sochta rahon ga ka kiya wo larki apna ghar sahi taran pohanch gaye thi ka nahi plaease main aap ko ghar drop kar data hoon waisa bhi aap jaise khobsorat larki ko akala nahi jana chahiya kashish ; ok aap mujhay drop kar sakhta haan phir kashish sujal ki car main bath jati hai phir kashish ka ghar aa jata hai or kashish car sa utarte hai kashish; thank you so much aap na mare help ki sujal ; nahi ya to mara farz tha waisa bhi kon hoga jo aap jaise khobsorat larki ki helo nahi karna chaha ga kashish; what sujal ; ammmmmm khuch nahi main to ya ka raha tha aap bohat khobsorat haan &a mp;a mp;a mp;a mp;a mp;n bsp; kashish; thank you ok bye main chalti hoon phir kashish party ki liya tayar hoti hai or areej bhi aa jati hai areej; tum ready ho na kashish kashish; han i am ready chalo party main chalta haan phir donon party main chala jata haan