PART : 13
Mata ji is very sure of her decision and that's why she goes to her daughter in law room.
Sujata on seeing mata ji ask her why she doesn't called her she would have came to her room.
And mataji says she wants to discuss something very serious topic.
And mata ji started telling her what's in her mind about roli and siddhant.
This shocked sujata at first but when she thinks about it she liked this idea.
she agreed.
Sujata : mata ji mujhe iss rishtey se koi problem nahi hai.aur anjali bhi roli ko bahut pasand karti hai.bass siddhant iss rishtey ke liye haa kah de.
Mataji : jab siddhant office se aaye hai tab hi hum usse iss baare mein baat karege.
Sujata : thik kah rahi hai aap.
mataji say they should talks to the other family members too.
And most importantly to siddhant.
But they didn't see that anjali was standing there listening everything.
she becomes very excited about this.
She loves this idea of Roli being her mother.
All the family members loves this idea of this alliance and gives their support.
They all calls siddhant in hall and told him about what they wants.
Siddhant was at first shocked then become angry with them.for even thinking like this
And says his strictly noo.
Mataji : beta iss rishtey mein burai kya hai.roli bahut acchi ladki hai aur anjali ko bhi roli bahut pasand hai.
Siddhant : mataji anjali abhi bahut choti hai usko sahi aur galat ki pehchan nahi hai.
Sujata : siddhant beta roli anjali ko bahut acche se sambhal legi.aur usse acchi ladki tumhe kahi nahi milegi.
Siddhant : maa main pehle bhi kah chuka hu ki main doosri shaadi nahi karunga.aur ye meri last warning hai.
Sujata : lekin siddhant doosri shaadi kar ne mein kya harz hai tumne pehle bhi apni manamani kari jis ka natija aaj hum sab ko bhugatna padh raha hai.kam se kam iss baar humari baat maan lo.
Siddhant : main kisi ki baat nahi sunna chahta hu.
Sujata : siddhant ek baat bahut acche se samjh lena ki anjali ke liye roli se acchi maa nahi milegi.wo anjali ko uski sagi maa se bhi jayada pyaar karegi wo uss nayera ki tarah anjali se muh nahi pehregi.
Siddhant : maa plz baar baar uss nayera ka naam lena zaroori hai kya.main jaanta hu ki nayera se shaadi karna meri zindgi ki bahut badi bhool thi.uss time meri aankho mein pyaar ka parda gira hua tha issi liye aap sab ki baatein mujhe samjh nahi aayi.
Mataji : ab inn sab baato ka koi fayeda nahi hai tumhe abhi Jo kah rahe hai uss par dhayan do.
Karuna : siddhant apne baare mein naa sahi kam se kam anjali ke baare mein toh socho usse maa ki zaroorat hai.uski zindgi mein maa ki kami ko sirf roli hi poori kar sakti hai iss liye iss rishtey ke liye haa kah do beta.
Siddhant : nahi mata ji mujh se ye nahi hoga.
Mataji : siddhant tum iss baare mein acche se soch-samjh kar faisla lena.humein koi jaldi nahi hai araam se socho phir humain apna faisla batana.
Rajender : lekin koi faisla lene se pehle ek baar anjali ke baare mein sochna.
Siddhant : Maine apna faisla aap sab ko bata chuka hu.aur mera faisla nahi badlega.
And gives his last warning to everyone that he doesn't want to get married and this is it.
siddhant leaves.
Anjali heard that and she was very sad.
Later in night:
Anjali goes to her father.
Anjali : papa aap se ek baat poochu.
Siddhant : haa princess poocho.
Anjali : papa aap roli aunty se shaadi karlo naa.mujhe wo bahut pasand hai.
Siddhant :anjali aap bahut choti ho aap inn sab se door raho.
Anjali : papa mujhe roli aunty chahiye
Siddhant (shouted): anjali roli tumhari mamma nahi hai.tumhari asli maa nayera hai.
Anjali : nahi papa nayera meri mamma nahi hai roli aunty meri mamma hai.mujhe roli aunty hi chahiye.wo hi meri mamma banegi.
Siddhant : anjali beta tum Jo chahti ho wo nahi ho sakta.
Anjali : papa please.
Siddhant : nahi anjali so jao bahut raat ho gayi hai.
Siddhant says no and tried to makes her understand that this can not happen.
But anjali was determined that she wants roli as her mother.
Siddhant shouts at anjali and anjali started crying and runs out of the room to her jhanvi bua room.
Where jhanvi tries to make her sleep but she cried.
Jhanvi : anjali chup ho jao kitna rogi haa.
Anjali (crying):bua mujhe roli aunty chahiye.
Jhanvi :anjali so jao beta raat bahut ho gaya
hai kal school bhi jaana hainaa.
And anjali sleep crying to her pillow.
thanks for reading š
33