PART 11..
(randhir went to office while sanyukta was alone at home...she got freshen up and took out her laptop to do some work...)
(she heard her phone ringing..she quickly received it as it was flashing randhir...)
RANDHIR-hello..!! kya kar rahi ho...i miss you...
SANYU-bas kuch nahi ...aaisi...i miss you too..aur bolo call kyu kiya tha...?
RANDHIR-aare aaise hi call nahi kar sakta kya tumhe...
SANYU-nahi kar sakte ho ...par log office mein kaam karne jate hai...aapni wife ko call karne nahi...
RANDHIR-aacha..toh office mein lunch break bhi hota hai...jisme log aapni wife ko call karke khana khane ke liye keh sakte hai...tumne kuch order kiya sanyukta...?
SANYU-sorry aabhi tak nahi kiya par aabhi kar deti hu...thik hai...aare time ka pata hi nahi chala muje...
RANDHIR-okay...do it right now...
SANYU-hmmm...karti hu...
RANDHIR-good girl...aur kuch ...
SANYU-kuch nai...
RANDHIR-bas itna ...kuch puchna nahi hai...
SANYU(smiling)-umm..kab aarahe ho?
RANDHIR-jaldi..ek do ghante mein ...okay...phir shaam ko bahar jayenge..
SANYU-okay...i'll be waiting...
RANDHIR-take care..bye..i love you..
SANYU-bye ..love you too...
(the conversations ends)
SANYU TO HERSELF-bahar se order karne se aacha mein ghar mein kuch bana lu..hmmm...aacha idea hai...
(she stood up and went to kitchen...she opened fridge ...and she found a opened packet of bread..some butter ...she took it out but it was stale..she quickly throw it in dustbin.)
(she went and opened the drawers..and found absoultely nothing in kitchen...except a packet of oats and noodles..)
(there was nothing in kitchen...)
SANYU TO HERSELF-kitchen mein sirf yeh noodles aur oats se siva kuch nahi hai..nothing...matlab randhir jabse yaha shift hua hai tabse woh yeh bread butter,oats or noodles kha raha tha...
(her heart ached when she thought that she was enjoying her home made food made by her mother while randhir was literally eating all these stuffs...or literally starving)
(little tears appear in her eyes..but she quickly wipped it..)
SANYU TO HERSELF-aane do usse ...phir dekhte hu...
(she quickly made some noodles and ate it)
(after two hours)
(the door bell rang..and sanyu slowly opened it ...it was none other than randhir..she opened the door..and he entered inside and lock it from inside...throws his bag on sofa and hug her tightly)
RANDHIR-i missed you ..missed you ..missed you so much...
SANYU-hmm...
(not getting good response he understood that something is wrong with her...he quickly broke the hug)
RANDHIR-kya hua...?
SANYU-randhir..tum mujse jhooth kyu bolte the...
RANDHIR-jhooth...kaisa jhootha..kya hua sanyukta..
SANYU-jab jab mein tumhe puchti thi ke khana thik se khate ho na toh...jhooth kyu bolte the tum..
RANDHIR-sanyukta..muje samaj mein nahi aaraha hai..tum kya bol rahi ho...
SANYU-randhir...jabse tum iss apartment mein shift hue the ...tabse tum bread butter,oats aur noodles khate the...kyu?
RANDHIR-aare woh..aare woh kya tha..subah toh office mein lunch hota tha..toh shaam itna kuch khane ke iccha nahi hoti thi...aur jab quarters mein rehta tha tab waha ki mess mein dinner hota tha...aur woh toh jabse yaha aaya na tabse yeh sab...
SANYU-phir bhi randhir...
RANDHIR-sanyukta..yaha shift hue muje kitna time kam time hua...aur kaha mein yeh sab khane ki cheeze le aata...aur kya karta lake...muje kaha khana banana aata hai...
SANYU-phir bhi randhir..aaisi khali pet nahi sote kabhi...
RANDHIR-sanyukta..i m fine..aur tumne kya khaya aaj...dont tell me ki tumne kuch nahi khaya subaha se...is it?
SANYU-nahi mein noodles banae the...
RANDHIR-noodles?meine kaha tha na ki kuch order kar lo aapne liye...phir noodles kyu khaye...
SANYU-sshhh...gussa mein tumpe hu ..tum muj pe nahi...
RANDHIR-sanyukta..listen to me...aaise gussa kyu ho rahi ho...thik hai agar uss time bahar ka khata toh bhi tum muje pe gussa karti...kehte bahar ka kyu khate ho...its not hygienic and all..its okay..
SANYU-ok...thik hai..maanti hu tumhari baat...
lekin aab se roz mein khana banaungi...hum dono ke liye...
RANDHIR-nahi ..no way...tum khana nahi banaogi...
SANYU-kyu..mein kyu nahi?
RANDHIR-kyu ki mein nahi chahta ki tum khana banao...ya ghar ka aur koi bhi kaam karo..no never..
SANYU-lekin randhir isme problem kya hai...khana hi banana hai na..
RANDHIR-problem hai...tum meri wife ho..
SANYU-ha toh tum mere husband ho..aur tumhare liye khana banane ka haq hai muje..
RANDHIR-sanyukta now dont act like a typical housewife and all ha...tum meri wife ho koi cook nahi...aur ha dare you ki tumne aur kuch bhi ghar ka kaam kiya toh...
SANYU-aare isme problem kya lekin randhir...muje khana banana aachese aata hai...
RANDHIR-meine kaha na nahi...mein tumse shaadi isiliye nahi ki tum meri liye khana banao...
thode time baad tumhara bhi office shuru ho jayega...tum thak jaogi..phir pura din tiring hoga...phir raat ko aake khana banaogi ...nahi ...koi zaroorat nahi hai...i dont let anything happen to your health...
(crossing her hands near her chest)
SANYU-toh kaise manage karenge hum?roz raat ko aaise noodles aur oats..bread butter kha ke...ha..
RANDHIR-kuch bhi karenge..bahar se order karenge..
SANYU-aur isi meri health aachi rehgi ...right...
RANDHIR-thik hai cook rakh lenge...
SANYU-wow...matlab humara ghar..humari cheeze ...aur woh cook khana banaye...seriously muje inn cook ka haatho ka khana bilkul aacha nahi lagta...
RANDHIR-thik hai toh phir...yaha tiffin services milti hai..we will try that...
SANYU-aacha woh tiffin services..pata nahi kitna time se woh khana banake rakhte hai aur phir deliver karte hai..aur pata nahi kaise khana baante hai..its not hygenic at all...and i cant compromise with your health...
so fix..mein aabse roz khana banaugi...
RANDHIR-meine ek baar keh diya no means no...
SANYU-par randhir...bekar mein kyu paise waste karne hai...cook rakho,bahar se order karo ya tiffin services...wastage of money randhir..aur upar se kya..no satisfaction...
RANDHIR-par sanyukta..
SANYU-problem kya hai randhir...?
RANDHIR-sanyukta..mein tumhe yaha khana baane nahi laya...i want you to concentrate your work..your office...tum office se thak ke aaogi phir uske baad khana...thak jaogi sanyukta...
aur dusre baat ki muje in sab ki aadat nahi hai...
SANYU-aadat nahi hai matlab?
RANDHIR-sanyukta..aaj tak mere liye kisne khana nahi banaya hai..kisne ne meri liye specially meri liye khana nahi banaya..so i m not use to it..ke meri liye koi pyaar se khana banaye..aapne haatho se khana khilae...muje toh ghar ke khane ki taste bhi nahi yaad...ya last time kab ghar ka khana khaya tha woh bhi nahi yaad...i dont want you get trouble because of me...muje nahi aacha lagta ke koi mere liye kuch kare...
SANYU- mein KOI hu tumahre liye...ha..i m your wife..randhir...aur tumhare liye khana banane mein trouble kaisa randhir..i would love to do it...muje aacha lagta khana banana..jaise machines par kaam karna aacha lagta hai..vaise khana banana bhi aacha lagta hai..u can say my hidden love for cooking...
aur randhir..hum dono hi toh ek dusre ke liye..hum dono ek dusre ka khayal nahi rakhenge toh kon rakhega..
aur rahi baat office shuru hone baad wali..to we both can manage right...kitne time lagta hai do loko ka khana banane mein...jaise mere haath machines pe fast chalte hai na..viase hi mere haath fastly khana bhi bana sakte hai...
okay..toh fix..mein roz humare liye khana banaugi..
RANDHIR-thik hai...bas ..khush
SANYU-hmm..bahot khush..aur vaise bhi..tume mere haath ka khana bahot aacha bhi lagta hai..i know it..
RANDHIR-tumse kisne kaha...
SANYU-muje sab pata hai..my dearest husband...
(and she winked)
RANDHIR(naughtly)-aacha...aur mein tumhe roz khana banane mein help karunga..zyada kuch aata nahi muje...but agar tum shikhaogi toh shik jaounga jaldi se...
(with these the naughty randhir woke up..and he pulls her tightly by her waist)
SANYU-koi zarurat nahi hai..tum pura kitchen ganda karke rakhoge...
i dont want that...
muje mera kitchen saaf chaiye...
(randhir pulling her more tightly)
SANYU-aa randhir chod muje...
RANDHIR(teasingly)-kya kaha tumne...muje help nahi karne dogi na..nahi chodunga tumhe...
SANYU-aare muje pata hai tumhe meri help kyu karni hai..i know you better than you yourself...aab please let me go...
(randhir pulled her more close now there faces are at inch distance)
(randhir looked into his wife's preety eyes)
(for long time he was holding her in same way and was lost in her eyes)
(she got chance and she bites his earlobe...and he let her go)
RANDHIR-aaa...sanyukta yeh kya tha...
kitna zorose kata tumne...
SANYU-aabhi karoge meri help kitchen mein...
(and she ran into room and he followed her trying to catch her but she was running her here and there in whole house...and he was running after her...yeh sandhir's pakada pakadi😆)
(soon he caught her wrist and pulled her close to him..so close that now there breathes were getting mix)
RANDHIR-aabhi bolo...aabhi bhi muje help nahi karne dogi...
SANYU-ha baba bas...karna meri help okay..now let me go..
RANDHIR-uummmhmmm...mera subha ka incomplete work baki hai..jo muje aab complete karna hai...
SANYU-kaise kaam?mein toh bhul gayi..
RANDHIR-ruko na aabhi yaad dilata hu ...
(and he starts reducing the distance...and in no time he grabbed her lower lip ..both were enjoying ..now sanyukta grabbed his upper lip..soon both were fighting for dominance...but alas..kabab mein haadi...)
(door bell rang)
(randhir was irritated..)
RANDHIR-yeh kon aajata hai humesha beech mein..disturb karne..saara mood bigad dete hai...huh!!!!
SANYUKTA-hahahahahaha ..toh mat kiya karo na aaise kaam...
RANDHIR-very funny...
SANYUKTA-aab jao jaldi...
(he opened the door and found a old aged lady standing there...she was no other than shanti aunty..who is there neighbour and landlady)
RANDHIR-shanti aunty aap...
SHANTI AUNTY-yeh ho kya raha ghar mein..bahot awaaz aarahi thi aabhi..kon hai andar...
(sanyukta came outside from room)
(PS shanti aunty is maharashtrian lady).
SHANTI AUNTY-aga bai...he kon aahe?
(it means...ohh ..who is she?)
randhir beta..kon hai yeh ..tumhari koi girl friend toh nahi..
(soon sanyukta came and stood beside him..and he encircle his hand around her shoulder)
RANDHIR-aare shanti aunty..yeh meri wife hai sanyukta..
aur sanyukta hai shanti aunty yeh humari neighbour hai .aur landlady bhi...
SANYUKTA-namaste...
SHANTI AUNTY-khush raho ...
wah randhir..khup gaud..khup sundar porgi aahe...(wah randhir...she is so sweet(gaud) and beautiful and porgi means girl)
RANDHIR-ha na ..bilkul..
SHANTI AUNTY-khup chan distat barobar...bahot aache lagte ha tum dono ek saath..aaise hi raho..mein chalti hu...
RANDHIR-thik hai..
SANYUKTA-thik hai aunty...
SHANTI AUNTY-aare ha beta sanyukta...tumhe kisi bhi cheez ki zarorat pade toh zaroor yaad karna ..hai na..beta..
SANYUKTA-ji aunty thank you...
SHANTI AUNTY-aur randhir aapni wife ko zara kam tang kiya karo...bahot awaaz aarahi thi..isiliye muje aana pada dekhne..aaj muje sunai diya ..kal pure building ko sunai dega...
(and with all of three laughed)
(she went away..and sandhir again in there sandhir land..)
SANYU-bahot sweet hai na yeh aunty..
RANDHIR-hmm ..bahot aachi hai...she is nice..tume pata yaha 3 months rent advance mein dena padta hai ..par unhone mujse advance bhi nahi liya...
SANYU-hmm..aacha hai...
(with she turned and was moving towards there room to get ready)
RANDHIR-oohh...porgi(girl) kaha chali..
SANYU(turning towards him)-room mein..
RANDHIR-ruko.
SANYU-kyu?
RANDHIR-to be continued..(and he winked)
SANYU-no...
RANDHIR-why?
SANYU-kisne ne mujse kaha tha ki...muje shaam ko bahar le jayenge...
RANDHIR-ohh i see..bolo kaha jana hai...long drive par chale..ya chawpatti...yaha kise hotel mein candle light dinner...ya late night movie...ya kuch aur jo tum bolo..
SANYU-shopping mall...hypercity..ghar ka saaman khredne...
RANDHIR-not again sanyukta..phirse se..
SANYU-randhir aabhi humne decide kiya na...
RANDHIR-ha par woh hum baad mein...
SANYU-uff randhir ..thik hai..tumhe tumhara kaam continue karna nahi hai na...toh mat chalo...
RANDHIR(widening his eyes)-really...
SANYU-kitne beshraam hogaye ho tum...
RANDHIR-yeh tumhare pyaar mein..
SANYU-chalo ge..
RANDHIR-hmm chalo..
(his face fell down..which mad her sad...)
(to lighten his mood she held his wrist and pulled him towards her...and close her eyes and attacked his lips..he was surprise..soon he responded..and both were lost in sandhirland...soon they broke the kiss)
SANYU-work completed..happy
isiliye wife ko better half kehte hai...aapne husband ka aadhora kaam jo pura karti hai...
RANDHIR-aacha...i loved the way you completed the work..tum kahogi toh roz hypercity chalenge...
SANYU-naughty...filhal toh jao aur change karo jake...late ho raha hai..
RANDHIR-aur ek kaam baki hai..
SANYU-aab kya hai?
(he engulfed her in a lovely hug..she too dissolve herself in his arms)
RANDHIR-i love you..
SANYUKTA-i love you too...
(both got ready for there first shopping after marriage in hypercity..😉)
PRECAP:a letter for sanyukta...but with a one big change and lots of happiness..😳
ps introducing shanti aunty...guys it is said neighbours are said to be first relatives..and neighbours like shanti aunty are very less...people hardly get such lovely caring neighbours...and for a couple like sandhir who dont have relatives or friends in city..really for them neighbours like shanti aunty are like family...
end of part 11
hope you like it..
please share your reviews..
with loads of love
MANALI
🤗