hey dears here is the next part
CHAPTER 15
FLASHBACK CONTINUES
riya smile and hud arjun"I love you arjun"
"I love you too"
______________________________________________________________________________
Both were very happy, they have finally found each other, they were complete now, both ariya were sitting on the terrace and riya was resting her head on arjun's chest. both were in their own dreamland. when arjun decides to ask her about herself, they love each other but know nothing about each other.
"acha riya, apne bareme kuch batao na, ham dono ek dousere se pyar to karte hai lekin kuch nahi jante ek dousere ke bareme"
"main apne bareme kya bataoun arjun, kuch bhi toh nahi hai"
"are aise kaise,apne parents ke bareme kuch batao"
"apne parents ke bareme, kya bataun jab main unlogon ke bareme kuch nahi janti"
"tum kehna kya chate ho"
"main ek orphan houn arjun, mujhe apne parents ke bareme kich bhi nahi pata"
"i'm sorry riya, mujhe pata nahi tha"
"its okay, arjun, koi baat nahi, aapapna bareme kuch bataye na"
"kya bataun"
"apne parents ke bareme, apne bareme, apne experience ke bareme, aur sabse zyada mujhe ye jana hai ke aapke paas itna alishan cottage kaise hai"
arjun laugh"batata houn, well mujhe apne mom ke bareme kuch nahi pata, woh actually kya hai na mere paida hote hi guzar gaye the, toh mujhe kuch nahi pata, aur rahi baat mere dad ki toh woh ek bohut beri industralist, actually woh iss duniye ke sabse bari induatrialist mein se ek hai, isiliye mere paas itna luxurios cottage hai, aur apne experience ke bareme kya bataoun,"
" apke mom ke bareme i'm sorry, par ek baat bataye agar apke dad itana bara admi hai phir aap ek police officer"
"main bachpan se ek police officer banna chathe the toh bane gaya"
"aur apke dad usne apko kuch nahu kaha"
"kaha bi aur nahi bhi"
"matlab"
"maine tumhe kaha na ke mere paida hote hi mere mom guzar kaye the, iske wjhase mom ke death ke ilye responsible tehra raha tha, tih main kya karta tha unne farak nahi parta"
"woh apse nafrat karte hai?"
"nahi, ab nahi actually kabhi nahi ki"
"arjun ap mujhe confuse kar raha hai"
"jab mere mom ke death hua na, to dad ko pata nahi tha ke mujhe kaise handle kare, I mean mom ke bina, mushkil tha, toh mere mom bante bante woh na mere mon ban paya aur nahi mere dad, woh apne aap se gussa tha, bohut dukh meinthe, uss dukh ko bahar nikalna bohut zaruri tha, toh woh mujhe use karthe, aur gusse mein mujhse bohut bure cheeze kehte, pehle toh mujhe laga ke mere dad muhse nafrat krte hai lekin nahi, main galat tha, kuch din mere dad mujhse milne aye the aur usne mujhse mafi maagi aur mujhe ye kaha ke woh mujhse pyar karthe hai, he accepted me as his son, yahi toh main chatha ta, apne dad ka pyar jo mujhe finally mil gaya"
riya smile seeing the hapiness on arjun's face, he was really happy, she hug him very tightly and arjn hugged her back, they were in peace
"riya mujhe jana hoga, dad ajj wapas jaraha hai toh mujhe usse airport par chodna hai "
"hmm okay "
"raat ko wapas aata houn ok"
"hmm bye"
they hug each other one last time and arjun goes away.
***
IN MUMBAI
ETF OFFICE
sameer"shree arjun ka phone aaya tha, uski pa sharma ke bareme pata karo, mujhe jald se jald chahiye"
shree"yes sir"
smeer"humme iss kamine ko pakadna hi hpga, itne saare lodon ko dhoka diya hai isne, kuch bhi hajaye hamein usse pakadna hi hoga"
ayesha"yes sir, bur sir, arjun sir ko uske bareme kaise pata chala"
sameer"tum logon ko yaad hai maine tum shree aur sakshi ko kissi crime reporter ke bareme pata karne ke liye kaha tha, ussi ne arjun ko iske bareme batya isilye arjun ne hamein uske bareme aur us com ke bareme pata karne ke liye kaha, aur sach kahun toh we should thank her, usle wajhase hi humein uss gaddar ke bareme pata chala"
chotu"ha sir aap sahi kehrahe hai"
sameer"ok guys get to work, chotu tum bhi apne informers se pata karne ki koshich karo, ayesha tum bhi, aur ha hamein ye sab chupke karna hoga warna agar us com o pata chala to hum sab gaye"
everyone"yess sir"
after that they all get back to their work, they were ready for taking the risk, they know that it is risky but they were all ready, no matter what happened tey will definitely bring the com, SIKHANDER DESHPANDEY to justice, after-all they were the EMERGENCY TASK FORCE, the highest force of INDIA,
kaise lagi?đ
I know thore chota
kal next part
272