Something is wrong with laptop... I am not able to like and quote comments... So I opened IF in mobile and like comments... I couldn't reply comments from phone... Sorry...
As some people complained that last part was short... And many of you are desperately waiting for update, I thought of giving long update... Here it goes...
*************************************
Part 19:
Asad's Car:
His phone buzzed... He switched on Bluetooth...
Asad - Hello Arjun...
Arjun - Hello Sir... Mujhe aapko ek report dena hai... Mere aane se pehle hi aap office se chale gaye te...
Asad - mein kuch important work se ghar jaa raha hoon... Tum mujhe ghar pe mil lena...
Arjun - Ok sir...
*****************************************
Asad's House:
Asad entered in hasten state... Everyone are sitting there with worried and fallen face... He went to her and held her hand...
Asad - Kya hua Ammi...??? Sab kuch teekh toh hai...??
Dilshad - Zoya ke liye rishta aaya hai...
A bomb shell was dropped on Asad's head... Air stuck in his lungs...
Dilshad - Patna mein khala hai na, unhone leke aaye te...
Silence occupied everyone's lips...
Dilshad - Abb hum kya karenge Asad...???
Words left him alone... He didn't understand what to say... But his strong heart collected it's beat...
Asad - Kya Zoya ko yeh rishta Qubool Hai...???
Dilshad - Uss ne Na' bhi nahi Kaha aur Ha' bhi nahi kaha...
Asad didn't speak a word...
Asad (To himself) - Mein tumhe kaise rokhu Zoya... Kaise kahoon ki tum pe sirf mera haq hai... Kaise kahoon ki mein tum se mere saare janam mein bandhe rehna chahta hoon... Maula, Kaise imtehaan hai yeh mere liye...??? Usse sach bol ke Jaan nah le sakta, sach na bolke kud ka jaan ko har din dard mein chod nahi sakta...
Dilshad - Asad...
Asad stood up... He took deep breath...
Asad - Uski nikha ka decision woh kud legi...
He left from there to his room...
**************************************
Zoya's Room:
Zoya - mein yeh nikha nahi karna chahti hoon...
Zeenat - Kyun Zoya...??? Ladka mein burayi kya hai...???
Zoya - Ladka mein koi burayi nahi hai... Sirf itna hai ki, mein nahi karna chahti hoon...
Zeenat - Aapi hoon, issi liye mana kar rahi hai... Agar teri ammi hoti toh ana karti... Simran ki jaane ke baad mein tujhe aur Humeira ko kud ki beti ki tarah pyaar kiya hai... Tum mere liye yeh nikha nahi kar sakti...
Zoya - Aapi...
Zeenat - Nahi Zoya... Teri zindgai mein meri kya ehmiyat hai mujhe pata chal gaya hai...
Zoya - Aisa kuch nahi hai Aapi... Par please mujhe kuch samai dijiye... Yeh meri zindagi ka sawaal hai, mein iss baar mein soch kar decision lena chahti hoon...
Zeenat (Smiled) - Teekhe Zoya... Tum jitna samai lena chahti ho, utna lo... Par please Ha kehdo...
Zeenat said and left from there... Zoya sat on her bed...
Zoya (To herself) - Allah Miyya... Abb mein kya karoon...??? Mein yeh nikhaa kaise kar sakti hoon... Meri zindagi mein ek Jaani Pehchani Si Anjaan rishte ko suljhaa nahi paaya aur aapne mujhe ek aur uljhan mein khada kar diya... Iss uljhan ko suljhaane ke liye mujhe Asad se baat karna zaroori hai...
*************************************
Asad's Room:
Asad was studying report but his mind is somewhere else... This did get noticed by Arjun...
Arjun - Sir, aap pareshaan lag rahe hai...
Asad - Ha Arjun... Kya karna hai pata nahi chal raha hai...??
Arjun - Kya hua sir...???
Asad - Zoya ke liye rishta aaya hai...
Arjun - Kya...???
Asad - Pata nahi, abb Zoya kya karegi...???
Arjun - Aako kya lagta hai sir...???
Zoya came to speak to Asad... But stopped seeing Arjun inside there...
Asad - Pata nahi Arjun... Zoya pehle se hi aadi pagal hai... Kuch din pehle jo bhi hua, iss se puri pagal hogayi hogi... woh kabb kya decision leti hai Allah ko bhi pata nahi hota... Mujhe toh lagta hai uski ego ke saamne uski feelings ki koi parwa nahi hogi... woh kabhi bhi kuch bhi kar sakti hai... Mujhe yaad hai mein ne uski gusse ko kaise jela hai... Usse jelna aasaan kaam nahi hai...
Asad didn't even know what was he saying in that frustration... He is frustrated thinking about consequences if she will say yes... But his frustration hissed him... Zoya was very angry listening this from him... As he turned he saw Zoya burning in red color...
Asad - Zoya...!!!
Zoya - mujhe laga, mujhe tumse ek baar baat karna chahiya... Par mein galat thi...
Asad - Zoya...
Zoya (Raised her hand) - Baat unse kiya jaata hai jo humein samajhte hai... Tumse, mujhe samajh ne ki umeed hi nahi rakhna chahiye thi...
Zoya left and Asad hit his head with his hand...
*************************************
Zoya's House:
Zeenat - Sach mein Zoya...
Dilshad, Najma, Ayaan, Humeira, Aashi were surprised hearing this...
Zoya - Ha Aapi... Mein yeh nikha karna chahti hoon... Aap unhe inform kar dijiye...
Zeenat - Par ek problem hai Zoya... Ladka do hafton mein U.S jaa raha hai, woh jaane se pehle nikha karna chahta hai...
Zoya - Koi prolem nahi hai Aapi... Aap unhe meri Ha keh dijiye...
Zoya left from there to her room... Zeenat left to her room to call and inform them...
**********************************
Humeira's Room:
Ayaan - Zoya pagal hogayi hai... Woh Yeh nikha kaise kar sakti hai...???
Humeira - meri baat bhi nahi sunn rahi hai Ayaan...
Ayaan - Abb hum kya karenege...??? Bhaijaan se bhi baat karna bekaar hai...
Humeira - Mujhe bhi kuch samajh nahi aaraha hai... Hum yeh nikhaa kaise rokhenge...??
Najma - Bhai jaan...
Ayaan - Kya hua Najma...???
Najma pointed at door through her eyes... Aashi was standing there with wide eyes...
Aashi - Nikhaa rokh na hai...??? Aap logh yeh sabb kya baate kar rahe hai...???
Humeira came out of her shock and pulled Aashi inside room and close the door...
Aashi - Mujhe koi batayenge, yaha chal kya raha tha...???
Najma - Aashi calm down...
Ayaan - Humare baat suno pehle...
Humeira, Ayaan and Najma explained Asad and Zoya's past, Struggling present and uncertain future... They didn't reveal Asad's real identity... Aashi sat with stunned expression... Humeira shook her...
Aashi - Itne din mein sach mein yahi pe hoon na...???
Humeira - ha.. kyun...?? Kya hua...??
Aashi - itna kuch hogaya aur mujhe pata bhi nahi chala...
Ayaan - Woh Aashi...
Aashi - Bass... Bass... aur kuch matt bolo... I cannot take more shocks...
**********************************
Zeenat's Room:
Anwar barged in...
Anwar - Yeh kya ho raha hai Zeenat...?? Tumne Zoya ke liye rishta tair kar diya...??
Zeenat - Mein jo bhi kar rahi hoon... Sahi kar rahi hoon... Zoya ki balayi ke liye kar rahi hoon...
Anwar - Tumhe pata hai Zoya ki balayi sirf Asad ke saath hai... Phir bhi tum unn dono ko dur karna chahte ho...
Zeenat - Mein Zoya ki balayi sochti hoon...
Anwar - Agar tum Zoya ki balayi sochti ho toh tum yeh sabb nahi karti... Agar tum Zoya ki ammi jagah pe hoti toh yeh sabb karti...?? Kya tum Simran ke saath isse kar sakti thi...??? Allah Miyya ko shayad tum kya ho, humse pehle se pata tha, issi liye Simran ko tujhse dur legaya... Tumse apni baeti cheen kar, usse bacha liya...
Zeenat (Flowing tears and broken voice) - Anwar, aapko pata hai aap kya keh rahe hai...???
Anwar - Tumhe pata hai, tum kya kar rahe ho...?? Tumse baat karna bekaar hai...
Anwar went out of room... Zeenat fell down on her knees and started crying... She couldn't believe that Anwar stabbed those painful words... She remembered her daughter Simran, whom she lost in that attack... She could save Zoya and Humeira but couldn't save her own daughter... No one can understand those heart wrenching feelings of mother... Seeing her own daughter dying infront of her own eyes...
Zeenat (Cried) - aap nahi samjhenge mein yeh sabb kyun kar rahi hoon... Mein yeh sabb Asad aur Zoya ko milane ke liye kar rahi hoon...
*********************************
Flash Back:
Few Days Before, Asad was in Mumbai:
Zoya was in her room and didn't speak to anyone... She was very angry knowing that everyone cheated her hiding her past... Zeenat came to her room at night while Zoya is sleeping... She caressed her hair and kissed on her forehead... She got up to leave but stopped hearing Zoya...
Zoya (In her Sleep) - Mujhe chodke matt jao Asad... Mein tumse bahot pyaar karti hoon...
Zeenat heard this and left from there...
*****************************
Next Day: Zoya's Room:
Zeenat brought tray of food...
Zeenat - Zoya...
Zoya - Aapi mujhe kuch nahi khana hai...
Zeenat - Abhi tak naaraaz ho...???
Zoya - nahi Aapi... But mujhe kuch Khaane ka mann nahi hai...
Zeenat - Zoya, mujhe tumse kuch poochna hai...???
Zoya - Kya Aapi...??
Zeenat - Tumhe sach-sach jawaab dena hai...
Zoya - Poochiye Aapi...
Zeenat - Tum Asad se mohobbat karti ho...???
Zoya was silent... She didn't understand what to answer... Shall she answer the struggling truth or shall she answer unvaluable false...
Zoya - Pata nahi Aapi... Aur mein iss sawal ka jawaab doondna bhi nahi chahti hoon... Beeta hua kal mujhe yaad nahi... Jisse yaad hai uss ne kuch kaha nahi... Isse insaan ke liye mein apni dil mein jagah kaise bana liya, pata hi nahi chala... Jiske zindagi mein meri ehmiyat hi nahi, mein usko meri zindagi mein ehmiyat nahi dena chahti hoon...
*******************************
Zeenat's Room:
Zeenat (To herself) - Tumhe kud pata nahi Zoya ki tum Asad se kitna pyaar karti ho... Mein ne Asad ko tumse iss liye alag rakha, taaki tumhe apni yaadon se ladna na pade, jo tumhari zindagi ko maut ki taraf keech sakti hai... Agar tum purine yaadon ko bhulakar, uske saath naye yaade banana chahti ho, mujhe koi problem... Agar tum Asad se Phir Mohbbat karne lagi, toh mein milaungi tum logon ko... Jab Asad yaha aayega, mein usse baat karungi...
Flash Back Ends
*****************************
Present: Zeenat's Room:
Zeenat (Teary face) - Mein kuch karoon, isse pehle tumne apni zindagi ko aur uljhan mein daal diya... issi liye mein ne yeh plan banaya hai... Rishton ki ehmiyat dur rehne se hi pata chalta hai... Hum jitna pyaar ko khone ki dard se guzrenge, utna hi pyaar ki kamoshi ko samajh kar uski pass aayenge... Iss liye mein ne Patna ki Khala ko phone kar ke rishte ki baat kiya hai...
She wiped her tears but tears didn't stop to flow remembering words of Anwar...
Zeenat - mein Anwar ko kaise samjhaungi... Woh poochenge ki yeh sabb karne ki kya zaroorath hai...?? Tumhe sach batane se sab kuch solve hojayenge... Par mein aisa nahi kar sakti... Mujhe yaad hai, doctor ne kaha, agar tujhe Memory Gaining therapy use karenge toh uss clot ki wajah se teri zindagi musibat mein pad sakti hai... Tum kuch bhi yaad karne ke liye, apni dimaag mein stress daalogi toh tumhari jaan ko katra ho sakti hai... Mein unhe yeh sabb nahi bata sakti... Kyun ki mujhe pata hai, har din mein kitna darr aur dard se guzar rahi hoon... Mein unhe woh dard kaise doon...
She got up wiping tears...
Zeenat - Koi mujhe kitni bhi galat samjhe... Par mein wahi karungi jo mujhe karna chahiye...
*************************************
Humeira's Room:
Someone knocked door... Najma went and opened the door and saw Arjun standing outside...
Ayaan - Aap...???
Aashi - Arjun...???!!! Aap yaha pe...???
Ayaan, Humeira, Najma turned to Aashi giving confused look...
Ayaan - Tum inhe jaante ho...??
Aashi - Yeh ek din Asad se milne aaye te na... Uss din mili thi...
Ayaan - ha right... Mein ne inhe dekha tha...
Humeira - aap police officer ho na...
Aashi - ha... Hum sabb ne news mein dekha na... Mein tabb se aapko poochna chahti thi... Aap police hai toh Asad aapko kaise pata...???
Arjun didn't understand how to manage his identity... F his identity will get revealed, his relationship with Asad will reveal publishing Asad's identity and mission... Because he some where guessed Aashi doesn't know it... He is a police... He can guess that much in her behavior...
Ayaan - yeh sawaal important nahi hai... Abb yeh important hai ki aap yaha kya kar rahe hai...???
Arjun - Mujhe aap sabb se kuch baat karna hai...???
Aashi - Kya...???!!
Arjun - Kya mein andar aa sakta hoon...???
They looked at one another faces... They allowed him to come inside...
Arjun - Mujhe aapke bhaijaan aur Zoya ji ke bare mein baat karna hai...???
Ayaan/Humeira/Aashi/Najma - Kya...????!!!!
Arjun - Mujhe sab kuch pata hai... Asad ne mujhe sabb kuch bata diya hai...
Ayaan/Humeira/Aashi/Najma - Kya...???!!!
Arjun starred at there exclaimed expression for few seconds...
Arjun - Kya hum aapke yeh Kya...??!!' ke aage baat kar sakte hai...??
Ayaan - Ha... Sorry but hum believe nahi kar paaye... Kyun ki Asad bhaijaan, kisi ke saath yeh sabb share nahi karte... Par aapke saath...??
He rised his shoulder as he has no answer for this...
Najma - Abb yeh sabb chodo aur aage kya karna hai woh socho...
Arjun - Mere pass ek idea hai... Yeh toh sure hai ki Asad ko manana aur Zoya ko samjhana mushkil hai... Issi liye ladke walaon ko baghana behter hai...
Aashi - Gud idea...
Ayaan - Sab se pehle jiss ne yeh rishta laaya hai, usse baghana hai...
Najma - Uss moti kahala ko khane ke alawa koi kaam hi nahi hai... wahi laayi hi yeh buri kabar Patna se...
Humeira - uss moti Khala ko kya karna hai, mein jaanti hoon...
Arjun - Teekhe... abhi mein chalta hoon... Mujhe kaam hai...
Ayaan - Aap humein Tum' karke bhula sakte hai...
Arjun - Aur tum sabb bhi mujhe tum keh ke bhula sakte ho...
***********************************
Outside:
Arjun - Kya aapko mein drop kar sakti hoon...??
Aashi - Par aapko important kaam hai na...??!!
Arjun - ha... Par...
Aashi - It's ok... Ek kaam karte hai, hum shaam ko coffee ke liye milenge...
Arjun - Kyun...???
Aashi - Woh... Woh humein plan discuss karna hai na...
Aashi was finding way to meet him... At last she found one reason...
Arjun - Jhoot kehne ki kya zaroorat hai... Seeda seeda keh dete ki coffee date pe jaana hai... Already aape fida hoon, pura hojata...
She smiled with eyes down and he smiled starring at her...
**************************************
Precap:
Zoya - Kis ne kaha mein tere saath kaam karungi...??? Mujhe nahi karna hai...
He held her hand and pulled her back... She hit his well built hard chest... There eyes met...
Asad - Mein ne koi option nahi diya hai... Tum mere saath hi kaam karogi...
*****************************
Najma - Shimla aake do din hogaya... Par seeda college mein mil rahe ho...??
Aashi - Kaha gayab hogaye te...???
Aarif - Kuch cheeson ko sahi samai par karne ki planning kar raha tha...
*****************************************
Thanks for reading... Please do like and comment...
35