Originally posted by: Snehajain
Nahi puchungi...bcoz mujhe answer mil gaya hai na...😆😆😆
🏏T20 Asia Cup 2025: India vs Oman, 12th Match, Group A at Abu Dhabi🏏
VICTIM KAUN 🤧 19.9
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 28
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 19, 2025 Episode Discussion Thread
Armaan has always been the victim
How quickly time changes
Deepika starts shooting for King
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 20, 2025 Episode Discussion Thread
Appreciation Post for Ruheen
Anupamaa 19 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Happy birthday Namik Paul❤️🔥🩷
Now Nag Ashwin takes a dig at Deepika for the Kalki mess
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 20th Sep 2025 - WKV
Anupamaa 20 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Singer Zubeen Garg Passes Away
Aneet replaces Kiara in Shakti Salini
🏏 Asia Cup 2025: Sri Lanka vs Bangladesh, Super Four, Match 1 Dubai🏏
Veer Hanuman - Chat Club #4
Book Talk Reading Challenge & Book Bingo ~ Oct 2025 Sign up open!
Homebound - OSCARS 2026 Official Indian Entry
Originally posted by: Snehajain
Nahi puchungi...bcoz mujhe answer mil gaya hai na...😆😆😆
See I m a good girl...😉😉😉
Originally posted by: Snehajain
See I m a good girl...😉😉😉
Good ni8...😃😃😃
PART 1 A
It was a bright sunny day in the city of Mumbai it was 9:30 AM.
In ETF Office all were waiting for their Boss & friend to come n were in chit chat mode.
chotu said looking his watch, "Are abhi tak arjun sir aur riya nahin aaye?"
Liza smirked n said, "chotu unki shadi hue 2 mahine bhi nahin hue hai unka late aana to banta hai." n winks at chotu.
chotu said, "haan par rathore sir kyu nahin aaye abhi tak wo unke liye fax aaya tha aaj hamari team main ek nayi member aa rahi hai."
Liza asked, "Rahi hai matalab ladki kaun hai?"
Chotu said, "ACP Aisha kapoor naam hai suna hai bahut sharp hai ammunition expert n Encounter specialist abhi undercover mission khatam kiya hai aur ETF main joining mili hai."
Shree added, "Haan maine bhi suna hai bahut sharp aur strong hai maza aayega saath kaam karke."
Suddenly their chat was broken by the entrance of Sameer, Arjun & riya. All wished them good morning and they too wished them back. Chotu informed sameer about the fax n the new joining. As soon as he saw the fax his lips curved into a smile & all were confused to see this.
Here at the office reception a girl enters dressed in white Top & blue denims enter the ETF premises. She is in mid twenties & has charming personality sharp eyes hostler on her shoulders. She comes & asks for Chief's cabin & receptionist guides her the way n says that he is in conference room.
She enters the conference room with a smile n says, "Good morning Sir Aisha Kapoor reporting.."
all turned to see the source of the voice and were stunned to see their new tame mate. She was a young girl with a beautiful, sharp and a charming personality.
Arjun was the first one to welcome her n Said," Hi aisha welcome I am Arjun 2nd in command n she is my wife Riya research analyst ."
She responded them with a warm smile Arjun then introduced her to shree, chotu & Liza respectively n they muttered a Soft Hello in a shock mode.
Arjun said, "this is our chief ACP"" cutting him short aisha said, "Sameer Dhamsingh Rathore right.." walks up to sameer n wraps her arms around his neck n pulls him for a hug n says, "Kaise ho sam ?"
Sameer answers sweetly, "Theek hoon aashu tum kaise hoo? Dadi kaise hai?" all were in a shock 1st a new member is calling their chief "SAM" & hugging him that too in front of whole team & big shock that their chief was hugging her back n calling her by her nick name.
All were staring there at them with jaws drop down & when sameer saw team staring at him & aisha both burst into laughter n sameer said, "tum logo ko kya ho gaya guys this is our new team mate ACP Aisha kapoor n my childhood friend too."
All were bit shocked n sameer said, "Par tumne bataya nahin kitum ETF aa rahi hoo its been 4 years.. "
Aisha smiled n said, "Yaa par mujhe waqt hi nahin mila batane ka as mission khatam hote hi yaha posting kardi waise dadi tumhe bahut yaad karti hai"
Sameer smiles n says,"Main bhi bahut miss karta hoon unhe. chalo tumhe office dikha deta hoon. " with that they went
Aisha went along with sameer to see the office leaving entire ETF in shock.
Shree jerk his head n said, "Chotu tune wahi dekha jo maine dekha."
chotu in a lost tone, "Haan maine bhi wahi dekha."
Arjun shook his head in disbelief at the drama n went to his cabin.
Riya said slapping shrees shoulder, "Shree tum aise react kyu kar rahe ho wo rathore sir ki dost hai.."
Shree said, "ri yahi to dekh raha hoon ki apne rathore sir ki koi ladki dost hai wo bhi aise. "
riya smiled at the drama n then all resumed their work after that.
Here sameer was showing aisha the entire ETF office & was chatting with her unkown to them 1 pair of eyes was watching all this amused, his friend Arjun.
Sameer said to aisha, "So tumhe office pasand aaya ?"
Aisha smiled, "Ya its really nice Sam. bahut dino baad saath kaam karne main maza aayega."
Sameer said, "yes even I am looking forward n ab to Dadi se bhi mil loonga jab mann . "
Aisha said, "Haan waise maine unhe bataya nahin hai ki tum yahi hoo ek kaam karo tum saath main aaj ghar chalo Dadi se bhi mil lena wo bahut kush hongi ."
Sameer said, "Done aashu. we will go together aur dadi ko surprise denge."
Aisha said, "Accha main cabin main jaa rahi hoon. don't be late. 8 baje nikalte hai." with that she moved to her cabin.
Arjun came there after aisha went back and asked Sameer, "Sam ye kya tha ?"
sameer said confused, "Kya kya tha ?"
Arjun said "Tune kabhi bataya nahin ki teri koi ladki dost hai .ab sirf dost hai ya.."
Sameer cutting in between, "Arjun Bakwaas bandh kar aisha ko main pichle 12 saalo se jaanta hoon uske mummy papa car accident main 10 saal pehle mar gaye us waqt wo sirf 14 saal kithi uski dadi ne use bada kiya ab wo dadi ko sambhalti hai. bahut himmat hai usme warna itna kuch sehne ke baad insaan toot jata hai par aashu ne kabhi himmat nahin haari. IPS ke written main TOP kiya tha usne. I am really proud to have a friend like her aur main bahut kush hoon ki wo ab hamare saath kaam karege as a chief n as a team mate too.Hame ETF main aise strong officers ki zaroorat hai."
Arjun said, "Sam I am really sorry par aisha ko dekh kar koi nahin keh sakta ki usne itna kuch jhela hai I must say she is really strong itni kam age main itna bada achievement bahut accha laga dekh kar."
Sameer smiled n said, "Haan wo aisi hi hai tum dadi se miloge to aur bhi accha lagega waise main jaa raha hoo milne aaj raat chaho to tum aur riya bhi chalo unhe bahut accha lagega. "
Arjun said hesitantly, "Sam dekh main manta hoon ki Aisha bahut acchi ladki hai aur uski family bhi bahut acchi hai aur use aitraaz nahin hoga ki hum bhi chale par mujhe lagta hai ki mera aur riya ka jaana theek nahin hoga pata nahin wo kya sochegi aaj hi to join kiya hai usne ?"
Sameer said, "aisa kuch nahin hai arjun aur waise bhi wo ab hamari team mate hai aur isi tarah tumhe aur riya ko jaanane ka mauka milega. waise bhi wo yaha kisi ko nahin jaanti hai maere ilava aur uska nature thoda introvert hai itna sab hone ki vajah se vo thoda conscious hoti hai. isliye tum dono chaloge to accha hoga. "
Arjun smiled at his concern & said, " Accha ab samjha mat main aur riya zarror aayenge saath main isi bahane se kisi bade ka aashirwaad milega hame."
Sameer smiled n said, "Accha tu jaa ke riya ko bol de abhi 4 Baje hai hum lagbhag 8 Baje niklenge. main conference room main jaa ke reports check kar leta hoon. "
Arjun informed riya n she too agreed happily n after that when reports were completed Sameer , Riya & Arjun made their way to Aisha's place . Although arjun n riya were bit hesitant about aisha as how she will feel about 2 unwanted guests at her place but they knew that sameer will manage everything as he knows aisha and his family better so they relaxed for while & drive to her house was silent .
PART 1 B
They finally reached Aisha's place.
Aisha welcomed all of them in her house it was neatly kept & had all the necessities for daily life.
Aisha made all of them sit on the couch & went inside to call Dadi. After a while she came back with a 76 year old lady with her wearing a light blue suit & white dupatta along.
Sameer came n touched her feet n said, "Dadi main sameer kaise hoo aap.."
Dadi blessed sameer & said, "Jeeta reh bade dino baad aaya hai tu kaisa hai damini kaise hai? Aur wo tera hitlar baap wo kaisa hai."
Aisha said, "Dadi aap bhi."
Sameer said laughing, "Dadi sab theek hai Maa bhi aur Baba bhi aapko bahut yaad yaad karte hai sab."
Dadi said, "accha to itne din bad yaad aayi meri haan. "
sameer replied, "Nahin dadi aisi koi baat nahin hai aap to jaante ho ki IPS training ke baad main kabhi idhar kabhi udhar posting hoti rahi fir jab Mumbai aaya to pata chala ki app log shift ho chuke ho aur aashu ne to koi contact bhi nahin choda tha."
Aisha said in a apologetic tone, "Wo ghar badal diya tha."
Sameer now straight looked into aishas eyes n said, "Accha to saath saath dosti aur rishte bhi badal diye the kiya? Bol ke ja sakti thina."
Sameers anger n pain was evident in his voice n words n aisha could sense it she said, "Sam tum vajah jaante ho na to fir pooch kyu rahe hoo?"
Aisha said blinking her eyes as if wanted to stop the tears. She excused herself to make coffee for everyone n went to kitchen.
Sameer introduced Arjun & riya to Dadi they touched her feet n she blessed them too & was very happy to meet sameer & his friend. Dadi knew that Aisha was quite in nature & had very few friends n sameer was one of them & working with sameer would make things easier for her at her workplace & hopefully in her life too.
Sameer voice broke dadi's trance n he said, "Dadi aapko aise nahin aana chahiye tha."
Dadi said, "Sameer tum jaante ho na ki aisha ke mummy papa ki maut ke baad Jab tum IPS ki traning ke liye gaye the hamara khandani ghar aur saari property aisha ke chacha ne hadap kar li. berehmo ko apni boodhi maa aur is maasoom bachhi pe bhi rehem nahin aaya aur fir wo mujhe leke wahah se chali aayi bina kisi ko kuch bole usne IPS main top kiya tha so tab se naukri shru ki mujhe bhi sambhala aur khud ko bhi. poori tarah toot chuki thi wo kisi se baat karne ya kehne ki haalat main nahin thi wo par ab hum Dadi poti bahut sukhi hai. ek dusre ka sahara hai usne khud ko sambhal liya hai par mujhe uski bahut chinta hoti hai hai. sameer pata nahin wo kabhi kisi pe bharosa kar paayegi ya nahin.."
Sameer, Riya & Arjun had tears in their eyes n Dadi continued, "Par ek baat ka sukoon hai ki uski zindigi main tumhare jaise dost bhi hai jo use sambhaal lenge mujhse waada karo sameer meri bacchi ko kuch nahin hone doge."
Samper nodded in positive n said, "dadi ab aashu humare saath hai use kuch nahin hoga. aap fikar mat kariye."
After a pause when sameer senses that atmosphere has become very gloomy he says,"waise ek baat bataiye aaj kal aap bade hot hote jaa rahe hoo." n winks at her.
dadi replied, "Jaanti hoon baaju wale Sharma ji bhi yahi kehte hai. " n winks back to sameer .
all burst out in a peal of laughter.
Aisha brings coffee for all n tea for arjun & some snacks too she was extremely happy to Dadi giggling & Laughing like this with sameer. After a while after having coffee all left to their place.
Next day when Aisha came to sameers cabin to give a file Aisha said, "Sameer Thanks a lot tumhari vajah se dadi ko maine kal bahut kush dekha."
Sameer replies, "Accha to tum mujhe thanks kehna bhi seekh gayi aashu.? itna sab kuch ho gaya ek baar bhi tumne mujhe batana zarrori nahin samjha ? itna paraya ho gaya hoon mai ?"
Aisha said, "Aisi baat nahin hai sam par main kya karti. kayi baar socha par tum IPS ki training main the aur fir posting main. jaanti hoon ki maine tumhara Dil dukhaya hai par us waqt tum aur main dono apne carrier ke bahut ahem mod par the, is liye maine kuch bhi nahin bataya I am really sorry." tears started flowing from her eyes n sameer hugged her tight & wiped her tears.
Sameer, "Aashu main jaanta hoon ki tumne bahut kuch alkele saha hai par ab main hoon tumhare sath ek baat aur tum yadi aise rahogi to dadi bhi kabhi kush nahin rahengi. main jaanta hoon dadi ko tum bahut pyar karti hoo to atleast unke liye to kush reh sakti hoo na. "
Aisha nodded with a weak smile.
Here Arjun & riya were watching this from distance n Riya said, "Arjun kitni pure hai na bhai aur Aisha ki dosti. mujhe kal dadi se mil ke bhi bahut accha laga wo bahut sweet hai. aisha ne bahut kuch saha hai shayad isliye mujhe uska bartaav shuru shuru main thoda odd laga tha par ab main samajh gayi wo aise kyu react karti hai?"
Arjun said, "Tum sahi keh rahi hoo riya mujhe khud ajeeb laga tha jab sam ne mujhe aisha ke ghar jaane ke liye kaha tha. par uske ghar jaa ke maloom chala sam dadi ko ye ehsaas karana chahta tha ki unki poti ab akeli nahin hai. accha hua hum log wahah gaye aur in dono ki dosti to waaqui alag hai. I hope ki aisha ke saath sab theek hoo aage."
Riya said, "aap aisa kyu keh rahe hai arjun acche logo ke saath hamesha accha hi hota hai. "
Arjun nodded n both got back to work.
Here Shree chotu & liza were having chit chat when riya entered the conference room .
Riya said, "kya hua guys paperwork khatam nahi hua?"
Shree said, "Haan abhi bas aadhe ghante main ho jaayega par tum us aisha ke yaha gayi thi na kya hua ?"
Riya told her everything about aisha. shree ,liza n chotu were shocked to know about her and shree said, "Yaar hame sach main nahin pata tha ki aisha ke saath aisa hua hai par usne kisi ko bhi nahin bataya rathore sir ko bhi nahin. "
Riya said, "haan nahin batyaya kyuki rathore sir tab training main the par please guys is baat ka pata rathore sir aur aisha ko nahin lagna chahiye unhe bura lagega. " n all nodded in assurance to remain silent.
So how was it guys please drop in ur comments as I write for u guys so please do let me know all ur bashing, feedback & suggestions are more than welcome excuse for typing & formatting errors love u all
EDIT CREDIT : Anant 😊
Regards Goldie
Originally posted by: pravalika9291
awesome update
loved it
cont.soon di
Originally posted by: zubiya92
Wow
Awesome update
Love it
Cont soon
Thanks for pm
Chapter : Melodious Encounter https://www.indiaforums.com/fanfiction/chapter/52348
The days of friendship and love3 Part 1 The pairs Paras-Sana and Karan Kundra-Shraddha are chosen according to the votes of the readers. I...
I am planning to write a friendship story. I will choose the love interest of Paras Kalnawat and Karan Kundra according to the choice of the...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
Kassir Extremes Intro 9pm - London Airport - Christmas Day It was a cold chilly night in the beautiful city of London. We arrive at Heathrow...
46