She entered in deep... & stop looking here & there...
" Mai jaanta tha... aap jaruru aayegi Mrs.Rawte... " one cold but deep husky voice says .
Aai look at every where & found someone stand little away from her , she can't see his face , because his back only visible... he wears dark black colour Hoodie.. that totally cover him... Backside of his Hoddie ther is pic of flying dragon...
" Kooon ho tum?" Aai says , she knows she scares , but have to to strong...
" Itni jaldi kyu hai , meri pechan ki? vaise aapki beti ke bare mai nahi jaana aapko?" he ask
" Kya hua Aashu ko?" vo thik , vo... vo... use kuch... "
" Relax... vo bilkul thik hai... per bahut Pativrata hai... ekdum achi bhali ladki... aur ha tabiyat bhi theek hai uski.. " he says & rest his hand on Tree branch..
Aai sees his Dimond Ring...
" Ye to bahut mehngi hogi.. matlab ye koi aam aamdami nahi.." Aai thinks..
" Per ye baat karne ke liye to tum mujhe call kar sakte the , ya milne bhi aa sakte the ... " Aai ask.
she hears he sighs ...
" Acha... aur kya gurantee ki aapke Pati , aur Aapka Arjun mujhe jinda chod dete???????? ( with that he turn to face her & removes his Hoddie cap ) Sasuma... "
" Sameerrr... tum???? agar ye tumhari koi chaal hai na... to sochna bhi mat... " Aai warns him & start to go backwards as sameer comes to her...
" Dariye mat... mai sach mai kuch nahi karunga... " he says with serious tone & shows his empty hands...
Aai knows she can't believe him.. He is Man , that destroy their happiness , ther world... her daughter loves him very much... she leave everything behind for him.. she dn't know how she is now?? is she still alive????? she knows her daughter did grave mistake by marrying Man who only make fun of her love , her emotions...
" mai jaanta hue , aap kya soch rahi hai?"
Aai look at him suspiciously..
" Aap baithye yaha... " he shows her big stone... she reclutant , but her request... so she finally seats down..
" Aap yahi soch rahi hai na , ki mai hi hue jisne aapko aapki beti se dur kiya... ha vo sach nahi jaanti... is chahre ke peeche ka sach... ek aisa sach jise mai khud abhi samaj paaya ... is zooth chahre ke peeche ek aisa inssan ka chehera hai vo aapki beti se pyar karta hai... itna pyar ... ( he sighs ) vo khud nahi jaata..."
" yakken kar lu is baat per?" Aai scarsctiaclly ask..
Sameer smiles faintly... " Bharosa karna ya na karna... ye aap per hai... lekin... aaj Riya ko jab khush dekht hue tab ehsaas hota hai , ki maine kya kiya... Riya sach jaan kar bhi Arjun ko apna sakti hai , aur aap bhi sab kuch jaan kar use apna rahi hai, uske is halat mai bhi... uska dhyan rakh rahi hai... "
Sameer smiles himself...
" Jab Baap itna bada ho , paisa wala ho,,, to ek bate aur kya kar sakta hai????? khaas kuch nhai.. bas ladkiya patana , aisa karna aur baap ke paise uda dena... aur phir use pata chalta hai ki uske Bap ka ek dushman hai... aur uska baap use aage nahi jaa pa raha... phir... us ladke aur uske baap ne.. mil kar kuch challe kheli... uski kamjori pata lagayi... uske ghar mai sab se kamjor ek hi kadi thi... .. bas use todna tha... uski beti... hmmm. us ladke uske saath pyar ka naatak kiya... aur bhagha kar badi hi aaram se shadi bhi karli... ..
us ladke sirf itna pata tha ki uske baap ko kisi bhi taraf vo mukam , vo jagah chayie... aur us vo dilani hai... bas... shayhd tab tak vo ladki,,, ek khlino thi us ke liye... jab chahe vo usper pyar barsata , jab chahe use zkham deta... .. per dhire dhire sab... badal gya... nahi soacha tha ... vo hone laga... itna kuchhone ki baad bhi vo ladki uske saath rahi , uska pyar , us aldke ko badalne laga... use ye ehsaas diane laga ki duniya mai aur kuch bhi jiski vo gulami kar sakta hai... " PYAAR"
aaj vo khud nahi jaanta hi us ladki se kab se pyar karne laga , aur kyu karne laga,,, uske hassi , yahi ek vaha hai ,, us ladki ki jeevan ki... uske aasu use bhi takleef deti hai... use bhi dukh dete hai... pata nahi kyu... us paagal, aawara ladke ke saath bhagwan ne us ladki ko kyu bandh diya... takleef hoti hai... ( he sighs & wips his eyes ) takleef hoti jab us ladki ka pyar mehsus hota hai... Dil per patthar barsate hai , tab mere chillane ke baad bhi , mere itne dukh dene ke baad bhi... vo mujhse aakar ye bolti hai... " sab thik ho jayega Sameer , mai hue na... mai kuch galat nahi hone dungi... "
" Hummm , jiske saath itna galath ho raha hai , vo ladki khud mujhe dilasa deti hai... dar lagta hai ki jab use sach pata chalega... to kya vo... har ek koshish karta hue ki vo sach tak kabhi na pahunche... uska yahi ek zhooth uske liye khushi hai ,uski jine ke karan hai... "
sameer stops & takes long braeth & look at Mrs. rawte...
" Aai... shayhd ye kehne ka hque nahi hai mujhe... per bhi .. aaj vada karta hue aap se.. aapki beti ko aaj tak jo pyar mila , jo kushi mili... vo sirf ek banavat thi , dhokha tha... lkin ab use uska pyar , uska ehsaas jarur milega... jab Riya aur masa ko saath dekha... aur khaas kar ke Aashu ki baichani... tab ehsaas hua , ki kya khoya hai usne... " sameer says & look at Mrs. rawte...
" Vo kabhi kaehgi nahi.. uska darad kabhi uske face per nahi aayega... vo use kab chupa degi... ye to pata bhi nahi chalta ... akeli roti rehegi... per sab ke saamne ... sirf hasi hogi uske cahhre per... sirf hasi... "
Aai's eyes moist hearing this...
" Kya aap milna cahegi,,, meri patni se???? Meri Aashu se?" Samer ask in hopful tone...
" Ha... mujhe milna hai meri beti se... meri Nahi se bacchi se... " Aai says & wipe her eyes with her pallu...
" Ab hamhe chalna chayie... andhera ho raha hai... "
Aai look at surroundings...
" Mai aapko bahar tak pahuncha deta hue.. " sameer says & walk with her towards Entrance of Jungle...
Suudenely Aai's leg slips & she fell. sameer immeadtly held her & hold her by shoulders...
" Aap thik to hai na?"
" Ha , bas Dr. ke paas jana hoga... "
" Hmm " sameer reply...finally they come outside ...
38