Part 23
Shree nervously called his parents n informed his parents his father was furious on choosing a catholic religion girl for marriage. Sameer n aisha invited them to their place Shree was their only son so for his sake they went to meet the girl whome shree loved. Aisha was busy in preparations to make them feel comfortable. Shree gave aisha call that his parents have arrived. Aisha quickly made herself dressed in a beautiful light pink saree n was getting ready. As sameer barged into the room he could not help himself from staring at the beauty in front of his eyes. She asked sameer to help her in wearing neckless he snapped out of his trance n came near her she gave him the neckless n he slid her hairs to one side he made her wear the neckless n kissed her back n held her tight in his embrace from back squeezing her slender waist lovingly. She exclaimed aap kya kar rahe hai sameer wo log kabhi bhi aate hoge aur aap. Sameer cutting her short kya karo tum itni pyaari jo lag rahi hoo waise wo tumhe nahin liza ko dekhne aa rahe hai. She smiled n said mujhe pata hai accha bataayiye na main kaise lag rahi hoon? Sameer said with a smile abhi to kha ki bahut acchi lag rahi hoo par ek kami hai aisha exclaimed kya? He took the sindoor from the box n filled her partition n kissed her forehead n hugged her tight saying ab lag rahi hai aap mrs Aisha sameer rathod. She smiled at his loving act n suddenly they heard the knock on the door.
They saw shree n his parents they welcomed them. Sameer n aisha made them comfortable n told them every thing about Liza she was orphan n brought up in saint Marrie orphanage she was brilliant in studies so her hard work n determination made her work as a forensic expert in one of the most prestigious defence group in India ETF. Sameer n aisha made them understand that love between them is pure n they should not worry as liza is a gem of a person. Aisha said aunty uncle hum liza ko picle 2 saal se jaante hai wo shree ki college friend hai aur bahut acchi ladki hai rahi baat aapke ghar main adjust hone ki to aapko pata hai aunty meri mummy gujrati family se thi aur papa Punjabi family se the par unke 30 saal ki shaadi mein unhe kabhi koi problem nahi hui aur smaeer bhi rajisthani family se hai aur main Punjabi family se aur in 60 dino main mujhe bhi koi problem nahi hui kyuki jahan pyar aur apnapan milta hai wahan ye sab bemani ho jata hai . Shree parents understood what they were trying to say n when they met liza they liked her too as a their would be daughter in law or rather u can say more like a daughter. Their parents agreed n shree n liza thanked sameer n aisha. They said that they will get engaged in a small ceremony tomorrow n rest they will inform after the mahurat when they will reach Kolkata. All ETf members were happy when they were informed about this n all started preparing for the engagement of shree n liza . Shree took his parents to his apartment with liza along so that they can mingle up n can know each other better.
Here Sameer n aisha started the preprations for the engagement. They went to mall for shoping Sameer was in black tee n jeans with goggles on his eyes n aisha was in beautiful red anarkali n both were looking awesome.All were staring at them sameer could not help but tease aisha dekho sab kaise tumhe dekh rahe hai ab to mujhe thoda alert rehna padega. Aisha smiled n said ab aap suddenly possessive kyu ho rahe main? Woo dekhiye kaise wo ladkiya aap ko tab se ghoor rahi hai tab maine to kuch nahin kaha pointing towards the buch of girls in the corner. Smaeer said ab tum mujhe underestimate kar rahi ho dear tumhe kya pata college main kitni ladkiya mujhpar marti thi aur kuch to mujhe khoon se khat bhi bheejti thi. Aisha replied in a naughty tone accha hua aapki un ladkiyo se shaadi nahi hui warna aaj wo khoon ke aanso rooti meri tarha saari zindagi left right aur forward march karte hue guzaarni padti n burst out in a laughter. Smaeer said ab to had ho gayi tum mera mazaak uda rahi hoo. Aisha cheered him up saying accha baba sorry aap naaraz ho gaye main to mazaak kar rahi thi. Sameer replied nahin par ek baat poocho aisha said haan poochiye na. Sameer asked aisha tumne kabhi mujhse koi sawaal nahin kiya mere ateet ke bare main yaha tak ki maine jab roshni ke baare main tumhe bataya tumne tabhi uske baare main mujhse kuch nahin poocha. Sirf yahi poocha ki uske saath aur arjun ke saath kya hua tha. Tumne kabhi bhi us ke baad roshni ka zikar bhi nahin kiya. Kya tumhara koi sawaal nahin hai roshni ko leke ya mere aur roshni ke rishtey ko leke. Aisha smiled n replied Sameer jo yaade sivaaye dard ke kuch nahin de sakti unke baare main soch ke dil dukhane ka koi fayda nahin hai jaante hai mujhe sun ke hi itna bura lag raha tha main aapke dard ka andaaza laga sakti hoon. Main kadve attet ko hamare aaj par haavi nahin hone dena chahti thi is liye maine dubara is ke baare main aap se baat nahin ki main ye maanti hu ki hmare haath main sirf aaj hai sameer jo beet chukka hai aur job hi aage hoga us par hamara zoor nahin hai hum kam se kam apne aaj ko to poori kushi se jee sakte hai na aur rahi baat roshni ji ki to jo bhi mere mann me sawaal the unka already aap jawaab de chuke hai. Aapki sachaayi aapke apnepan aur pyar ne mujhe appke bina bataye hi sab kuch keh diya fir sawaal kar ke kya fayda. Roshniji ko lekar ya apne attet ko leker please app dubara apna dil nahin dukhayge aur yadi aapko lagta hai ki mujhe aapke attet se koi problem hai to aisa bilkul nahin hai sameer. Sameer smiled n said thanks Aisha jab se tumhe maine ye sab bataya tha mere mann main yahi tha ki tumne mujhse kabhi bhi palat kar sawaal nahin kiya par aaj tumne jo kaha mera mann halka ho gaya n I promise ke hum ab hamesha kush rahenge. Aisha smiled n said ab jaldi shoping khatam kar le warna der ho jaayegi n sameer n aisha after shoping proper stuff went back home.
So kaisa tha mast ya bore zarror batana n all my readers as i request comment zarror karna excuse for the typing mistakes .
P recap- Shree n liza engaged n a new turn
Edited by abrol.gold - 11 years ago
324