so i dnt make u wait more. here is the part 6... please comment more so i cn get new ideas from them...Part 6
Next morning: location etf:
Riya entered the conference room running just to see if arjun's wound is getting healed or not bt she was surprised the bandage had turned more red ..bt before she could say anything rathore ordered.
Rathore: rawte tum aur riya jakar yeh file commisioner sir ko de kar ao its urgent..
Riya try to protest bt rathod gave her no excuse look…even rathore had seen arjun changing aftr riya's virus accident and some where wanted his best buddy to be happy bt was confused of riya's changed behaviour…
Arjun: chale riya?
Riya: jee sir..
They reached the suv..
Riya: sir mein drive karte hoon apke haath pe chot..
Arjun: thik hai riya..u drive..
She saw the whole stearing studded with dry blood.. she understood that it was arjun's blood…. She placed her hand on the stearing and a tear escaped her eye as if she could feel his pain…during the drive there was silence..
Arjun: riya tum itni chup kyon rehne lagi ho? Pehle toh kitna bolti thi toh ab kya hua?
Riya: pehle aur ab mein bohot fark hai sir ..ab meine bina baat ke bolna baand kar diya..hum pooch gaye sir chaliye..
They submitted the file to the commissioner.. on the way back ..
Riya: sir apka wound bandage karne ki zarorat hai rukiye mein kar deti hoon.
Arjun: its ok riya rehne do thik ho jayega..
Riya: sir wound bleed kar raha hai isliye keh rahi hoo. Ek kam karte hai doc ke pass chalte hai apko mere haathon se dressing karane ki zarorat nahi hai…
Arjun(in his mind): riya ek baar toh haq se keh deti ki tumhi mere wound ki dressing karoge..kitni badal gai ho tum ya phir badalne ka achcha dikhava kar rahi ho.. sabke saath khush rehti sivai mere.. ha shayad mein tumhe koi khushi dene ke layak nahi hoo.
She took the car to a clinic .
Riya: doc please inka wound dress kar dijiye..
Doc: please ayee ..oh god apka wound mein toh septic ho gaya hai.. ek wound par baar baar chot lagi hai..
Ria(in his mind): par sir ko toh ek hi baar chot lagi thi phir doc ne kyon kaha ki unhe baar baar chot lagi hai..
Doc: ho gaya.. turning towards riya.. please be careful inka wound bohot gehra hai . make sure ki wound gila na ho aur mein kuch medicines de raha ho khane ke baad half n hour ke baad dijiyega..
Ria: ji doc aur kuch precautions ?
Doc: ha bas apka thoda pyar nothing more …
Arjun and riya looked at eachother…
Doc: aur haan 3 din baad phir se wound dikhane le ayeyga apne husband ko.
Ria: husband… doc yeh mere ..
Arjun: ria chale?
Ria: jee…
Aftr settling in suv..
Ria: sir please doc ne joh bhi kaha un baton ka dhyaan rakhiye ga.
Arjun: tum nahi rakhoge ria doc ne tumse kaha hai na.?
Ria: sir doc ko kuch bhi pata nahi hai.. toh unhone keh diya.. aur ab meine doosre ki life mein interefere karna chod diya hai ..
Arjun: toh wound bhi dress karane ki kya zarorat thi behne deti mera khoon kya fark padta hai tumhe..(in anger)
Ria: fark padta hai mujhe sir kyon ki mein ek insaan ho aur mein kisiko bhi takleef mein nahi dekh satke ,mein yeh kisike liye bhi karti. Phir wooh aap ho ya koi bhi anjan insaan..
Arjun(in his mind) : kya mujh me aur ek anjabee mein koi fark nahi hai riya?
They reached etf and she went to the office and got back to her pending files..she called shree and gave him all the instructions doc gave for arjun..
Shree: riya par mujhe yaad hai unka wound itna gehra nahi tha.. aur meine thik se dressing bhi ki thi
Riya: wooh joh bhi ho shree par doc ne strictly kaha ki wound bohot gehra hai aur unhe do baar wahi chot lagi hai. Pata nahi kaise lag gai?
Chotu: ri unhe toh aye din chot lagti hi rehti hai tune dekha nahi tha uss din us criminal ko kitna mara tha unhone.. aree wahi jisne tujhpe peeche se vaar kiya tha…
Rathore: team aaj saari files complete kardo..
(Sorry guys I m nt so good at suspense and criminal write up so only office work will be updated..may be in future i develop any..…)
In one corner of the etf office there was a decoration going on...
44