To my dear moosibat
,
ismain mere mom ki kangan
hai,woh mujhe diya tha us din
jab london se aa rahe the aur
kaha jis din tum us insaan se
miloge jis ke bina tumhari har
din aur raat adoori hai tab tum
iss kangan ko uss insaan ko
dena kyunki iss kagan ki taraf
tumare rista jhodkar rahega..
To ab samjh gayi hogayi tum
tumse peecha chootkar main
khush nahi honge,to mujhe
chodkar kabhi mat jana.
From,
your kadoos
Thanks for coming into my life.
swyam and uski ghodi 😆
precap hmmm love ka season
update nxt part soon.
44