Deepika starts shooting for King
🏏 Asia Cup 2025: Sri Lanka vs Bangladesh, Super Four, Match 1 Dubai🏏
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 21st Sep 2025 - WKV
🏏India vs Pakistan, Asia Cup-Super Four, Match 14 (A1 v A2) Dubai🏏
HONEYMOON🏩 20th and 21.9
Downfall is Real! No one even cares for SPA pics this year
Star Parivaar Ki Favourite Saas
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 21, 2025 Episode Discussion Thread
Baseer’s Accent
Akshay Kumar Is Back To Giving Hits
H-1B Visa Crisis: Families Forced to Return, Futures at Stake
👻😈😈😈Mask Of Zorro😈😈😈👻
Happy Birthday Kareena Kapoor 💐🎊
Saiyaaara spoof
Jobless Poddars
Chunkey Panday happiest for Ahaan’s success (Saiyaara)
Tabu likes a reel shading Deepika on Instagram
24 years of Ajnabee
Let's Discuss Abhir
Morning in dehli:
Arjun: Riyu jaa jaldi say nasta do buhat dyar ho rhi hai.
Riya: wah meray pati dev aaj bina uthey hi uth gay, koi kam hai kya..
Arjun; ha jaan jaldi jana zarori hai warna mei aaj tumhain romance ka full moqa deta.
Riya: shut Ajun.
Arjun: nashta milay gay a nahi..
Riya: bus 2 min abhi lai'
Riya: Arjun abhi nasty k liay chilla rhay thay aur ab aap ye file lay k bethay hai Arjun aap bhi had kartay ho
Arjun: Riyu ek buhat important case hai Saam bhi nahi hai sara burden mujh par hai tum janti ho na.
Riya: I knew isiliay keh rhi hun pehlay nasta kar lo phir sakoon say file parh lejeay ga, aur agar meri kisi help ki zarorat ho toh bata dyn'
Arjun: sure tum meri help kar sakti ho'
Riya: hum bateay kaisi help chaheay aap ko.
Arjun: please tum breakfast mei merai help kar do , I mean agar tum apnay hathon say mujhay feed karwa do..
Riya: why not dear?
She feeds him.
Arjun: thanks Riyu Bye..
Riya: bye'
Arjun left from there but he sudden turn.
Arjun: ek cheez toh bhool hi gaya.
Riya: ab kya bhool gay aap.
Arjun: He kiss on her check. Good bye kiss bhool gaya tha.
Riya: aap bhi .
Arjun: ek kam hai kya aur chaheay'
Riya: nooo.
Arjun cell phone rings.
Arjun: hello maa kaisi hain aap.
Riya: maa..
Shalini: Arjun beta tu abhi meray ghar aa sakta hai.
Arjun: maa abhi.
Shalini: ha beta abhi..
Arjun: par baat kya hai maa aap itni pareshan kyun lag rhi hain.
Shalini: bus beta tu yahan aa ja mujhay buhat dar lag rha hai beta, Riya ki jaan khatray mei hai wo log kabhi bhi us tak pohnch saktay hain. Beta mei nay apni Roshini ko kho dya hai par dosri beti nahi khona chahti..
Arjun: nahi maa aap chinta nahi karo mei apni Riya ko kuch nahi honay dunga ye wada hai mera aap say , khud say aur Riya say, mei apni jaan ko kuch nahi honay dunga' mei abhi aata hun wahan..
Riya: kya huwa Arjun sab theek toh hai na..
Arjun: nahi Riya kuch theek nahi maa nay mujhay bulaya hai wo tumhain lay k buhat pareshan hain Riya
Riya: aap maa k pas jaen unhen samjhen na mujhay kuch nahi hoga.
Arjun: mei tumhain yahan akela chor k kaisay ja sakta hun.
Riya: mei ek ETF officer hun apna khayal khud rakh sakti hun, plz aap maa k pass jaen..
Arjun: janay ko dil nahi karta par tumharay liay mujhay jana hoga Riya, mei aasiay ab hath par hath rakh kar nahi reh sakta, bye I LOVE YOU Riya.
Riya: I LOVE YOU TOO Arjun
They both hugs each others.
Shalini's home.
Arjun: maa kya baat hain ap nay mujhay kyun bulaya hai.
Shalini shows him a letter which covered in a envelop..
Arjun: ye kya hai maa..
Shalini: tu khud dekh lay..
Arjun reds the letter , he burns with ashes..
Arjun: nahi mei apni Riya ko kuch nahi honay dunga,
Shalkini: mujhay dar lag rha hai beta, is mei likha hai k wo kisi na kisi tarha Riya ko dhund k mar dalen gay.
Arjun: nahi maa aaisa kuch nahi hoga maa mei hun na Riya k sath mei us par ek kharoch bhi nahi aanay dunga.
Shalini: beta par tu un tak kaisy pohnchay ga.
Arjun: maa wo log shaid nahi jantay unhon nay ACP Arjun ki biwi ki taraf aankh uthai hai, pehli Riya akeli thi par ab mei hun us kay sath Aur ACP Arjun apni Riyu ko kuch nahi honay day ga,
Arjun returns his home.
Riya: kya huwa Arjun maa nay ap ko kyun bulaya tha.
Arjun gives her that letter.
She reads the letters and she quite.
Arjun: tum un logo ko janti ho kaun hai wo log.
Riya: nahi Arjun mei unhen nahi janti'
Arjun: par wo log tumharay pechay kyun paren hain, kuch na kuch aasisa ho ga na Riya warna wo log tumhari jaan kyun lena chahen gay.
Riya: mujhay kuch nahi pata Arjun waqai mei kuch nahi janti..
Arjun: apnay diamgh par zor do Riya kuch aaisa hai jot um bhool rhi ho.
Riya: Arjun koi aaisi baat nahi hai meri kisi say dushmani bhi nahi hai.
Arjun: phir koi kyun ,'
Riya: yahi toh mei soch rhi hun Arjun.
Arjun the letter again and reads in details ..
Riya: kuch clue mila Arjun.
Arjun: envelop par ye watermark dekh rhi ho..
Riya: ha JS likha hai..
Arjun calls shree.
Arjun: shree ek case k baray mei tiumhari help chaheay, ek watermark send kar rha hu pata karo ye kis company k watermark hain.
Shree: ok Sir aap send Karen..
After half an hour.
Shree calls Arjun.
Arjun: ha shree bolo kuch pata chala.
Shree; yes sir ye jayant and sons ka logo hain.
Arjun: aur kuch information shree,
Shree: no Sir
Arjun: ok mei jar ha hun us company k malik say milnay janah hai k kiya baat hai..
He cuts the call.
Riya: Arjun shaid aap case k ghalat direction mei jar hen hain..
Arjun: kehna kiya chahti ho tum.
Riya: koi itna wazay clue kyun choray ga, wo log aachi tarha jantay hungay k wo ye letter kis k ghar chor rhay hai, Ek ETF officer k ghar phir wo aaisi ghalti kyun Karen gay
Arjun: ha ye toh mei nay socha hi nahi yani koi humain mis guide karna chahata hai.
Riya: exactly.
Arjun: phir bhi mujhay jayant and sons k maalik say milna hi hoga. Wohin shaid is letter k baray mei pata chalay.
Arjun is outside the Jayant and sons group industry.
Arjun: yes Mr. jayant aap kehna chahtay hai k aap ko is baray mei kuch nahi pata.
Jayant: yes AcP Arjun mujhay waqi kuch nahi janta, ye letter kab aur kis nay likha mei aaisa kyun karunga, jab k mei isay I mean is Riya ko janta hi nahi,
Arjun shout: Riya ka naam izat say lo Ye ACP Riya rawate hain ye
Jayant: sir mujhay waqi nahi pata sir, aur jis cover letter ki ap baat kar rhay hain ye hamaray hi company ka hai, par sirf ye page aap ko yahan kay har workers k pas mil jaey ga, par sir ye envelop jis mei private and confidentional likha hai, Sir is envelop ko koi itni aasani say nahi lay sakta I mean ye letter jis envelop mei dal k bheja gaya hai aur jis k bina par aap yahan tak aaey hai, ye cover letter ya toh meray pas rehta hai ya toh meray papa k pass'
Arjun: aur kaun kaun hai jis k pas ye envelop mil sakta hai
Jayant: kaha na aap ko sir ye hum dono k ilawa kisi aur k pas nahi mil sakta , jab aap ko mila toh ye seal pack tha ya unsealed.
Arjun: tumhain is say kya layna..
Jayant: agar ye unsealed huwa toh ye zaroor humain phasanay ki sazish hai
Arjun: kya matlab hai tumhara.
Jayant:Sir humaray yahan say job hi letter bahir jata hai sealed jata hai isay mei khud sealed karta hun , kyun k ye private letter hota hai, is liay mei kisi aur par bharosa nahi kar sakta.
Arjun: par hamein ye letter sealed mila..
Jayanyt: sir ye sawal hi paida nahi hota Sir, koi seal kholay bina is mei ye letter kaisay dal sakta hai.
Arjun: yahi toh mei jana chahta hun jayant..
Jayant: par mei nay ye letter nahi likh aur mei kyun likhun gay a letter..
Arjun: theek hain mei chalta hun. Zarirat pari toh phir aaun ga.
Sameer calls Arjun:
Sameer: ha Arjun kuch lead mili Riya k case mei..
Arjun: nahi Saam pata nahi wo letter kis nay likha, mei jayant k pas gaya tha,
Saam: kaya wo letter jayant nay likha hai./
Arjun: nahi' mujhay nahi lagta us nay likha hai..
Saam: phir kya Arjun ab kya hoga.
Arjun: pata nahi tum aa jao saam..
Saam: par yahan ka kya karun A
Arjun: mei nahi janta..
At home:
Arjun tells Riya about the conversation between him and jayant.
Riya: mujhay bhi lagat hai wo letter jayant nay nahi likha.
Arjun: phir kis nay likha hoga aur wo bhi sealed letter..
Riya: Arjun..
Arjun: ha riya.
Riya: hum kuch miss kar rhay hain.
Arjun: kya,
Riya:aap nay abhi kahaye envelop jayant aur usk papa k ilawa kisi k pass nahi hota, par kisi aur k pass bhi ho sakta hai ye envelop
Arjun: kis k pass.
Riya: wahan jahan ye envelop print hota hai wahan jahan iski seal banai jati hai..
Arjun: ya Riya you are right' ye mei nay pehlay kyun nahi socha.
Paresh printing and press.
Arjun: kya mei jaan sakta hun Mr. Paresh , jayant and sons k envelop aap nay kis k hath bechay hain.
Paresh: mei ap ka matlab nahi samjha sir.
Paresh: jail ki hawa khao gay toh sab samj mei aa jaey ga.
ParesH: par sir is company k saray contract ki deleivery and check raghu deal karta hai mei abhi usay bulata hun.. , Sham raghu ko bhejo..
Arjun: Mr. raghu mujhay tumharay aur tumharay under kam kar rhay saray worker ki fingerprint chaheay.
Raghu: par kyun sir.
Arjun: sawal pochna mera kam hai samjhay ya samjhaun..
Raghu: sahil tum kahan jar hay ho suna nahi ACP Arjun any kya kaha unhen sab ki finger prints chaheay.
Sahil: bus mei aaya sir he runs from there, Arjun runs after him and finaaly catch him.
Arjun: tu kahan bhag rha hai Sahil.
He slaps him .
Arjun: bol wo letter tu nay kyun likha.
Sahil: mei nay wo letter nahi likha.
Arjun: jhoot, aur mujhay jhoot say nafrat hai.
Sahil: mei nay kuch nahi kya mujhay kisi nay ya karnay k liay kaha tha , kaha tha k kuch aaisa karo ye letter Shalini khanna k ghar bhi pohnch jaey aur ETF misguide ho jaey , isi liay mei nay Jayant and sons ka sealed envelop use kyat a kay sara shak jayant and sons ya un k worker par jaey.
Arjun: kis nay kaha tha tujhay aaisa karnay k liay.
Sahil: pata nahi sir ek unkown number say call aai thi.
Arjun: mujhay wo number chaheay.
Sahil: tes Sir deta hun..
Arjun calls shree.
Arjun: shree ek number send karta hun trace kar k batao k wok is ka number hai aur is waqt wo kahan hain.
Shree: ok sir.
Arjun: thanks Shree.
In ETf dehli.
Arjun: kuch pata chala shree wo number kis ka hai.
Shree: yes sir ye number kisi zobin name shaks ka hai aur wo is waqt Mumbai mei hai..
Arjun: weldone shree, sam ko ye number send karo , us say kaho k jald az jald is shaks ka pata lagaey.
Shree: yes Sir.
After sending the number and information to sameer , He asked Arjun.
Shree: sir ek baat pochun.
Arjun: ya pocho.
Shree: is case k details ap mujhay bataen gay sir ye kaun sa case hai.
Arjun: Riya mukherjee murder case.
Shree; hamari Riya ka murder case.
Arjun: ha shree..
Shree: par sir ap nay mujhay kyun nahi bataya is case k baray mei.
Arjun: aur bhi buhat kuch chupaya hai tum, say shree don't worry tumhain jald sab pata chal jaey ga.
Shree ok sir..
In Mumbai:
Saam: simar is number ko hamain jald iz jald trace karna hai.
Simar: it's no problem sameer, mei abhi karan say kehti hun'
Saam: mujhay jald hi iski information chaheay.
Simar: ok sameer.
She sends information to karan.
She turns but she slipped and Sameer caught her and hold her by her waist. They gives a cute eye look .
Simar: thanks sameer.
Saam: it's ok simar sambhal k chala karo..
Simar: aainda dheyan rakun gi wahan slip hungi jahan ap nah un.
Saam; I am always be with you simar tumhain sahara deynay k liay hamesha tumharay pass rahu ga.
Simar: really..
Saam: yes..
Simar: thanks.
Saam: ab kis bat k laiy thanks.
Simar: ap nahi samjho gay.
Saam: mei sab samjhta hun simar..
Simar has a call she excuse him.
Simar: ya ok thanks.
Saam; kya huwa simar kis ki call thi.
Simar: wo number karan any trace kar liya hai sir.
Saam: tumharay collegue toh buht fast hain.
Simar: yes jab unka chief hi aaisa hai toh unhen fast hona hi ho ga na.
They laughs..
Saam: by the way kya kaha karan nay..
Simar: sameer ye number zobin name kisi shaks ka hai, jo is waqt Mumbai k night club mei mojood hai.
Sameer: let's go Simar..
Simar: ok.
From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
Kassir Extremes Intro 9pm - London Airport - Christmas Day It was a cold chilly night in the beautiful city of London. We arrive at Heathrow...
330