RECAP
Armaan hug her back...
Nikki n muski see both n said...
Both- kuch log kabhi nahi badal sakte...
Muski-abhi toh itna serious the aur abhi...
Nikki-romance karne lage... Bina kisi ke parwa kiye...
Kisi ki najar na lage inhe...
Scence shift...(gupta house)
Sha-kyun ridhima... Aisa kya hai us ladke mein jo tum aaj aapne papa ki baat sunne ko taiyar nahi ho...
Kyun tum usse itna pyaar karti ho...
**************************************************************
next part
**************************************************************
***Flashback***
sha-ridhima tum pagal ho gai ho... Tum mujhse kaise baat kar rahi ho sirf us ladke ke liya..
Ridhima-'armaan'
us ladke ka naam armaan hai..
Mera armaan...
Papa aap kabhi bhi armaan ki aachai nahi dekhti...
Aap kya chahate hain usse...
Sha-ridhima vo armaan tumhare liya theek nahi hai...
Ridhima- papa aap ko kabhi bhi uski aachai nahi dikhai degi...
Kitni hi baar usne aapki beti ke liya aapni jaan bhi dao par laga di...
Vo fire crackers se...jis mein vo khud maut ke muh mein jaane wala tha.
Phir bhi aaagli baar nahi ruka
Vo bomb blast..Mein...
Vo terrorist attack mein...
Phir jab uska brain injury hui tab bhi usne mera baar mein socha aur mujhe meri bhalai ke liya chod kar chala gaya...
Ek bar bhi ye nahi socha usne ki vo kaise jiyega...
Padma-ridhima bus kar beta!!!
Ridhima-nahi maa aaj nahi... Aaj mujhe bolne do...
Usne ye nahi socha ki Koun uski dekhbhal karega...
Koun uska khayal rakhega uske bura time mein...
Usne sirf aapni ridhima, aapni basket ke baar mein soch...
Phir jab vo laut kar aaya tab aapne usse jane se rok diya..
Aur usse mujhe aur sid ko milane ki jimadari de di...
(Padma was shocked at this)
Tab bhi usne. Aapki baat ki kadar kari...
Par aapne kabhi ye nahi socha ki us par kya bitegi...
Vo kitna ghut ghut kar jeeyega... kitna tadpega...
Aapke karan usne aapni sari koshish ki ki vo hummein milwa de..
Aur khud mujhe sid ke saath dekh kar vo jeeta jee har pal marta hai...
Sirf aapki baat ka samman rakhne ke liya aur meri khushi ke liya...
Usne meri khushi ke samne aapni jaan ki bhi parwah nahi ki...
Aur kya chahate hai aap papa...
(crying n speaking aloud)
(same as ridhima did when shashank tell her about armaan left her bcoz he love her on 26th jan 2010)
now ridhima clear her tears n in anger tone...
Papa aagar aap armaan ko nahi aapna sakte toh is baar aap aapni beti ko khodoge...
Aab faisla aapka hai aap meri doli uthwana chahate hain ya meri aarthi...
Padma-ridhima(teary)
Sha-ridhima(shocked)
and saying this ridhima left for her room n through herself on bed n here shashank sat on couch in shock n padma also went to her room as she know ridhima is right n shashank is being stubbon.
****Flashback end****
sha-kyun ridhima ye kaise zid hai tumhari... Kyun tum armaan ke liya aapne papa se...
Scence shift..
Armaan, ridhima,nikki,muski were in park n playing with arima..
Having a great time...
Nikki-hey armaan tumhe yaad hai vo gaana jo tumne college mein likha tha...
Muski-kounsa gaana...
Nikki-aarye pata hai muski armaan ne college mein ek band mein tha..
Muski-hain ye toh hum sabko pata hai par gaana..
Nikki-aarye tab armaan ne gaane likhe the kaffi the...
Armaan was eyeing her to stop..
Nikki-arey armaan batane dona... Koi kuch nahi bolega hai na ridhz...
Ridhz-mein kyun kuch bolungi...
Tum Bataona nikki kounsa ganna..
Armaan-basket tum kya karogi jaan kar.. Chalo wahan chalte hain
(little pulling her with him n nikki stop him)
nikki-aabhi rukh armaan...
Pata hai muski/ridhz armaan ne itna ghane likhe the... Sab hit jaate the...
Par...
Muski-par kya...
(armaan trying to stop)
Nikki-paaarrr (looking at armaan streching paaarrr)
ek gaana tha jo armaan ne kabhi kisi ko nahi sunaya tha...
Ridhz/muski-par kyun..????
Nikki-kyun kiii armaan kehta tha ki vo vo wala gaan sirf usse ladki ko sunayega jo isse aur ye pagal usse paglon ki raha pyaar karenga..
Kyun armaan!!!
Tumne ridhz ko song nahi sunaya...
Armaan-nikki aab mein bhul bhi gaya hun...
Nikki-rahne do armaan humse jhooth na bolo...
Muski-hain armaan humein pata hai tumhe vo song aabhi bhi yaad hai...
Sunado na..
Armaan-nahi mujhe sach mein yaad nahi hai...
Nikki-hain arman suna dona...jhooth mat bol
Muski-hain armaan tumhe yaad hai... Sunao...
Armaan-nahi guyies...
Ridhima(cutting armaan)-suna dona armaan...plz
(with cute face which armaan can't resist)
armaan-okay
muski-arye wah heroien ne ek bar kaha aur hero maangaya kya baat hai...
Nikki-maan na toh tha hi muski.. Kyun armaan(winking at armaan)
Armaan start humming the song...
Nikki/muski/ridhz all looking at him...
Armaan while humming move toward arima..
98