breakup ke baad{ kr } - Page 2

Created

Last reply

Replies

501

Views

71.7k

Users

57

Likes

560

Frequent Posters

Chaithra_Arsha thumbnail
Explorer Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 12 years ago
#11
Goshhh m sweating coz of hawt...awesme awesme pls update nxt soon
crazysky thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 6
Posted: 12 years ago
#12
its awesome
loved it update soon
J-chan thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 12 years ago
#13
awesome update...continue soon and do pm me :)
anniemathiaskr thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 12 years ago
#14
wow it was so amazing loved it
plz update soon waiting desperatly for nxt one
CHOCOLATEKRIYA thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#15
BREAKUP KE BAAD
part2

kriya's pov
a sab kya hua mere aur rey ke beech pata nahi ab rey ko mein kaise samna kar paungi pata
nahi wo mujhe kaise accept karegi ya nahi aur tho aur kya usko yaad rahega ya nahi
kal raat jo kuch bhi hum donon ke beech mein hua kya life mein dusri baar uski life apna jagah
ban paungi ya nahi kya rey mujse teek taraf se baath karega ya nahi bahut gusse mein tha us
gusse mein hi mere itne kareeb aya tha usne kal nahi tho usse pehle mere saath teek se baath tak nahi
kee mujhe aisa strong negative feelings kyun araha hai ki hum donon ke beech jo kuch bhi hua usse
rey ko kuch farak nahi padega agar aise hi hua tho mein kya karoongi mein apne aap ko kabhi
maaf nahi kar paunga ki mein rey ko itna kareeb kyu ane diya rey tho apne senses mein nahi tha par
mujhe kya hogaya mein aise kaise hone diya a sab kuch gult se mein ankh bhi kol kar iski taraf
dekh kar baath bhi nahi karne ki himmath nahi mujmein pata nahi a abi tak so raha ya ut gaya

Rey's pov:
hangover of drink or hangover love dont known whats going in my mind and heart
but i think new morning may bring some changes in my life and moreover she is sleeping
how innocent and how cute she is. baatcutter pata nahi tumhe itna pyaar kyu karti hu mein
but jo kuch bhi kal raath hum dono ki beech mein hua usse lekar mein bahut confuse hu ki a kya
soch rahi hai aur kya nahi ab kya karnewaali hai a baatcutter aur kya nahi karnewaali
wait par mein ek baath bhool rahi hu ki mein isse bahut naraaj hu itna jaldi maannewala mein
nahi hu chahe kuch bhi ho

she slightly moves her head on his chest and he realises their position and came to his senses

Kriya(mind):kitni der aise hi rahungi mein kabhi tho kabhi isko face karna chahiye na chalo tho ab kyu nahi

and she get up while rubbing her eyes and next moment she is shocked to see herself without dress in front
of rey and hides herself from rey. rey all watches this from corner of his eye and will shift to another side and will
give her dress to her
Rey(murmers):common dude reyansh valcano is going to burst out so just make yourself to not to come down just be
in your height.
Kriya:kuch kaha apne
Rey:ha nahi ha wo mein a keh raha tha ki kal raath jo kuch bhi hua uss MISTAKE
kriya:MISTAKE a aapko mistake lagta hai reyansh life ki value samajtho ho ya nahi aap a sab jo kuch bhi hua usse aap
MISTAKE lagta hai aur us mistake se meri life mein kitna badlav hoga aapko pata hai meine socha ki aap mujse naraj
hu par mujhe a nahi pata hai ki aapko actually mujse kitni nafrat hai.
Rey:shutup kriya har baar apni mann mein jo aya wo karti ho aur joo aya wo kehti ho tumhe
Kriya:par is baar aapki mann mein jo aya wo kiya tha na aap reyansh i just hate you reyansh because
of your anger i lost everything today and moreover its a mistake for you aapki nasha aapki gussa sab kuch
ek hi jatke mein mera life badal diya aur usko aap MISTAKE samajti ho

rey pulls her by her shoulders and
Rey:kya samajti ho ha tum meine gusse mein aur nashe mein tha apne senses mein nahi aur tumhara kya hua
tum tho apni senses mein tha na kyun nahi roka tumne mujhe ha

by his words he shattered there itself

Kriya:reyansh aaj se aapki shakal bhi nahi dekna chahti hu socha nahi tha aap mere baarein mein aisi baath karegi
nafrat lag rahi hai mujh par jo meine aap par trust kiya kal raat
par mein dusri baar a galti nahi hone dunga dubare peeche mud kar aapko dekunga bhi nahi its all over its all over

Rey:exactly its all over tho kyun rukhi ho abi thak jao aur apni jindagi jee loo

she starts goes from there and stops on middle

Kriya:zindagi ab bacha kya hai reyansh mere liye zindagi abhi isi waqt katam ho chuka hai good bye phir kabhi aapko
disturb nahi karunga

and she runs from there without knowing where she is going after sometime she reaches her home
Arjun:kiddo kaha the tum kal poori raath pata hai tumhe kitna darr gaya tha meine aur jab tumhari college gaya tho
tum nahi the waha par tumhara car tha dont worry mein usse garriage pohacha diya aur shaam ko ayegi aur tumne
bataya nahi ki tum kaha gayi thi
Kriya:wo arjun freind ki ghar gayi thi meine
arjun:acha car karab tha is liye freind ghar ane ke liye offer kiyi hogi r8

she dont known what to say so she just nodded her head
at rey's place
Rey:a kya kiya tha meine usko itna ulta seedha keh diya aur meine bahut hurt kiya usko kya karoon ab kuch bhi nahi bacha hai
hum donon ki beech sab kuch meine hi bigad diya gosh damn meine aise kyun keh diya isliye wo mujse door chali gayi phir.
mein apni galti sudarna padega jaldi se .

Kriya's place
arjun:hey kiddo mein aur dad pune jaa raha hai buissness ki meeting par so 3 din ke liye mein chahti hu tum bhi hamare saath
pune dekne aye
Kriya:nahi arjun mein nahi aunga
by seeing her mood he decided to leave her alone
aman kriya's dad
aman:beta arjun chale are kriya tum agayi beta arjun keh raha tha ki tum apni freind ki ghar ki gayi ho
party kaise tha beta apne saare freinda mill liya tha na tumne
Arjun :dad wo bahut tak chuki hai usse rest karne dete hai aur hum pune se ane ke baad isse aaram se baath karlenge chale
ab
aman:teek hai beta apna kayal rakna hum jaldi apna meetings poora karke ajange teek hai

and he gives her hug and both arjun and aman lefts for pune
kriya wents in her room and cries heartedly because of pain which given by rey's words and after sometime
she gets a call from unknown number
Kriya:hello
person :...
Kriya:what a aap kya keh rahi ho aisa nahi ho sakta aisa kabhi nahi ho saktha
person:but its real mam

and she breaks there itself
Kriya:nahi aisa nahi ho sakta dad arjun aap dono bhi mujse dhoor ho gayi hai nahi...
yes she lost them too and she went there and shuddered there itself by seeing their bodies
Kriya:dad arjun utiye aap dono aap donon bhi muje chod kar chali gayi mumma ke paas ab mein akeli
kaise rahungi dad 2 saal pehle hi aap mujhe mile the itni jaldi mujse dhoor ho gayi
there c
Kompletes all funerels and she always in her home itself
mr.mehta:beta kriya jo kuch bhi hua ab badal tho nahi saktha na ab apne aapko sambal na chahiye beta
Kriya:but uncle mein akele ho gayi ab
Mr.mehta:kon kaha beta aap akele ho apke dad aur arjun nahi tho kya hum aapke saath hai beta aur tho aur
pata hai a dono tho aapke liye itna sab kuch kiya ki aapki future ki koi tension nahi hai beta a lo beta a papers
aapke dad ne tumhare naam par canada mein ek ghar aur a kuch paise karliya beta aur mein ek aur baath kehna
chahti hu beta wo ki jo kuch bhi aapke buissness band ho chka hai beta aapki dad ki jana ke baad aur jo kuch
bhi karja tha wo sab kuch clear hogayi hai beta
Kriya:thanks uncle mein bhi yaha nahi rehna chahti hu mein cana chali jaungi aap mere liye tickets book kar dijiye
aur mein wahi settle ho jaungi uncle yaha rahengi tho sab ki yaad se mein bahar nahi apuangi
Mr.mehta:teek hai beta mein karti hu

Rey tries to find her but no one of clue will get to him about her
and the day of her daparture to canada

Kriya:aaj raat ko mera aur india ka koi sambandh nahi hai is jagah aur jagah ki jude hua log sab ko peeche chod kar
jaa rahi hu aur kabhi wapas mudke dekunga bhi nahi

she packs her lagauge and she gets womtings and slightly she fell unconsious her servent calls doctor for her
Kriya:docter kya hua mujhe
Docter:are pehle apni pati ko bulao usko batati a good news
Kriya:kya a aap kya keh rahi ho goodnews aur pati a kya hai
docter :are goodnews nahi tho aur kya ek women ke liye jab ki wo maa banne waali hai tho
Kriya:kya
Docter :ha aap maa bannewalli hu kaha hai aapka pati office pai hai kya bahut dyaan rakhna chahiye aap
abse teek hai mein chalti hu take care
Kriya:a kya hai me maa bannewaali hu a sab mere saath hi kyun mujhe tho apni life se hi nafrat hone lagi hai par
ab is life aur koi naya member jisse mein apna keh sakta hoon woo araha hai
par jo kuch bhi ho life itna sab kuch accept kiya tho a bhi accept karunga ab mere life sirf iske liye jeeyunga par
yaha nahi canada mein.

after 6 months in canada

in rishab's company
recepitionist:ho god a ladki ab tak nahi ayi hai aur upar se kuch hi der mein meeting shuru honewali hai aise hi
sar par chad liya sir ne is ladki ko

Mr.rishab:o ayi nahi abi tak
rec:nahi sir
Mr.rishab:its k aaram se ane de usse abi bhi time
rec:k sir

girl:oh god itni late ho gayi mein pata nahi aaj kis cheez ki meeting hai itni subah subah
thanks god pahuch gayi ab conference hall jana padega.

she starts climbs the steps and this caught by mr rishab
Mr.rishab:are halat dekhi tumne apni aapka aur steps se arahi ho ha kriya apni aapki nahi tho kamse
kam apni babies ke baarein me soch lo.
yes she is kriya in canada
Kriya:sorry sir wo mein late hogi na isliye
Mr.rishab:late hogayi tho kya pehle apna health aur uski baad sab kuch samaj gayi ho tum
Kriya:yes sir as you say
Mr.rishab:chalo ab meeting ke liye
Kriya:sir par achanak a meeting
Mr.rishab:ha achanak rakna pada kyun a sab meeting mein kudh hi pata chalega chalo ab
Kriya:ok sir
in meeting hall
Mr.rishab:so guys abi tak is company ke jo kuch bhi aap sab log ne mehnat kiya hai issi tarah aap sab logon
ko issi company mein ek alag naam aur alag logon ke liye kaam karna padega
all shocked with this words of rishab
Mr.r:yes guys aap sab log bilkul correct suna hai is country ki na hokar bhi is country mein ek company kol kar
usse itni badaya meine akeli nahi hu par tum sab logon ki saath se hi a sab hua a par ab mujhe in sab se rest chahiye
mein apni baaki life koindia mein gujarna chathi hu isliye meine a company ko rs company ko bejh diye jo mere freind ki company
hai meine aap sab logon ki files un company ki under kardiya aap sab logon ko kuch bhi kam nahi hogi mere na rehte hua bagir
kriya tum abhi tak yaha temporary huna you have your choice meine is contract ko extend nahi kar rahi hu kyunki
tum tho kuch mehne baad company nahi apaungi na so you understand
Kriya:yes sir par mein apni contract katam hone tak mein apna best dungi sir
Mr.rishab:dena padega tabi tum apni new company ko start karne ke liye kabil hogi beta
Kriya:mein aapko miss karunga sir
Mr.rishab:dont worry kriya jabbi tumhe mera jarurat hogi tab mein tumhare samne hongi and guys this tum
sab log ko muj jaise old boss ko jelna nahi padega tum sab log ko ek young dynamic boss ko milogi
guys wo kal hi ajayegi india se so be perfect with all your files aur kriya tu specially uski personal assistant
hai mere baad so just all shedules mein bhi kal aunga aur sab ko uski introduce karungi
Kriya:yes sir mein sab dyaan se shedule karungi dont worry sir
Mr.Rishab:ok guys the meeting is closed now

in flight

kal se ek nayi jindagi canada mein settle hone jaarahi hu aur kuch hi der mein canada mein rahungi mein

and that person closes his eyes to remember all the things happened in his past his Flashback
kitna doonda tumhe maine par kahi nahi mila tumne mujhe pichle 7 mehenion se par tum abi tak mujhe mila hi nahi
mere halath dek kar dad mujhe yaha humara naye buissness ko sambalne ke liye bejha taaki mein apni past ko bulapaunga
sharon aur swayam ki maariage mein bhi mein kush nahi tha jiski ek hone ke liye mein aur tu itna intezar kiya akir us raath ko
apni aap ko sambal liya hota tho aaj is din dekna padta nahi canada tho jaraha hu par mann abi abhi tumhare saath hi hai

flight lands on canada

and next day in rishab company
Mr.rishab:so all set go guys sab ready hai apni naye boss ki welcome aur poorane boss ki sendoff karne ke liye
guys dont be like sad am just joking acha teek hai kriya kaha hai
Rec:aaj bhi late sir wo
Mr.rishab:nahi nahi wo ajayegi i known
person:am here uncle
and mr.rishab looks at the person who is at his back
Mr.rishab:hey reyansh common my boy come to your new office its all set for you
rey:thanks uncle nice office kafi bahut achi interior designing hai aur aapki taste bhi
Mr.rishab:no beta a mera nahi mera assist ka taste hai jo aaj se tumhara assist karegi
Rey:oh like that then where is your assist uncle oops sorry my assist
Mr.rishab:she is on the way rey
Rey:on the way matlab abi tak aye nahi thats not fair 9 bajj raha hai aaj bhi punctuality nahi hai jab uske liye ek naya boss aya tho
from back of rey
Kriya:am always punctual sir am on time just check your watch sir its 9

and he looks back with this familier voice and gets shock by seeing kriya in that position

Rey(shock mode):gosh a kriya hai aur wo pregnent how come this god am so lucky to have her back
canada akar mein itna acha kaam kiya hai

firstly kriya also shocks by seeing him in front of her who she doesnt want to see again in her life

Mr.rishab:kriya tum agayi ho chalo rey isse milo a hey kriya aur kriya a tumhara naya boss rey hai

they both rooted there itself for sometime and came out by mr.rishab
Mr.rishab:ok guys mein jaraha hu saari formalities complete ho chuki hai and kriya tum todi der ke liye bahar jau beta
mein reyansh se kuch personally baath karna chahta hu
Kriya:ye ye yes sirrr
and she went out
Mr.rishab:beta mein khaas kar kriya ke baarein mein kehne ke liye rukha hu o kya hai na vo akeli hai canada mein
aur tho aur pregnent hai so aur humari company se uska job contract hai so iski mutabit wo aur 6 mehnein rehne waali
hai par wo pregnent hai aur 3 mehne me uska delivery hojangi pata nahi wo kab tak yaha reh paugi ya nahi so tab tak uska
late na jana padta hai tum adjust karna padta hai contract ki mutabit so tum samajh rahi hona.
Rey:yes uncle i got it
Mr.rishab:ok beta all the best mein aaj raath hi india jaa raha hu so tumhe saari info kriya se hi milegi company ke baarein me
Rey:ok uncle
and mr.rishab goes out
Rey(confused mind):kriya akeli canada mein wo bhi pregnant isne mujhe kuch bhi nahi bataya aur arjun aur uski family hai kaha

outside the cabin
Mr.rishab:ok kriya ab mein jaaraha hu you go meet your new boss
Kriya:yes sir bye sir i will miss you
Mr.rishab:mee too beta take care
she knocks the cabin door rey is in his confused mind doesnt notice and hears the knock and she again knocks the door
and this time came to his senses and quickly comes to the door and opens door give her space to let her inside
and quickly closes and locks the door to talk to her
Rey:kriya a sab kya hai tum yaha hu aur mein tum waha india mein doondha aur tum pregnent mujhe a baath bhi chupayi tumne
itni badi baath chupayi humari zindagii sabsi bada baath aur iss halath mein tumhe kaam karne ki kaya jaroorath thi kriya arjun aur
tumhari family hai kaha kriya .
she listens to his all words
Kriya:welcome to your new company sir and this is your shedule file agar ismein koi changes chahiye to mujhe bata dijiye mein kar leti hu
agar a shedule hi acha nahi lagi tho dustbin mein phek dijiye.
Rey:kriya jo mein puch raha tha uska jawab do a sab nahi
Kriya:sir a office hai so mein in sab mein pad kar aap apna time waste math kijiye
Rey:kriya just shut up batao kya hua is 7 mehene mein jo tum yaha canada mein agayi ho aur mujhe itni badi baath nahi bataya tumne
ki tum maa bannewaali hu ha
Kriya:Mr.reyansh ismein badi baath kay hai aap itna react kyu karr rahi ho infact mere zindagi mein dakal kyu derahi ho ha a sab aapkeliye
acha nahi hoga reyansh aur mein maa bannewaali hu a baath aapko kyun batana hai kon hu aap.mere babies se koi rishta nahi hai apka please
a sab phaltu baate chodiye aur apne kaam pe dyaan dijiye apke liye aur is compeny ke achayi ke liye keh rahi hu mein
Rey:kriya stop it koun hu mein koun hu tumhare saath mera bhi ek relation hey is bache par tum chaho ya na chaho
aur tumhara family kaisi family hai tumhe is taraf chod diya kamse kam is halat mein wo tumhe tumhara saath dena chahiye but
by hearing nonsense about her family she got angry and she given a tight slap on his cheek
Kriya:dont dare to say anything about my family reyansh kya jante ho tum mere family ke baarein me ha akir wo is duniya mein hai hi nahin tho
wo kaise mujhe chod sakti hai is halath mein ha
Rey:kriya kya keh rahi ho tum is duniya mein nahi hai matlab
Kriya:mere dad aur arjun mere mumma ke paas chale gaye hai 7 mehne pehle aur uski kareeb ek mehen epehle jab mein canada ane waali thi thab
mujhe pata chala ki mein pregnent hu tabhi mein decide kiya ki mein apne bacho ke liye jine kha
Rey:kriya am really sorry tumhe akeli is halat mein dekhar mujhe gussa agaya so mein sach bol raha hu kriya us din jo bhi hua uske liye mein tumse
Kriya:agar aapka sab questions poochna hogaya tho hum kaam shuru kare reyansh
Rey:but kriya mein
Kriya:please reyansh not again mujhe bahut kaam hai
he known very well that she doesnt listens to him and he decides to be calm and make her cool
Rey:ok kriya aaj ke liye mein bas company ko dekna chahta hu so mein koi files nahi dekunga saari shedules kal ke liye fix karlo
Kriya:ok
Rey:kaha ja rahi ho mera kehna abhi tak katam nahi hui hai mein company ko dekhne ke baad bahar jana chahta hu par mujhe yaha
kuch bhi nahi pata hai tho as you are my assist so you have to come with me
she dont want mess with him so she agrees with his words
and goes from there after that they came outside to go out but in middle she gets a call
Kriya:hello
rec:mam are you mrs.singaniya
Kriya gots panick ny hearing this in front of rey on mobile
Kriya:ya am
rec:mam here is an appointment for your regular checkup by indian docter mrs sharma so you should be on time for checkup which is fixed
at 4 'oclock in evening
Kriya:sure i will be on time for checkup thank you for reminding me
rec:its my pleasure mam
and she cuts the call and turns to rey
Rey:kaisi checkup is all everything alright kriya
Kriya:please reyansh mere baarein mein sochna band kijiye aur apne baarein me soch lijiye
ha and mein 3 baje tak hi apke saath reh paunga uske baad mujhe kaam hai i hope mr.rishab ne apko sab kuch samjaya hoga right
Rey:ha ab tum samajna hi baaki hai
Kriya:what
Rey:kuch nahi chalo chalte hai koi mall mein mujhe kuch shopping karni hai
Kriya:ok
they went to mall
Rey:chalo upar chalte hai
Kriya:nahi mein yahi teek hu aap jakar apna shopping karke niche ayiye
Rey:kriya are you alright
Kriya:ha mujhe kya hua
Rey:nahi agar tum upar nahi asakti ho tho chalo kisi aur time chalte hai
she too agrees within a second because she is getting tired so she cant walk
Kriya:ok chaliye aap mein koi cab se chali jaati hu apne ghar so aap car mein apne ghar ya office kahi bhi aap jana chahti ho waha jayiye
Rey:not again kriya mein tumhe apna ghar drop karke hotel chali jaungi
Kriya:nahi
Rey:kyu nahi kriya
Kriya:mujhe aur kuch kaam hai is liye aap nahi aapke saath nahi jaunga mein ghar aap jayiye please
Rey:tum jaha jana chahti hona waha mein tumhe drop karunga chalo ab jid band karo its getting late for you
she dont want to mess with him so she just went to the car
Kriya:driver go to central city hospital
Driver :ok mam
Rey(mind):kriya hospital jana chahti hai aur mein isko bahr lekar gaya aur takleef diya gosh
while going in car kriya checks her reports and all in middle some scanning reports fell down from the seat she is going take that
reports but rey stops her in middle and took those reports while giving her he sees the scaning and tears forms in his eyes
Rey:kriya twins hai kya
by seeing his teary face she too melts but again came back to her senses
Kriya:reyansh its none of your business dont get into it
but he ignores her words and puts his hands on her stomach and feels the affection for his not their babies
by his touch she feels soothing and kepts her hand on his hand and they looked into each others eyes their eyelock has broken
by driver
Driver:mam here you go to central city hospital
and by hearing driver words kriya quickly pushes his hands from her stomach and got out and hurriely she went to hospital without reports
rey:are yaar har kaam adhura karti hai a ladki chalo ab is bahane mein tho mein iske paas hospital mein ja sakti hoon na
and here she waits for her turn to come and she got a call from docter
nurse :mrs.singaniya come in the docter is waiting for you
here rey listens her reffering as mrs.singaniya and gets happy for that and kriya went in to the cabin
Docter:so kaisi ho mrs.singaiya
Kriya:jee mein teekh hu docter
rey slightly opens the door to enter and give reports to her but he is rooted there itself by listening the docters words
docter:teekh you think you are alright mrs.singaniya mein pehle bhi keh chuka hu ki tumhari delivery mein complications
hai iskeliye aap apna husband ko jald se jald apne paas bhulane ke liye kaha tha aur aapki delivery mein uska hona kitna
jaroorat bhi hai mein a bi explain kiya tha na aapko apki jaan ki katra hai aur aap apne baarein mein nahi soch raha hu
Kriya:docter mein a baath pehle hi keh chuka hu ki a possible nahi hoga
koi bhi complicatins ho mein usse face karne ke liye ready hu docter
Rey:iski jaroorat nahi hai docter koi complications nahi hogi ab iski delivery mein
Kriya:reyansh aap yaha kya kar rahi hai
Rey:pakdo isse a tumhare reports hai so kahiye docter kya complication hai meri wife ki delivery mein
docter:so you are mr singaniya
rey:yes am mr singaniya husband of kriya
docter :dekiye mr.singaniya aapki wife ki delivery normal nahi ho sakthi aur agar hogi bhi tho us waqt aapki blood chahiye dna samples ke liye
aapki wife aur aapki donon bachon ki survive ke liye .(i got known this by someone so used this problem for kriya delivery).
Rey:thanks docter i will always be there for her and ha aap uska check up kijiye mein bahar rahungi
docter:not yet all apko bahar jaane ki jaroorat hi nahi aap yahi reh kar aapka bacho ko scanning mein dekh sakthi ho
Rey:thanks docter
and there she starts scanning and rey carefully watches his babies on scanning kriya without uttering a word will stares at rey
and here rey gots emotional and scanning session completes there and kriyansh got out
Kriya:kyun ayi ho aap waha kya jaroorat thi meri husband bankar ane ki aur kya jaroorat thi docter se a sab kehne ki jab hogi hi nahi uske
baarein mein
all the while he just stares at her suddenly hugs her and lies for sometime there itself kriya just rooted like statue there itself
and after sometime he pulls her back and kisses on her forehead
Rey:thanks kriya aaj life mein pehli baar mujhe apne aap par garv mehsoos hone diya tha
tumne aaj se tum akeli nahi hoo kriya mein tumhare saath hu mein kuch hone nahi dunga tumhe aur humare bachon ko
Kriya:reyansh bahut time ho chuki hai aap apne ghar jayiye yaha ki mausam ki kabhi nahi bata sakta kab acha rahegi kab bura rahegi
kal office mein milenge.
Rey:chalo mein tumhe ghar drop kar deta hu
Kriya:nahi
Rey:nahi kyun nahi tumhi tho kaha na mausam karab hogi pata nahi tho chalo mein tumhe drop kardeta hu
unwillingly she wents with him to her house
Kriya:thanks for drive
Rey:awesome
Kriya:what
Rey:are tumhare ghar
Kriya:mere dad ne gift diya tha mujhe jane se pehle
in meanwhile person:hi kriya
Kriya:hai hi jenniefer
Jenny:go inside fast the season is getting worst with thunders its not good for you
Kriya:thanks jenny for your concern bye
and rey gets in to car to go to hotel but stops in middle by kriya
Kriya:reyansh dont go its not good time mausam bahut karab hai so andar ayiye
Rey:are you sure kriya
Kriya:ha am sure ayiye
Rey:ok thanks

and they will get inside of the home
Rey:nice home kriya perfect taste hai tumhara design ki
Kriya:ha is ghar mein sirf do hi kamre hey mere hisab se dad ne specially mere saare tastes
jaankar banwaya tha is ghar ko .
Rey:teek hai mein fresh hokar aati hu tum bhi jao
and he sees one room and starts going to that room suddenly kriya stops him and says that its her room
Kriya:a mera kamra hai aap upar wali kamre mein jayiye ha waha cupboard mein arjun ki koi kapde hai use pehen lijiye
Rey:ok

next update next time and no precaps this time also just please ignore typo errors and give your valuable comments
and next update depends on the comments
good night all of you
Edited by CHOCOLATEKRIYA - 12 years ago
Deetha. thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago
#16
awesome ...next part jaldi dena
preeti_kreya thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 12 years ago
#17
Its amazing update.. Emotional, beautiful and fantastic update..!! Loved it ! Update soon egarly waiting for next part !!
rubykriyansh thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 12 years ago
#18
Awsome update ..!
Loved it ..!
Aww kriya is pregnant ..!
Dat also twins !
I loved d idea ..!
Hopefully dey wil become kriyansh soon ..!
Thanx 4 d amazing update ..!
Thans 4 d pm .!
shalini_arsha thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 12 years ago
#19
its awssuummm...

abt complication u explained vry well...

kr r soo cuteee...

update nxt part soon...

thanx 4 pm
Madhu_ArSha thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#20
Part 1. Superb superb and superb. . . . . I jst lovd it to the core. . . . . . . . . Kriya trying to tell the truth to rey, bt,rey,urgghh he is jst a big jerk. . . . . . Last part *ahhmm ahmmm* was js tooo hawttt. . . . . .
Edited by Madhukumari - 12 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".