Do Deewane-part 9
recap:aamna and rajeev share some sweet moments in the car and then in the resteraunt.Aamna and rajeev realise they have a lot in common.She then asks him whether he ever loved someone......
Rajeev:Nahin aamna..... maine kissi se pyar nahin kiya....lekin haan meri zindagi mein koi thi zaroor aur mujhe lagta tha ke mein usse pyar karta hoon lekin ab ehsaas ho raha hai ke woh pyar nahin tha......agar woh pyar hota tho aaj bhi woh mere saath hoti, lekin nahin, aaj mere saath woh nahin hain.....aur mujhe ab ehsas hogaya hai ke woh sirf aik infatuation tha. mein usse apne college ke dinon mein milla tha... aur mujhe usse pyar hogaya tha, tab mein 20 saal ka tha, yeh 8 saal pehle ki baat hai...lekin woh mujhe kuch mahinon ke baad chor ke challi gayi aur phir uske jaane ke baad mein toot sa gaya,mujhe samajh nahin aaraha tha mein kya karun, mein wahan se bhaagna chahta tha, kahin door jaana chahta tha un sab yaadon se, uss insaan se.... maine tab aik sapna dekha tha, mein acotr banna chahtha hai, lekin papa mere khilaaf thay, woh chahte thay ke mein unki tarah army join karun, lkein mein nahin join karna chahta tha..... mere saare duk aik saath aaye.....aur maine ghar chor diya, aur yahan aagaya...yeh 8 saal pehle ki baat hai...........aamna mein tho jeena hi bhool gaya tha, 8 saal akele guzaaray hain maine, aur uske baad jab mera actor banne ka khwaab fnally poora hogaya, mujh mein itna attitude aagaya ke shayad mein kissi se baat bhi karna pasand nahin karta tha.......lekin aamna, mujhe ab ehsaas hua hai ke mein galat tha, mein tumhe thanx kehna chahta hoon,meri duniya mein phir se khushian laane ke liye.Jab se humari dosti hi hai meri duniya hi badal gayi
Rajeev was very emotional an he looked up at aamna who was in tears.
Rajeev:Aamna....kya hua tumhe tum ro kyun rahi ho.
Aamna:Rajeev, im really sorry, maine tumhe kitna galath samjha tha, tum tho bohat achay ho.Tumne apni zindagi mein bohat kuch khoya hai, lekin mein ab apni taraf se poori koshish karungi ke mein dosti ka farz nibha sakun aur poori koshish karun ke tum humesha khush raho......aur mujhe yakeen hai ke tumhari zindagi mein........koi aisi aayegi, jo tumse bohat pyar karegi.....kyunki tum ho itnay achay
Rajeev goes upto aamna,and bends down on his knees next to her and raises his hand, aamna was a little nervous and surprised.He wipes her tears with his hand
Rajeev:Aamna aaj ke baad koi nahin roye ga, na tum aur na mein, kyunki ab hum dost hain, aur waise bhi mein apni dost ko rothay huay nahin dekh sakta.
They both smile, and aamna gets up and says.
Aamna:Rajeev, can i have a hug
he smiles, and they both hug each other, aamna and rajeev were immersed in each other, pata nahin woh kaisa ehsaas tha, yeh pehli baar tha jab woh dono gallay millay binna kissi naraazgi ke. aamna was relaxed in rajeev's arms and felt secure,she never felt so secure in her entire life and rajeev ke liye woh aik kamzor pal tha, aur aamna us waqt mein uski thaakath bangayi thi, rajeev ko aise lag raha tha ke usse duniya ki har khushi milgayi. Both were completely lost in each other.All of a sudden they heard clapping!!!!! they let go of each other and looked around to see every face looking at them. They were both really embarassed, Rajeev went and sat back down.
Rajeev ducked under the table and picked up a packet of the floor and a bouquest of flowers which were under the table. He looked at them and smiled.
Rajeev: (passing the packet and flowers 2 aamna) aamna....yeh tumhare liye aik choti si gift, mein tumhari birthday pe nahin aaya, uske liye mein bohat sharminda hoon lekinhaan tumhare liye aik gift zaroor laaya hoon
Aamna: awww rajeev that is soooo sweet of you.... lekin seriously iski kya zaroorat thi.
Rajeev:zarrorat thi aamna, aakhir dosti ki hai tho nibhana hi parega. acha chor, mera gift tho kholo!!!
Aamna:haan kholti hoon.
Aamna opens the packet and sees a beautiful black suit with lovely silver embroidery and silver tassles coming of the aamna. Aamna was surprised, and had a really big smile on her face.
Aamna: wowwwww rajeev its beautiful!!!! seriously, mujhe nahin pata tha ke tumhari choice itni achi hai.
Rajeev:woh darsall black mera favourite colour hai aur aamna..... jaanthi ho....black....tumpe bohat......acha lagta hai.
Aamna was shocked, she couldn't stop blushing and she went all red,rajeev noticed that she was blushing, and just smiled and looked down.Then aamna said
Aamna: thanks rajeev.
They talked a lot about there likes and dislikes, both were smiling and looking really happy, both were talking and laughing, every eye that caught them, wud just smile and say god bless them.After a while Aamna and Rajeev left the resteraunt, after rajeev had paid the bill. Before they left went the waiter came upto them and said do come again and both blushed.
Aamna and Rajeev were walking towards the car,and both were talking, ke achanak, Aamna ka paon aik stone par pargaya aur murr gaya
Aamna:(screamed)ouch!!!!!!!!!!
She lost her balance and was about to fall when Rajeev quickly held her hand and took her in his arms and grabbed her really tightly.
Rajeev:(worried) Aamna!!!!! tum theek tho ho
She just looked at him, even rajeev couldn't take his eyes of her, aamna was still in his arms. Dono aik doosre ki aankhon mein kho gaye thay,
Background song:
jism to sirf ek bahanaa hain
ruh tak saath sath jaana hain
haath jabse hain hain tera haath mein
phir haath mein zamanaa hain
Lo shuru ab chahaton ka silsila ho raha hai,
mit rahi hain doorian aur faasla kho raha hai,
ho rahi hai baat kuch aisi jismein,
ho rahi hai baat kuch aisi jismein,
shabd ghum hai, harf matlab, chupke se kho raha hai
dil yeh chaahe tutkar chaahoon tumhe
dedo ijaazat tutne ki tum hamein
chunke rakh lo chaahaton ke yeh lamhen,
chunke rakh lo chaahaton ke yeh lamhen
yun sambhalkar thamlo lo pal dekho woh kho raha hai
Lo shuru ab chahaton ka silsila ho raha hai,
mit rahi hain doorian aur faasla kho raha hai,
ho rahi hai baat kuch aisi jismein,
ho rahi hai baat kuch aisi jismein,
shabd ghum hai, harf matlab, chupke se kho raha hai
Both came out of there imaginations, aamna looked and saw that rajeev was holding on to her. Rajeev also noticed that aamna was in his arms and so he slowly held her up, still holding her hand to support her.
Rajeev:(still looking worrid)Aamna.....tum theek tho ho na....kya hua
Aamna: haan ab theek hoon, woh achank se paon murr gaya
Aamna was still looking into Rajeev's eyes, usne rajeev ki aankhon mein apne liye aik ehsaas dekha, parwa dekhi.Rajeev aamna ka aaina bangaya tha, takleef aamna ko ho rahi thi lekin dard rajeev ke chehray pe, suki aankhon mein nazar aaraha tha.
Rajeev:acha chalo....chalte hain, tum chal sakko gi
Aamna: ermmm...haan mein chal lungi gaari tho yahin kharri hai
Rajeev: haan ok..
Aamna takes a step forward and agen is about to fall, aur achanak rajeev holds her hand.
Rajeev:hmmmm maine kaha tha na, chalo, mera sahara leke chal sakti ho na
Aamna: (smiling) thanx rajeev.
He helps her to the car and helps her sit inside, he shuts the door and smiles. He waits outside for a moment and then went and sat bak in the car and then drove off...................
Hey guys i hope u liked this part, as usual will be waiting 4 ure lovely comments, this part is especially dedicated to surya sis, as it was her birthday on the 19th, so here is my gift for u sis!!!!!!
Edited by kashishdabest - 18 years ago
41