lamhey(sujal kashish kai)pg29 - Page 12

Created

Last reply

Replies

234

Views

33.2k

Users

37

Frequent Posters

Shruti11 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
thx a lot everyone for wishing me for my exam luv u all
Shruti11 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
well freinds i m sorry i now i m posting my story very late but i was busy with my exams and other activities i m sorry that i dont reply to u all individually for making u all to wait so long i m posting 2 parts of my story at a time hope u will like it and next part coming in few mins
Shruti11 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
LAMHEY
********************************************************
********************************************************
recap-hmmm yaad aaya sujal kashish got the contract some light moment of sujal with his father sujal and kashish first talk
********************************************************
now:-

subah ke 8:30 baj rahey thai sujal kashish ki meeting start honey main half an hours thai par kashish abhi se garewals industry aa chuki thi aur meeting shuru honey ka wait kar rahi thi

woh nahi chahti thi ki woh pheley hi din late ho jaye aur woh khuch nervous bhi thi isliye woh meeting main bahut jaldi aa gayi

woh bahut nervous thi aur tabsey file read kar thi ussey daar tha ki pata nahi sujal garewal kaisey aadmi ho

ussey to ab bhi vishwaas nahi tha ki 2 din beet gaye hai ussey sujal se baat kiye huey aur in 2 dino main sirf ussney usseney saara project study kiya tha

uskey saarey frnds usko WORKHOLIC kahe rahey thai par she dont care ussey is samay sirf is project par concentrate karna tha

woh kafi tense thi ki pata nahi kya hoga

aur woh bas continous project file read kar rahi thi

aayi dekhtey sujal kaha hai

well hum ek glass door dekhtey hai chaley ussey open kartey hai hmm ek room hai grey colour ke combinaion main hai

oppsss lagta hai hum log kisi ke office main aa gaye hai hmmmm ab aa gaye hai to jara dekh ley kiska hai yeah room

well yeah room kafi acchey se decorate tha

wahi a nice rich black leather chair was there jis par koi betha hua tha aur laptop par work kar raha tha

par saath sath main woh time bhi dekh raha tha wrist watch main

ussey yaad aata hai ki woh office as usual jaldi aa gaya tha ussey to office jaldi aaney ki to aadat thi aur sab jantey bhi thai ki woh kitna barda workholic hai

par aaj jab woh office aaya to usko uskey manager ne batya ki miss sinaha yaha already aa chuki hai

he was shocked kyunki meeting start honey main ab bhi bahut time tha par woh time se pheley kashish se mila nahi chahta tha isliye ussney manager ko bola ki unko boardroom main wait karney ko kaho

but sujal bas yeah hi soch raha tha ki aakhir miss sinaha itni jaldi yaha kaisey

woh apni watch dekhta hai abhi bhi 15 min thai meeting start honey main tha aur woh jaldi nahi jana chahta tha par woh kafi curious bhi tha ki miss sinaha yaha itni jaldi kya kar rahi hai

sujal phir se watch dekhta hai abhi bhi 10 min baki thai meeting start honey main he leaned back in his chair and switched on his fav music

woh time se pheley nahi jana chahta tha kashish se milney

and woh song suneey lagta hai song

song in background:

khuch tum socho
khuch hum sochey
phir khushi ka mausam aaye

khuch tum socho
khuch hum sochey
phir khushi ka mausam aaye

tanha tanha kaun jiya hai
rehke tanha dil ghabraye.
aajao milke rishta ye jode
shart badalde rasmo ko tode
isse pehle ki ye duniya hume aazmaye.

khuch tum socho
khuch hum sochey
phir khushi ka mausam aaye

aayi hai khushiyo ka
pegam lekekar bharaye
yeah pal hai aapna
is pal main aayo
takdeer apni sudharey

khali khali is jeevan main
pyaar bharley
hum tum dono
dewaney jo kartey aksar
woh hi karley hum tum dono

in faslo ko
aayo mita de
ekdusrey main khud ko
chupa ley
isse pehle ki ye duniya hume aazmaye

khuch tum socho
khuch hum sochey
phir khushi ka mausam aaye

duniya ki rasmo ko chahat main
shamil na karna
manzil hum apni
pa kar rahegey
haan tum kisi se na darna

pagal rasmey pagal duniya
aur thorey hum tum pagal
kismat main ho
na janey kya
sochtey hai bas yeah har pal

arman hai jiska
sapna woh bunley
tum hum ko chun lo
hum tum ko chun ley
isse pehle ki ye duniya hume aazmaye

khuch tum socho
khuch hum sochey
phir khushi ka mausam aaye

tanha tanha kaun jiya hai
rehke tanha dil ghabraye.
aajao milke rishta ye jode
shart badalde rasmo ko tode
isse pehle ki ye duniya hume aazmaye.

woh phir se watch dekhta hai abhi bhi 4 min hotey hai meeting start honey main

but now he cant wait anymore so he leave for meeting

in board room:-

kashish abhi bhi bethi hui thi aur file pard rahi thi when she heard someone footstep woh watch dekhti hai exact 9 clock aur phir woh khari hoti Mr garewal se milney ke liye and when she turn she was shocked to see Mr garewal because usney socha tha ki Mr sujal garewal 1 bahut aged businessman hogey

but she was shocked to see a person standing in a designer versace black colour suit with geled hair and rolex watch usskey face se dekhkar hi kashish ko laga ki sujal ko bahut attitude prob hai

but kashish sujal ki personality se bahut impressed hui itni kam age par itney succesful business manage karna upper se sujal ko dekhkar ussey laga ki he is also a fashionable person uski personality ussey sab se alag lagi aisi personality jo usney aaj tak nahi dekhi ho

kashish sujal ko dekh rahi thi when sujal say

sujal-miss sinaha if u dont mind can we start this meeting

kashish feel embaressed and woh apni nazrey neechey kar leti hai

kashish-ya sure

sujal-waisey i never thought ki aap time ki punctual hogi but today i feel ki main shyad aap ko judge karney main galat tha aap khuch jada hi punctual hai time se pheley hi aap aa jati hai

kashish ussey dekhti hai

sujal-but i think it is total waste of time aap yaha jaldi aayi par aapney yaha jaldi aa kar apna time hi waste kiya aap chahti to woh time kahi aur utlize kar sakti thi

kashish was getting angry after listing sujal

kashish-Mr garewal and i think aap bahut pheley se jantey thai ki main yaha hoon phir bhi aapney meeting pheley start nahi ki and neways it is my time and i m the only one to decide ki mainey apna time utlize kiya hai yah waste

woh sujal ko bahut gussey se dekh rahi thi

sujal-well miss sinaha business main jo matter karta hai woh hota hai time we cant waste a single second on others hum khuch bhi achieve nahi kar saktey agar hum time ki importance nahi pata ho yeah jo lamhey hai yeah sirf humey har cheez achieve karney ke liye miley hai in lamho ka to kam hi hota hai agay nikal jana

kashish-i dont agree with u at all Mr garewal i wish ki kabhi aapki zindagi main bhi koi time aisa aaye jab aap wish karey ki zindagi ka har lamhey aapkey liye ruk jaye i m so happy ki humari thinking and pasand ek jaisi bilkul nahi hai neways i think we should better discuss this project jo hum dono ke liye imp hai

sujal khuch khena chah raha hota hai par he stop and they both start discussing the project

at the end both sujal and kashish r impressed by each other business knowledge but they dont want to show each orher that they r impressed

sujal-well miss sinaha i must say u have read this project very carefully u have consider all the minute details of the project thats good i never expect ki aap itna seriously is project ko study karogi i hope aap itni seriousness agay bhi dekhayegi

kashish ko gussa aa raha tha sujal ke aisey attitude par

kashish-ya i will try to make this project a big hit and by the way i think aapney mery baarey main pheley se apni opinion bani hui hai but let me assure u main waisi nahi hui jaisa aapney socha hai

and woh sujal ko gussey se dekhti hai

kashish-and i think ab mujhey chalna chahiye warna aapka time wast hoga good day Mr garewal

sujal-ya miss sinaha i think we should better get back to our work if we want to make this project a hit so see u tomorrow

he say this very calmly

and woh sujal ko dekhti hai and sujal stood when she did and escort her to the door of board room

in sujal cabin:-

sujal laptop par work kar raha tha when he let his mind wander back to that moment during the day when for the first time his eyes met with with kashish it remained

clearly in his mind because he thought ki miss sinaha nervous hogi

but when he turn to greet him sujal found that she is shocked for unkown reason then he feel that she is observing him

and woh bhi kashish ko observe karta hai

she was the most beautiful person he ever meet usney light grey colour ki short knees skirt pheni thi with a light grey court with a high heels usney diamond earings pheni hui thi and usney pony bani thi woh ek cute business women lag rahi thi

sujal was really impressed by her personality

but woh ussey yeah show nahi karna chahta tha so isliye he asked her to start the meeting

but unki fight ho gayi related to time matter and she say that she is happy that unki pasand and thinking 1 jaisi nahi hai

he want to ask how could she say that confidentely but he thought it is much better if he drop his idea to ask question

and during discussing the project he realized that kashish ko project ke baarey main saari knowledge hai he was impressed because ussney nahi socha tha ki miss sinaha project ki har detail ko itna study kareygi

and then sujal kashish ka gusaa yaad karta hai and uskey chehrey par smile aa jati hai and he realized that she look too cute chahey woh hi naraz hi kyun na ho

and he realized ki kashish jaisi personailty se woh pheli baar mila because she has guts to disagree with him warna jada tar log ussey hamesha agree kartey hai aur usko kashish ki yeah cheez pasand aayi kyunki woh ussey sabsey juda lagi

and he smile and get back to his work

song in background:-

i just wanna tell u
i just wanna tell u
u got to know
u got to know
tujhsa na koi

i just wanna tell u
i just wanna tell u
u got to know
u got to know
tujhsa na koi

chehrey haseen dekhey kai
par tery samney
woh khuch bhi nahi
teri ada sabse juda
meetha nasha hai
teekhi nazro main teri
tujsa na koi jaana
tujsa nahi

i just wanna tell u
tujhsa na koi

tujsa na koi jaana
tujsa nahi

i just wanna tell u
tujhsa na koi

darkhan main to
saaso main to
khawabo kayalo main
irado main to
mujhko yakeen
to hai wahi
jo is jahan main
bas mery liye bani

tujsa na koi jana
tujsa nahi
i just wanna tell u
tujsa na koi

tujsa na koi jana
tujsa nahi
i just wanna tell u
tujsa na koi

narazrey hatey na
ek pal bhi katney na
pyaas yeah mitey na
kyunki tujsa na koi

narazrey hatey na
ek pal bhi katney na
pyaas yeah mitey na
pyaas yeah mitey na
kyunki tujsa na koi

chehrey haseen dekhey kai
par tery samney
woh khuch bhi nahi
teri ada sabse juda
meetha nasha hai
teekhi nazro main teri
tujsa na koi jaana
tujsa nahi

i just wanna tell u
tujsa na koi

tujsa na koi jana
tujsa nahi
i just wanna tell u
tujsa na koi

tujsa na koi jana
tujsa nahi
i just wanna tell u
tujsa na koi

tujsa na koi jana
tujsa nahi
i just wanna tell u
tujsa na koi

narazrey hatey na
pyaas yeah mitey na
ek pal bhi katney na
kyunki tujsa na koi

tujsa na koi jana
tujsa nahi
i just wanna tell u
tujsa na koi

narazrey hatey na
pyaas yeah mitey na
ek pal bhi katney na
kyunki tujsa na koi

kashish office:-

kashish bahut gussey main thi and woh khud se baat kar rahi thi

kashish-kya samajhta hai kudko itna attitude my god iski family and frnds isko kaisey jheltey hogey

and woh room main idhar se udhar ghoom rahi thi

aur kripa jo waha couch par bethi thi ussey raha nahi jata

kripa-kashish ab bologi bhi ki baat kya hai kaisi rahi tumahri meeting tumahra new busines partner kaisey hai ??????????

kashish usko dekhti hai phir ja kar ussey kass bethi hai

kashish-tumehe pata hai kripa tum sahi thi Mr garewal bahut young and handsome banda hai

kripa-really waho main sahi thi par tum kyun itna gussa ho kyun Mr garewal pasand nahi aayey

kripa wink and she try to tease kashish

kashish-koi lardki pagal hi hogi jo unko pasand kareygi my god usko kitna barda attitude prob hai pata nahi khud ko kya samjhta hai he is Mr attitude

and woh kripa ko sari baatey bataney lagti hai

kripa-hmmm yaar kashish tumney to mera dil tord diya jab tumney batya ki woh young handsome bada hai dil main 1 hope hui par ab sab saari hope tooth gayi mera dil tord diya behrami se tumney

and kashish usko dekhti hai and kripa start laughing

kripa-arey yaar mazaak kar rahi thi main aacha suno main sandy ke yaha party par ja rahi hoon raat main chalogi saath main

kashish-no yaar bahut kaam hai aaj party nahi

kripa-oh god kashish u r turning into a workholic pls yaar khud ke liye bhi time nikala jata hai chalo na we will have fun

kashish-nahi kripa u go and enjoy mujhey bahut kam hain tum janti ho i want ki humahra yeah project big hit sabit ho and upper se i dont want ki woh Mr attitude mairey work main se koi kami nikaley u go main next time chalungi

kripa-sure

kashish-haan baba 100% sure

kripa-ok par work finish kar key jaldi ghar chali jana and no extra work

kashish-yes boss ab jao tumehe ready honey main bhi bahut time lagey chalo bye mujhey kaam karney do

kripa-u dekh lungi tumko main

kashish-dekh lena magar baad main ab final bye

kripa-bye

well raat ke 11 ho rahey thai kashish abhi bhi office main thi woh at last apna laptop shutdown karti hai and time dekhti hai

kashish-ohhhh god kitna late ho gaya hai

and woh watchman ko office lock karney ko kheti hai and woh car drive karkey nikal jati hai

aaye dekhey sujal kya kar rahey hai

well we see ki sujal bhi office main

sujal office:-

sujal khuch files check kar raha tha ki uska cell ring karney lagta hai

sujal cell uthta hai

sujal-hey

sujal-ya aa raha hoon na

sujal-ok baba i will be there soon

and sujal pick his cell phone car keys and coat and leave his office

sujal was driving his car when it start raining and he smile because he love rain a lot

suddenly sujal skidded his car to a halt he had just noticed a girl trying to shelter herself under a tree she was totally drenched through and was shivering with cold Sujal looked around and saw that the road was totally lonely

sujal-I cant leave her stranded here

he decided and see ki woh lardki uski car ki window par aati hai

girl-excuseme sir can u help me my car got stuck can u pls drop me to my home

sujal-ok sure

and that girl turn to lock her car door

sujal us lardki ka face nahi dekh pata hai as her face is covered with a scarf and lardki sujal ka face nahi dekh pati as kafi dark tha bhar and sujal opened the front door of his car for that girl and woh lardki aa kar car main bethi hai and sujal start driving and woh girl turn hoti hai sujal ki taraf

girl-thanku so much sir

and she stoped in mid sentence because she got a shock yeahi hal sujal ka bhi tha because samney se car light flash hoti hai and woh dono 1 dusrey ka face dekhtey hai

sujal and girl-tum

sujal-well well miss sinaha we meet again it seems that destiny is crossing our path so aap itni late night kaha se aa rahi hai ya yeah kaha jaye kaha ja rahi hai

and he smiled kashish jo aap to shock main thi ab uska gussa 7 assma main tha

kashish-mr garewal it is none ur business to ask question related to my personal life aur agar mujhey pata hota ki yeah car aapki hai to main aapsey kabhi bhi lift nahi leti pls next kisi bhi stoppage par car stop kar dijiye main cab le lunki waha se

aur woh gussey se sujal ko stare karti hai and sujal phir smile karta hai

sujal-ok i m sorry main janta hoon i have no right to ask u personal question but its too late and i think it is not safe for u to travel alone i will drop u to ur house now tell me ur house route

kashish usko house route batati hai and then dono chup ho kar beth jatey hai

kashish ab bhi naraz thi so sujal car main mood change karney ke liye cd on karta hai and uska fav song play hona start karta hai

The soft strains of the music fell in Kashish ears and she turned away from the window because uska fav music play ho raha tha

Almost subconsciously Kashish stretched out her hand to increase the volume at the same moment sujal did the same and ended up holding her hand

song in background :-

bardi nazuk hai
yeah manzil
mohbbat ka saffar hai

bardi nazuk hai
yeah manzil
mohbbat ka saffar hai

darhak ahista se eh-dil
darhak ahista se eh-dil
mohbbat ka saffar hai

bardi nazuk hai
yeah manzil
mohbbat ka saffar hai

koi sun ley na
yeah kissa bahut
darr lagta hai

koi sun ley na
yeah kissa bahut
darr lagta hai

magar darney se
kya hasil
magar darney se
kya hasil
mohbbat ka saffar hai

bardi nazuk hai
yeah manzil
mohbbat ka saffar hai

batana bhi nahi
aasa chupana bhi
khatin hai

batana bhi nahi
aasa chupana bhi
khatin hai

khuda yeah kis
kadar muskil
khuda yeah kis
kadar muskil
mohbbat ka saffar hai

bardi nazuk hai
yeah manzil
mohbbat ka saffar hai

ohhhhhhhhhhhhhhhh

ujjaley dil ke
pheley hai
chaley aao na janam
chaley aao na janam
bahut hi pyaar ke kabil
bahut hi pyaar ke kabil
mohbbat ka saffar hai

bardi nazuk hai
yeah manzil
mohbbat ka saffar hai

bardi nazuk hai
yeah manzil
mohbbat ka saffar hai

darhak ahista se eh-dil
eh-dil eh-dil eh-dil
mohbbat ka saffar hai

bardi nazuk hai
yeah manzil
mohbbat ka saffar hai


For a few seconds neither could move then she drew away her hand in embarassment

kashish-You can stop here my house has come

she spoke softly

sujal screeched the car to a halt and Kashish stepped out of the car then she turned around

kashish-mr garewal it will be nice if u come and have some coffee

sujal did not reply and continued to look at kashish

kashish- mr garewal we r now business partners and you have come to our house for the first time you have to come inside please

she pleaded gently

sujal found his resistence ebbing away from him as he looked at her innocent face and without knowing what he did he slowly nodded

sujal followed her into the house

kashish-pls sit down and make urself comfortable

and she went towards the kitchen

sujal looked around the room appreciately stylish yet very comfortable and homely just what he liked sujal walked around the room he stopped near the bookshelf and stared at the book arranged there he found most of the book of his choice he picked 1 book and open front page where it is writen that the bong belong to kashish
sinaha

and he kept that book on shelf and then turn to cd corner and he was shocked to see lot of hindi classical and gazal cd there he see a lot of Jagjit Singh cds there he was shocked because he dont know that the young girl who lived in usa also listen to such type of song he thought that kashish is a ultra modern girl but know he realized that he was wrong

then sujal walked around another corner where lord ganesha statue was kept on the floor and uskey side main main rangooli(painting made on floor) bani thi and there was hanging shades to give effect that corner look pure tradional indian corner in a mordern house

sujal-wahooo

kashish-wahoo wat wahooo

kashish asked as she entered the room carry a tray with 2 coffee mugs and handed him 1 mug

kashish has changed her clothes and now she was wearing a pink colour halter neck frock jo uskey knees tak aa rahi thi and her hair had been let loose and was falling in a disarray on her shoulders

She was looking beautiful he observed but it were her eyes which drew his attention most they had such sweetness such innocence that a man can get lost and forget everything in life

sujal realize that kashish was waiting for an answer

sujal-well i m saying wahoo because this room is too good iska interior kissey karwaya hai aapney if u dont mind pls mujhey apney interior decorator ka contact no de dijiyega as main abhi yaha aaya hoon and mujhey yaha khuch years rehna hai so it will be nice that mera house main merey taste ka interior ho

sujal kashish ko dekhta hai jo ab smile kar rahi thi

kashish-well mr garewal aapko main apney interior decorator ka no to de deti magar aaj kal yaha ka interior decorator bahut busy hai agar woh aapkey house ka interior design kareygi to aapkey saath is project par work kaun kareyga

and she start smiling

sujal-what

kashish-mr garewal is ghar ka interior mainey kiya hai so ab aap decide karlo ki mujshey interior karwana hai ya project choice is urs

and she start laughing sujal ussey disbelief se dekhta hai

kashish-kyun aapko kya lagta main yah sab nahi kar sakti

sujal-nahi aisi koi baat nahi hai bas

aur woh chup ho jata hai and start drinking his coffee

kashish-can i ask u something

and sujal usko dekhta hai and he nod

kashish-kya aap hamesha aisey chup rehtey ho ya

sujal-ya ka to pata nahi but i think aap ko baat karney ka bahut shook hai

and he smile so sweetly ki kashish smile kiye bina nahi rahey pati hai

kashish-frankly speaking i believe ki life to 1 baar hi milti hai it is so uncool that aap apni life ko stress tension and sorrows ke saath spent karo i believe life ko apney tarah se fully enjoy kar key spent karna chahiye agar aap try karo to sorrows aapko touch bhi nahi kar saktey

and woh sujal ko dekhti hai jo usko observ kar raha tha

kashish-kahi main aapko bore to nahi kar rahi

sujal- nope

kashish-ya i know main kisi ko bore nahi karti hoon u know my freinds never feel bore in my company opps phir jada bol gayi na pls when u feel ki main bahut jada bol rahi hoon to mujhey bata dijiyega warna main to bolti rehti hoon mery freinds always remind me ki main excess bol rahi hoon

kashish-aap bore to nahi ho rahey na

sujal was smiling

sujal-no miss sinaha i m enjoying myself

kashish-gr8 u know meri frnd kripa woh hamesha mujhsey kheti hai ki main excess bolti hoon u know kripa is my sweetheart she is my best frnd hum dono yaha saath rehtey hai abhi woh 1 party main gayi hui hai warna main aapko ussey milwati waisey freinds se yaad aaya see now we r business partner so it will be nice if we become freinds so that saath main work karney main easy rahey

and woh sujal ko dekhti hai and sujal without any expression ussey dekh raha tha

kashish-freinds

and she she extend her hand sujal khuch dair usko dekhta hai and then both shake hands

sujal-freinds

kashish-ok to ab hum freinds hai and frnds main khuch formaility nahi hoti hai so pls dont call me miss sinaha bahut ajeeb sound karta hai pls call me kashish

sujal-ok but aapko bhi mujhey sujal khena hoga

kashish-done

and both of them smile

sujal-waisey yeah books kaun read karta hai

kashish-well it me u know i m a complete bookholic i love reading books i always carry a book with me

and woh sujal ko dekhti hai jiski eyes shine kar rahi thi

kashish-dont tell me that u also loved reading books

sujal-well to be honest ya i loved books

kashish-hey waho aapki fav book kaun si hai

sujal-FOUNTAINHEAD

kashish spoke out in excitement

kashish-my god yeah to meri bhi fav book hai mujhey is story main HOWARD ROARK ka character bahut pasand hai u know i loved reading this book again and again

sujal smiled

sujal-waisey do u like gazals i mean mainey cd corner par Jagjit Singh ke cd dekhey

kashish-ya i loved listing jagit singh gazal waisey aapkey fav singer kaun hai

sujal-well u can say it is day of coincidence i loved jagit singh too and iska proof

aap car main dekh chuki hai

and he catches her eyes and kashish blushed

and they kept on discussing there likes and dislikes

sujal-well dont u think kashish that it looks like we have some common tastes

and kashish rembered her morning outbrust

kashish-well i m sorry for the morning outbrust but main kya karti waisey hi main itni tense thi upper se aap mujhey itna attitude dekha rahey thai so i cant control my anger o m sorry

sujal was little bit shocked because of kashish honesty and lack of artifice

sujal-then i m also sorry kashish

neways i think mujhey ab chalna chaiye it too late

kashish-ok bye and goodnight

sujal-bye

next morning :-

sunshine streamed into the room sujal opened his eyes and looked arround sitting up and pushing back his tousled hair from his forehead he thought that yesterday something special happend and all the events of the previous evening came back to

his memory kashish her house her cofee her anger there choice her talks everything

song in background:-

Mitwaaaaaaaahhh
mitwaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

love will find its ways
Janiyeeeee Heeriyeeeeeeeee

love will find its ways
Janiyeeeee Heeriyeeeeeeeee

Mere maan yeh batade tu,
Kisi aur he chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhund raha hai tu

Jo hai ankhaeee
Jo hai un sunheeeee
Woh baat kya hai baata

Mitwaaaaaaaahhh
kahe dhadkane tujhse kya
Mitwaaaaaaaahhh
Yeh khud se to na tu chupa

Mere maan yeh batade tu
Kisi aur he chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhund raha hai tu

Jo hai ankhaeee
Jo hai un sunheee
Woh baat kya hai baata

Mitwaaaaaaaahhh
kahe dhadkane tujhse kya
Mitwaaaaaaaahhh
Yeh khud se to na to chupa

love will find its ways
Janiyeeeee Heeriyeeeeeeeee

love will find its ways
Janiyeeeee Heeriyeeeeeeeee

Jeevan nagar main
nagar main nagar main
Prem nagar main
nagar main nagar main
Jeevan nagar main
Prem nagar main

Aaya nazar main
jabse koi hain
Tu sochta hain
Tu pucccchta hain
Jiski kami thi
kya woh wahi hai
Haan yeh wohi hain
haan yeh wohi hainnnnnnnnnnnnn

Tu ek pyaasa aur
yeh nadi haiin
Kahi he nahi isko
to khul ke bata yeh
Jo hai ankhaeee
Jo hai unsunheee
Who baat kya hai baata,

Mitwaaaaaaaahhh
kahe dhadkane tujhse kya
Mitwaaaaaaaahhh
Yeh khud se to na to chupa

Oooooooooohhhhhh
Teri nigaheh
Pagal he rahe
Par tu yeh soche
jayu ya na jayu.
Yeh zindagi jo

Hey na naachi to
kyun bediyoon main
main nahi pa hoon
preet ki ki dhun par
naach re pagallllll
udtha agar hai
udhne de yeh anchalll
kahe koi
apne ko aise tarasaye

Jo hai ankhaeee
Jo hai un sunheee
Who baat kya hai baata,

Mitwaaaaaaaahhh
kahe dhadkane tujhse kya
Mitwaaaaaaaahhh
Yeh khud se to na to chupa

Mere maan yeh batade tu
Kisi aur he chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhund raha hai tu

love will find its ways
Janiyeeeee Heeriyee

love will find its ways
Janiyeeeee Heeriyee

love will find its ways
Janiyeeeee Heeriyee

love will find its ways


and he smiled and then hear a knock on the door

sujal-come in

we see a man in a casual sleevless black shirt and trouser

man-hey dude wats up kaha thai kal raat tum itni late tak main tumahra party main wait kar raha tha tumney bola tha ki tum aaogey par nahi aaye

sujal-hey angad well yaar khuch kaam aa gaya tha isliye nahi aa paya

angad-liar mainey office call kiya tha tum office main nahi thai ab bataogey kaha tai be honest humey bhi pata chaley ki asa kya kam tha ki tum ko time ka pata nahi
chala

sujal-k honestly kal koi mil gaya tha ussey lift di then usi ke saath cofee pe raha tha

angad-waho sound intresting ab bolo kaun thi jisey Mr sujal garewal ne itna time de diya

sujal-kya karogey jan kar thi koi chatterbox

angad-that is so uncool yeah kya hui batya bhi to kya chatterbox

sujal-haan chatterbox bahut bolti hai ussey to door hi rehna chahiye

angad-hmmm mat batao uskey barey main hum bhi pata kar key raheygey uskey baarey main

sujal-k done ab jao ready ho jao office jana hai

angad-hmm k see u at breakfast table

sujal-k

suddenly out of nowhere images of Kashish filled his mind and he smiled broadly

sujal-kashish

he repeat that name and then gave himself a little shake and tried to clear his mind and he went to get ready for office

********************************************************

ok i want to dedicate this part to my best freind Adi adi just want to say have a gr8 life ahead this 😛 😛 😛 this part is for u and u know the reason 😆 😆 😆 have a gr8 life ahead


Edited by shruti_gauri1 - 19 years ago
Shruti11 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
wewwwwww i think i posted a long part now plssss comment
group_1223 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
awe4some part shruti....it was jus soo kewl.....ik hi part mein larayi our dosti bhi...gr8 gion...n u noe wut...i luv jagjit singh too...n my frnd goez like---my mom likes him.....lolz.....but 4 sum reazon..its really hard 2 fin all his music videoz here in vancouver....but i downbload em off the internet....well take carez...n luv ya lots.....
hope ur exams went well...so where z da treat...hun????.....n ya thx alottttttt 4 updatin....i was missin it impatiently...
Surya.Ravi thumbnail
Posted: 19 years ago
shrutu yaara the part was sooooooo damn nice... it seriously was worth the wait.. i simply & totally just loved it.... it was cool , fantastic , awesome , brilliant , excellent , actually par excellence , too good , mind blowing , mind blasting.... 👏
pehle sujal ka attitude , phir kashish ka irritation ghussa , then they both getting impressed with each other but not showing it , then sujal ka kashish ko lift dena , unke haath ka milna , phir kashish ka calling sujal for coffee , phir they becoming friend's & discussing their likes & dislikes & then by the end sujal thinking about kashish & smiling.......all were so perfect....simply wow , superb , ek dum bindaas , a real dhassu part... 👏
waise shrutu tu sujal se kehna ki uske ghar ka interior tho kashish hi karegi lekin interior desingner banke nahi balki uska pyaar banke... 😆
ab chal jaldi se continue kar..me will be waiting eagerly......... 😃
love you....... 🤗
Edited by sun_423 - 19 years ago
jyothi_cool thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 19 years ago
hila finally u updated your story i just loved it ab toh me a biggggggggggggggggggggg adict. plz plz contine soon. 👏 .hey how was your exams??/


ps:-comments keliye thanks mat kehna warna tpka doongi
Sara_DONT_ASK thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 4
Posted: 19 years ago
👏

Shrutiiii.....welcum...... 🤗 🤗 🤗

Wah itna lamba part shyad issne apni life mein pehli baarr likhaa haiii 😆

Mazaa aa gaya....kaafi dinoo ki dose...poori ho gayiiii.......too gud.....

Kitni jaldii sujal kashish ek dosre se impress ho gaaye pyaar bhi jaldi ho jaaye jgaaa 😆

--DON--*Cum back soon* 😳
..oneOone.. thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 5
Posted: 19 years ago
sur dii
👏
i m completely fida on that
luv that the most
😳
same choices
i also like to say-wahooooooooo
😉
gr888 going
and b/w luv ya more
😛

lol
ana
Shruti11 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: goodkashish

6 years ago

Kassir ...Sujal&Kashish...Part 28 - Pg 33

Kassir Extremes Intro 9pm - London Airport - Christmas Day It was a cold chilly night in the beautiful city of London. We arrive at Heathrow...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".