Thanx for such a nice response…I never thought it wuld get so gud comments….here's part 2….hope u lyk it..
Part-2
Arnav walks towards the helicopter..
The helicopter's door opens…..
Comes down a girl in her teens..17 years of age….dressed in jeans and tops and knee length boots..
Khushi ( eyes wide open): Laad governer insse darte hain..?
Anjali: Haan sirf inse darte hain..!!
The girl: You are 25 seconds late Mr. Raizada. (an angry expression on her face..remember arnav's entry at sheesh mahal)
Arnav: I am sorry..really very very sorry..!!
Khushi's mouth wide open n a perfect 'O': Arnavji ne ek 17 saal ki ladki ko sorry kaha..??
Anjali: Haan Khushi ji.. Chote se sirf yeh hi sorry bulwa sakti hain..Chote ne kabhi humse sorry nahi kaha sivaye navratri vale din par.. par chote inhe sorry jaroor kehte hain…..Yeh hi hain jo Chote se nahi darti aur jinse Chote darte hain…
Khushi: Hey Devi Maiya.!! Ek Laad Governer kam tha jo aapne humari jindagi mein unse bhi badi Laad Governer ko bhej diya…
Anjali(smiles): Nahi Khushi ji aap galat samaj rahi hain…aapki aur inki khub jamegi…yeh bilkul aapke jaise hain..bubbly and naughty…like you talks a lot..is happy to see others happy and make others happy…and guess what she loves jalebi's..(a smile appears on Khushi's face)..
Aur chote ke saath reh kar inme thode bahut chote ke gun bhi hain aur chote ki tarah humara bahut khyal rakhti hain.. For chote she sometimes turns out to be a disaster aur tab chote ki khair nahi…chote can't even dare to speak in front of her..par inka rishta best hai ek dusre se bahut pyaar karte hain,,,,,aap dekiye
Girl (smiles): Bhai…hugs him…missed you a lot…
Arnav (hugs her back): missed too dear..
Girl: bhai vaise aap bhool gaye the naa… that I was coming..
Girl: Don't say that brother…itne saloon se aapko jaanti hoon…aap bhool gaye the…I know it…your face tells it clearly..!!
Arnav: Will you stop it now….challo bahkiyon se milna hai yaa nahi?
They start walking towards the family and talking to each other…
Khushi: Bhai? Di yeh kon hai..
Anjali: Khushi ji…humare maa-babuji ke jaane ke baad hume humare ghar se nikal diya gaya…hum aur chote mandir mein chalegaye kyon ki humare paas rehne ki aur koi jagah nahi thi…tab ek aadmi aur aurat humme apne ghat le gaye aur humara khyal rakha bilkul apne bachon ki tarah…kuch dinno baad unhe humare mama ji ka number mila aur uhno ne unhe phone karke bula liya..unki ek bachi bhi thi dhai saal ki..voh bahut pyaari bachi thi aur humare aur chote ke dil ke bahut karib thi….ek din hum teeno bahar gaye aur hum jab vapis aaye toh humne ghar mein se khuch ajeeb avaje suni…hum dargaye aur chup gaye..humne ek goli chalne ki awaaj suni aur phi ek aadmi bola ' yeh un anathon ko apne paas rakhne ka inaam hai'..jab voh log chale gaye tab hum andar gaye aur jo humne dekha hum voh kabh nahi bhool sakte…uncle aunty ki laash humari aankhon ke saamne thi aur humari vahje se voh bacchi bhi humari tarah anaath ho gayi….tab tak mamaji humme lene ke liye aa gaye the….aur tab humne aur chote ne faisla liya ki yeh bachi bhi hamare saath jayegi…aur aaj se humari choti behen hogi…tab se yeh humare saath rehrahi hain.. aur pata nahi kab humari aur chote ki jaan bangayi..hum kabhi voh din nahi bhool sakte….tabse hum chote aur unki behen aur maa dono hai…aur pura Raizada parivar khas kar chote unpar apni jaan dete hain…he wants the best for her…voh chote ke dil ke sabse karib hain aur chote ko sabse acchi tarah se jaanti hain…humse bhi zayada…voh unke dil ki har baat smaj jaati hain chahe von kahe yaa na kahe…aur voh humse bhi bahut pyaar karti hain…unke bina ghar kitna soona ho gaya tha (Anjali starts crying)
Khushi: Di aap roiye maat aapki sehat ke liye bilkul thik nahi hai..
Anjali: Aap pata hai Khushiji..teen saal pehle Chote ne unhe London bhej diya padne ke liye…humme bahut bura laga..hum nahi chahte the ki woh hum se door jaye par humari koi baat suntan hi nahi naa hi Chote ne humari baat suni aur naa hi inhone chote ki behan jo thehri..humari unhe naa bhejne ki iccha ke picche do vajeh thi..pehli hum unse bahut pyaar karte hain aur dusri chote ka gussa hum mein se koi control nahi kar sakta sivaye unke….par ab voh aa gayi hain chote ke gusse kit oh khair nahi… humari tension bhi kam ho jayegi kyunki voh toh chote ka guusa control karlengi aur aapki thodi madat bhi ho jayegi……aapko pata hi khushi voh aapse milkar bahut khush hongi….you would make a perfect team..
Khushi (smiles): Di inka naam kya hai..??
To be continued…
************************************************************************************************************
How was it..???...please comment whether t was good or not and suggest should I continue or not….
Continuation depends upon your comments…!!