326 B.C
Takshashila Gurukul
... it has been nearly two years passed since chandragupta got admission in Takshasila Guukul... he has been proved the best student of gurukul in spite of facing all type of difficulties and obstacles created by ambhik and acharya shukdev...with the blessing and teaching of chanakya and help of his seven friends...he is 14 years old now..much confident and much daring...here he met drakshita too and she also became his friend though she is not a student of gurukul..but none knows the truth of drakshita...
The story starts in a fine morning in gurukul...after a long practical class of sword fighting and other tiresome practices students are resting for a while...chandu is sitting on a stair surrounded by his friends...only digvijoy is absent...everyone is pulling leg of shashank as usual..
Airavat : are shashank tum to ajkal kamzor dikhai de rahe ho...thik se bhojan nhi karte kya??
Aditya : are nahin nahin lagta hai gurukul ke bhojan se hamare mitra k man uth gaya...
Shashank (turning towards chandu) : dekha chandragupt ..tumhare mitra kaise mere mazak uda rahe hai...
Chandu (trying to maintain false gravity) : are mitra..aise kisike bhojan ko leke mazak nahin banate...are sabke apne apne shaukh hote hai...and he also starts laughing...
Shashank (got angry now) :...jao hume kisise bat nhi krna hai...
Sukant : are shashank tum naraz q hote ho?? hum satya kehte hai k hume tumhara chinta hai...agar tum thikse bhojan nahin karoge..to yudh karne k liye shakti kahanse paoge??
Akshay (very innocently) : acha kahin ye us dibas drakshita ne jo ise mota kehkr pukare the usika dust parinam to nahin hai na??yodi aisa hi hai to ek kanya k baton ka itna bhi kya bura manna shashank??bhul jao na...
akshay's words made shashank's chubby chicks reddish like tommato...and other boys burst into laughter...although aksay and chandu couldn't join them as they didn't find anything funny in it...
Shashank : tum logo se bat krne ka koi arth nhi hai..hume ayurved k kaksa me jana hai...
Chandu : are ruko shashank hum sab apne apne kaksa mein chalenge thori der mein...parantu mazak mazak mein hume ek mahatyapurn bat yad aya...humare mitra digvijay k janamtithi nikat a rahe hai...q na hum isbar uske liye kuch khas vyavastha kare...
Shashank : han chandragupt hume to ye smaran hi nhi tha...q na hum isbar gurukul se chutti leke ye utsab bahar manaye...
Aditya : han zaroor...hum acharya k mai k ghar hi chalte hai na...Drakshita ko sandesh bhejwate hai...woh pehlese hi sare intejam kr degi...
shashank was about to say something...but chandu approves the idea..
Chandu : yehi uchit rahega...isse hame anumati milne mein bhi asani hoga...parantu...jinke bare mein bat kr rahe hai vo to dikhai nhi de raha hai...kahan hai digvijay??
Airavat : pradhanacharya kisi vises suchna hetu use apne kaksa mein bulaye hai...
Chandu : chalo acha hai vo nhi hai...hum use abhi humare yojna ke bare mein kuch nhi batayenge...tum sab humare sath ho na??...
Sukant : ye bhi koi kehne ki baat hai?? tum hamare neta ho chandragupt ...aur hum tumhare sath na de??...tum nischint rehna..digvijay ko koi kuch nahi batayega...
Airavat : are o dekho digvijay a raha hai...chalo hum apna apna kam karte hai...
Digvijay enters and finds chandu and his friends are sitting silently...