Originally posted by: lallulal2010
Priya jee, apki aagya ka paalan karte hue main yahan upasthit ho gayi hoon aur chikitsak sahiba jo ki rajveer sir ko lekar udan-choo ho gayi hain, unke liye ek naya-navela madhur geet le kar aayi hoon...
Sabha shant ho jai...hari om! hari om!! raj-veer!!! raj-veer!!!(ab ishwar ko to bulana nahi hai, to jo chahiye usi ka naam le leti hoon...)Bhajan kuch is prakar haiLo Aa Gayee Unki Yaad, Wo Naheen Aayedil Unako Dhoondhta Hai, Gam Kaa Singaar Kar Ke
aankhe Bhee Ruk Gayee Hai, Ab Intajaar Kar Ke
yek Aas Rah Gayee Hai, Wo Bhee Naa Toot Jaayerotee Hain Aaj Hum Par, Tanahaiyan Humaareewo Bhee Naa Paaye Shaayad, Parachhaeeyaan Humaareebadhate Hee Jaa Rahe Hai, Maayooseeyon Ke SaayeLo Aa Gayee Unki Yaad...Manali ji agar apko roj surile gaane meri besuri-phati aavaj me nahi sunane hain, to jaldi aayie...warna i'll be back with another song tomorrow...maine to gaana bhi soch liya hai๐...aur ab to shreya ji bhi hamre is mangal karya me sahyog kar rahi hain...shreya ji aapka bhajan sandhya me hardik swagat hai๐๐Hasta la Vista...With prem...Vidushi...
Originally posted by: suhana.dixit
Priya I am sure Mana will definetely update after reading all these songs..๐๐
13