Part 39

Part 39
When he felt she had calmed down ... out of the blue he popped the question
Raj--shadi karogi mujhse?
Shocked๐ฒ๐ฒ Nandini moved back...she felt as if Raj has spoken some alien language--Kya? kya kaha tumne ?
Raj --tumne suna maine kya kaha๐
Nandini--suna...isliye pooch rahi hoon kya kaha tumne...
Raj (teasing)'mujhe nahi pata tha'tumhe ek baat do baar kehni padti hai tab tumhe sunai deti hai'no worries repeat kar dete hai' Mujhse shadi karogi'
Nandini (not believing)'tum pagal toh nahi hogaye'have u gone crazy Raj'
Raj'kamal hai'๐ tumse shadi ke liye poochna aur pagal hone mein kya connection hai๐ 'kyun pagal log shadi karte hai'๐๐ agar tumhara jawab haan hai toh mujhe pagal hone mein koi problem nahi hai'๐๐ So, Yes or No'
Nandini'Sach mein Raj' u have gone crazy'tumhe pata nahi hai tum kya bol rahe ho' Main ja rahi hoon'(as she turned to go' he came in front of her)
Raj'tumhe jana hai No problem'par jane se pehle jawab'๐๐
Nandini sighed'tumhe jawab chaiye (Raj nodded yes) so its NO'
Raj 'kyun?
Nandini (not believing)'kyun matlab?๐
Raj'kyun matlab why? I mean'Inkaar ki koi wajah hogi' u know bina baat ke "Na" toh nahi kahogi' (seeing nandini not answering) come on nandini aise blank look dene ki zarut nahi hai'main koi Spanish ya French nahi bol raha'jo tumhe samajh nahi aaraha'
Nandini'samajh mein toh mujhe tum nahin aa rahe๐ก๐ก 'abhi tak jo tumhe bataya ya toh tumne suna nahi' ya samjha nahi' I mean sab kuch janne ke baad bhi'I thot tum itne toh smart ho ki tumhe kahi hue baatein samjh aa jati hai'tum
Raj (interrupted)'I know I'm smart' tumne jo kuch kaha maine suna aur samjha bhi'par us sab mein mujhe tumhare inkaar ki wajah nahi dikhai di'aur agar tumhe nazar aati hai toh who tumhari problem hai meri nahi'
Nandini'U know what Raj' agar sab kuch janne ke baad tumhe wajah nazar nahi aa rahi toh tumse bada bewkoof koi nahi hai'๐ก
Raj smiled ๐๐ 'agar tumse shadi karna bewkoofi hai toh samajh lo meri khushi usi bewakoofi mein hai'๐
Nandini (laughed) 'khushi' mera saath kabhi kisi ko khushi nahi deta' (still laughing)๐๐ jisne aapne maa baap ko koi khushi nahi di'tum uske saath mein khushi dhund rahe ho'kisiko bataoge log hasenge tumpar'
Raj'yeh mere sawal ka jawab nahi hai'
Nandini (giving up)'Raj tumhe simple si baat kyun samjh mein nahi aa rahi'main shadi nahi kar sakti'Raj kuch rishte logon ke liye nahi bane hote'aur kuch log rishton ke liye 'aur main unme se ek hoon' Mujhse rishte nahi nibhaye jate' aur tum ek aisi ladki se shadi karna chahte ho jo
Raj (cutting he in b/w)'joh rishte nibhane janti hai'agar tume rishte nibhane nahi aate toh aaj apne saare kaam chodkar tum yahan nahi hoti' Nandini sirf rishton ko naam dene se rishton ki ehmiyat tai nahi hoti'Tumne ab tak har rishta ache se nibhaya hai 'chahe who beti ka ho, behan ka ho ya dost ka'
Nandini(interrupted)'tum samajh nahi rahe ho Raj'
Raj (getting little fed up'raised his voice) 'samajh tum nahi rahi ho nandini๐ก๐ก 'kab tak purani baaton ko apne sir par liye ghoomogi...๐ก (realizing he shouted) sorry I shouted'(calming down a little) Mere kehne ka matlab tha ki' I agree joh pehle hua who nahi hona chaiye tha it was wrong all the way' par hum mein se koi usse nahi badal sakta'Aur jis tarah tumne sab handle kiya its surely wonderful'๐๐ sab kuch hone ke baad bhi tumne na sirf khud ko sambhala but apne pariwar ko, apni behan ko, aur ab Mom ko bhi'jinhone us waqt tumhara saath nahi diya jab tumhe sabse zyada saath ki zarut thi' Par jo ho gaya so hogaya..its Over...finished'kyun us ek baat ke liye 'kisi aur ki galti ke liye apne aapko' saza de rahi ho' to be precise mujhe de rahi ho'๐ jisne galti ki saza usse milni chaiye aur apne tarike se tumne de bhi di'๐๐
Nandini'main kisi ko saza nahi de rahi na khudko'na tumhe'maine tumhe shuru mein hi kaha tha'ki mujhse jitna door rahoge utna tumhare liye acha rahega'(sighed) Raj kyun sab kuch jante hue samjhte huye janboojkar shadi karna chahte ho' Raj u really deserve the best' tumhe mujhse bhi achi ladki mil jayegi' mere saath kuch nahi milega siwai dukh, pareshani ke'
Raj (interrupting) 'agar main kahu' mere liye who best tum ho toh'tumse behtar, achi mujhe nahi milegi toh' aur tumhare past mein kya hua mujhe usse koi fark nahi padta'
Nandini(a little angry)'U are being an emotional fool Raj'๐ก๐ก
tumhe is waqt meri baat samjh nahi aa rahi'par rishta judne ke baad jab log tumse hazaro sawal karenge tab tumhe samjh aaega'Ho sakta hai mere past se tumhe fark nahi padta par tumhare gharwale, jannewale unhe fark padega Raj, kis kis ko jawab dete rahoge'(Sighing) Raj tum nahi jante jab log sawal karte hai 'unke jawab dena kitna mushkil ho jata hai' tumhe acha laga jis tarah strongly maine sab handle kiya' par us sabka anjaam kya hua' ek pita se unka haq cheen liya ; ek patni se uska pati (father-mother); do bhaiyon ko ek dusre se alag kar diya (her two mamas); ek maa ko apne bte se' Jisne itne saare rishte tode ho tum usse rishta nibhane ki umeed kar rahe ho' Raj jo kuch bhi hua us sabki wajah main thi' kabhi kabhi lagta hai ki us waqt maine Mr. Dixit ki baat maan li hoti'toh aaj sab kuch theek hota'๐
Raj (irritated'not believing what she is saying)'of course maan leni chaiye thi tumhe Mr. Dixit ki baat'Taki aaj yahan hospital mein apni Mom ki jagah tum hoti'
Nandini'par aaj baki sab rishte toh theek hote jo meri wajah se toote'
Raj (making her understand) 'tumhe aisa kyun lagta hai sab tumhari wajah se hua'tumhari wajah se kuch nahi hua'
Nandini(sarcastically)'kyun ' Tumhe koi shaq hai'๐ก
Raj'Nahi'pura yakeen hai'๐๐ ki jo kuch hua 'who tumhari wajah se nahi hua'who sab hona tha'usme mein bhi kuch achai hi thi'just think of it'agar us waqt tumhe sab kuch pata nahi chalta toh aaj tumhari zindagi kaisi hoti'
It was just a phase 'ek aisa waqt jo bura zaroor tha par tumhare ache ke liye 'aur us waqt tumne jo faisla liya who sahi tha'kyunki agar tum nahi leti toh anjaam kya hota yeh tum bhi janti ho' Aur jin logo ko tumhara faisla galat lagta hai...unke bare mein kya sochna'humare faisle kitne sahi kitne galat hai'yeh hum khud decide karte hai'apne liye acha bura sirf hum khud jante hai'koi aur kuch bhi kahe hume usse koi fark nahi padna chaiye'๐๐
Isliye mere liye kya acha hai kya bura yeh bhi main hi decide karunga' Kaun sawal karega main dekhunga'Mujhe pata hai jo log mere liye maine rakhte hai who mere faisle pe sawal nahi uthaenge 'aur jo uthaenge , who mere liye maine nahi rakhte'๐ก๐ก aur ek baat toh pakki hai ki meri family ko koi problem nahi hai'isliye tum uski tension mat lo'(teasing) kyunki mujhse zyada tum unhe pasand ho '๐๐ unke alawa I'm not bothered abt others'๐ก aur agar koi tumse sawal karega toh unke mere paas bhej dena 'mujhe jawab dena ache se aata hai'๐
Nandini (not believing how easy he is making it sound'when its Not)'Raj tumhe yeh sab itna asan lag raha'raj yeh sab mazak nahi hai'Tum kis kis ko jawab dete firoge' jab log tumse mere bare mein poochenge , mere parivaar ke bare mein poochenge'Its not joke Raj'๐ก
RajโOfcourse its not a jokeโฆI know mera sense of humour acha haiโฆbut shadi ke mamle mein I'm serious damn serious โฆ
Nandini(irritated) 'serious ๐ก๐ก ' agar serious hote toh tumhe meri baatein samjh aati ' for god sake Raj ek baar practically socho not emotionally' Mujse shadi karke tumhe kuch hasil nahi hoga...shadi se inkaar karne ke main tumhe 100 wajah de sakti hoon par tum kyun shadi karna chahte ho iski 1 wajah nahi de sakte '(she turned to go'when Raj held her hand stopping her from going)
Raj'agar main who 1 wajah de du toh'๐๐ I agree tum mujhe inkaar ki 100 wajah de sakti ho' par meri 1 wajah tumhari un 100 wajah par bhari padegi'tumhari har wajah bemaine ho jayegi' Tum yeh toh manti ho ki shadi karne ki sabse badi wajah hoti hai ki do log ek dusre se pyaar karte hai' Right ๐๐
Nandini (irritated)'right So,
Raj' So'(took a deep breath) I love U' aur main janta hoon tum bhi karti ho'
Nandini looked at him mouth wide open'๐ฒ๐ฒ staring at him in shock'๐ฒ๐ฒ Had it been so obvious from her side'๐ that Raj realized himself'Has she failed in hiding her feelings coz somewhere down with time she had accepted to herself that Raj holds important place for her'๐ณ๐ณ & she cant imagine life without him'but just coz of her past'& coz of fear of Mr. Dixit hurting Raj & his family 'she tried her best to hide her feeling from others as well as herself'she was happy to be with Raj just as a friend coz she knew as soon as it turns into a relation 'Mr. Dixit wud come to know & everything will be finished')
Raj seeing her not answering & just giving him blank look he shook her
Raj'kya hua 'kuch toh bolo'
Nandini(coming out of her thots'trying her best to compose herself) ' aaj tumne lunch mein kya khaya tha'๐
Raj (confused)'kya ? matlab๐๐
Nandini (seriously)'Matlab lunch mein kya dish khayi thi'๐ก
Raj all the more confused'๐๐ ab maine jo kaha aur lunch mein kya connection hai' main tumse I love U keh raha hoon 'aur tumhe mere lunch ki padi hai ๐๐
Nandini'aur nahi toh kya ..๐ก ab tum aise behki behki baatein karoge toh shaq toh hoga hi 'mujhe lag raha hai something has got into u'jo meri itni explaination dene ke baad bhi tumhe samjh nahi aaraha'
Raj'tum topic change mat karo'kyunki Mujhe pata hai pyaar karti ho'usse accept karne mein nakhre karne ki kya zarut hai'๐
Nandini'ajeeb zabardasti hai'๐ก๐ก mujhe kis se pyaar hai kis se nahi yeh mujhe pata hoga na'(she turned other side 'not facing Raj') aur main tumse pyaar nahi karti'kisi se nahi karti
Raj'kis si na karo'No problems '๐๐Main apni baat kar raha hoon' aur agar mujhse nahi karti toh yeh baat meri taraf dekh kar bhi bol sakti ho'
Nandini now faced Raj(irritated) 'kyun?๐ก Tumhe bhi ek baat do baar kehni padti hai tab tumhe sunaai deta hai' ek baar keh diya so keh diya 'ek hi baat baar baar kya repeat karni'๐ก
Raj'Sunai toh ek baar mein de jata hai'๐par shayad tab tumhe jooth bolna mushkil hota'(coming closer) & prove me wrong'
Nandini'toh tumhe lagta main jooth bol rahi ho'๐ก
Raj'jooth nahi toh sach bhi nahi hai'kyunki sach kya hai yeh tumhe bhi pata hai aur mujhe bhi๐๐'fark sirf itna hai maine sach tumhe already bata diya aur tumne nahi'aur tum mujhse pyaar karti ho'yeh main prove kar sakta hoon'๐
Nandini (fed up) 'mujhe kuch nahi prove karna na sach na jooth 'tumhe jo samjhna hai samjho'๐ก I'm completely Ok with it'aur tumhe jo prove karna hai shauk se prove karo' kyunki mujhe pata hai tum nahi kar paoge'
Raj'aur agar kar diya toh'๐๐
Nandini 'kabhi nahi kar paoge...aur usse tumhe koi faida nahi hoga'
Raj'tum mujhe challenge kar rahi ho'๐
Nandini'Nahi ' samjha rahi hoon'๐๐ ki tum galat ladki se pyaar kar rahe ho' abhi bhi waqt hai' sab kuch jaane ke baad' galti mat karo' maine isliye nahi kaha ki tum sach nahi sabit kar paoge coz I am underestimating u'๐ par isliye'ki sach sabit karke tumhe kuch nahi milega'tum chahe jitne bhi sach sabit karlo mere liye sabse bada sach yahi ki jisne bhi mera saath diya ya mere saath kisi na kisi rishte mein juda hai'uske saath kabi acha nahi hua' (laughs) haan bura zaroor hoga is baat ki gurantee main le sakti hoon'๐๐๐
Aur main nahi chahti ki meri wajah se tumhare ya tumhari family ke saath kuch bura ho 'agar hogaya toh main apne aap ko kabhi maaf nahi kar paungi' already meri wajah se bahut log pareshan ho chuke hai' ab mujh mein aur sehne ki na toh takat hai' na auro ko sambhalne ke liye himmat.. Isliye jo jaisa chal raha hai usse chalne do'mujhse jitna door rahoge utna sab ke liye acha hai'๐๐
Raj- aur tumhare liye.
Nandini (smiled)'maine apne liye kuch acha hone ki umeed chod di hai'meri wajah se kisi aur ko takleef na pahunche mere liye wohi kafi hai' Main jaisi hoon I am happy' Meri fikr karna chod do'
Raj'Wohi main nahi kar sakta'aur rahi family ke saath bura hone ki baat toh who meri problem hai'main apne aap handle kar lunga...
Nandini(fed up) ๐ก๐ก'arrrghh' tumse baat karna hi bekaar hai'raat bahut ho chuki hai tum jakar so jao' is waqt tumhe kuch nahi samaj aaega'
She left from there 'leaving Raj standing there '
''..to be continued'.. ๐๐
Edited by -purnima- - 14 years ago